mere doston nay forex main loss kiye jb k wo achay traders b hain ?/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear ap k doston sy koi na koi mistake hoi ho ge aksar expert traders bhe mistake kar jaty hain tab un ko loss hota hy ya phir expert traders ko tab loss hota hy jab koi qudarti afat ajay jesy zalzala ya koi selab ajay to jis mulk pary ay ga uc mulk ki currency down hoge to trading me yak dam loss ho jay ga ya loss experts ko bhe hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Business main aesa ho chalta he he bare se bara experienced trader bhi baaz dafa loss main chala jata he. this is part of business ais se dis heart na hn inshallah next time ais se jo profit ho ga wo ais loss ko pora kr de ga.
      • #33 Collapse

        bhai lazmi baat nahi ha k wo trader market level k mutabiq trading ka work karty hain tu un ko profit hi hota rahy dear forex market aesi ha k is main secondon k hisab sa reton main movement hoti rahti ha loss hona ya koi new baat nahi ha forex market main loss or profit ka chakkar tu hota rahta ha.
        • #34 Collapse

          han sahi kaha rahy ho mery b bhot sy doston ny ya work kea hai unsab ko he loss hoa hai mujy b 5 bar loss hoa hai mujy is bar puri umeed hai k nai ha ga bakijo ALLAH ko manzor wohi ho ga is ley sab work krty jao
           
          • #35 Collapse

            bhai jan forex aik business hai aur is main gain aur loss tou hota hi rehta hai.....baqi agar kisi ka loss hota hai tou usko chahye k wo patience sy kaam lay aur apny emotions par qabu rakhay aur phir agli baar aik nai statergy k sath trading start karay inshaAllah faida hoga.......
            • #36 Collapse

              Foundation about myself being a dealer , I am going to point out it is extremely gealthy to test how a industry will be trending thus you will be ableto follow help make excellent funds thus your will be capable of increase constantly ////////
              • #37 Collapse

                dear aik baar ke prift mil jane se lazxmi nahi hai ke aap ko har trade me he profit ho is lye jitna ho sake aap mehnat se kaam karte raho or koshish karo ke loss kam se kam ho sake aap ko tabhi aap ko carefully kaam karne per profit hota hai .
                • #38 Collapse

                  bhai forex business boht risky ha. agr hmain is business k baray ma sub knowledge ho. hamain market ka trend bhe find karna ata ho.. news ko bhe follow karna ata h0.but pher bhe is business ma risk khtum nhe hota ha. kyn k is ma greedy bhe effect karti ha. haamaray emotions ka bhe amal dakhal hota ha .or apky friend k sath bhe asa he howa ho ga.
                  :cool::cool::cool:
                  • #39 Collapse

                    meray bhai jaan mein yeh samjaht hoon k iss busienss mein loss ho jata ha iss liaye humein achi earning k liaye ziyada bara risk nahi leina chahiye aur achi tarde ko kerna chahiye.
                    • #40 Collapse

                      friends zaroori nahi hai kay aik acha trader kabhe koe galti na karey har trader chahye wo jaisa bhe ho kabhe na kabhe galti kar deta hai iss say uss ko loss hojata hai tou issi liye trading main profit hai tou loss bhe hai humain bohat ahtiyat say trading karni chahye.
                       
                      • #41 Collapse

                        dekhen koi bhi insan puri tarah se perfect nhi hota hai.....is se koi na koi mistake hojtai hai trading me jis se us ka loss hojata hai!!is ko overcome kia jasakte hai ziada se ziada practice kr k!!!
                         
                        • #42 Collapse

                          Daiken market main 2 chezen milte hain ya profit ya pir loss ab sary log hi profit karen gay to loss bi to kise na kise ko to ho ga so mery khiyl say dil chota karny ki zarorat nahn try your luck next time may bi acha result mily
                          • #43 Collapse

                            Dear brother yeh koi reason nahi ha Aisa akser forex trading main ho jata hai jab skills or experience wale person bhi market main dhoka kha jate hain.
                            Islamic Books Blogging Tips
                            • #44 Collapse

                              Yes profit and loss are the part of business, jis vaja se apko loss hota hai jo bhi mistakes hoti hyn un ko learn karen or apni mistakes ko remove karny ki koshish karen taky next time trading mei apko loss na ho or ap acha profit earn lein and during trading we should control our emotions because these are main reason of loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss to hota hi hay chahay wo kitna hi bara businessman ho loss to us ko bhi hota hay aur bas loss say dar kar business ko nahe chorna chaheye takay loss ko cover karnay kay leay profit bhi ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X