Practice is the mother of skillls
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Practice kay baghri ager trading start karin tu phir app ko live ya real account ke trading kay doran kafi ziada problems ka samna karna parhta hai. practice ke waja say he app ko market ka ziada behtar idea b hota hai aur app ke trading skills develop aur improve hoti hai. iss liye maire khayal sy proper trading karnay ke liye practice zaroori ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Kisi bhi kam Jo shuro Karne kilie us ki prectic or us Ka experience zaroorat hota hy Jaise ke Apne Kaha hy prectic is the mother of skills maen apki bat se 100% agree karta hon or ye mashwara deta hon Kam az Kam 6 Months prectic ki jay sth sth Pak Forex forum men post Karen tahke jab apki prectic Achi hojay to apka bonus yaini or apki capital bhi Achi ho jay tab ap real trading Karen
      • #33 Collapse

        Aslam o alikoum dear brother you are right practice is the mother of skill practice make a man profect
         
        • #34 Collapse

          I am totally agree with you that experience is the mother of skills ,insa practice ker ke he seekhta hy aur experience gain krta hy jitna ziada ap ka experience ho ga utny ziada ap ki skills strong hon ge aur ap expert bn jain ge forex trading main without experience ap aik ashy trader ni bn sakty
          Signature removed by moderator
          • #35 Collapse

            absolutely paractice is the mother of skills forex main jitne skills hmaray paas hon gay utni hi hum is main kamyaabi hasil krain gay skills k lie hmari demo per practice must hai hum jitni demo per practice krain gay utne hmaray skills zyada hon gay
            • #36 Collapse

              Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai forex trading main practice ka kafi zarorat hoti hai aur forex trading main practical krni hoto demooo say krain aur market ka analysis krain aur daikh kr trade lageein
               
              • #37 Collapse

                g han apki bat bilkul theek hay kisi bhi kamko karny k liay humay us pe pehly practice lazmi karni cahiay is se humay us kamki sahe samjh aa jati hay isi tarha trading may bhi humay practicelazmi karni cahiay agar humary andar achi skills ho gi tou hum koi bhi kamjaldi sikh sakte hay
                • #38 Collapse

                  Forex trading business mein agr hum practice nhi Karain gay tu hum forex trading business ki learning hasil nhi kar saktay kiok practice se ap forex trading business ki learning hasil kar saktay han aur agr ap ko forex trading business ki learning nhi ho gi tu ap forex trading business se profit earn nhi kar aur agr ap practice k baghair trading kartay han tu ap ko loss hi ho ga is liye practice bhi zaroori hy forex trading business mein profit earn Karne k liye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Yes dear aap ki baat sahi hay kay practice is mother of skills ham jitni practice karain gay utni hi hamari trading improve hogi or practice kay liye zaruri hai kay demonstration account use kiya jaaye q kay practice aap real account per to ker nahi saktay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X