Digital Currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Digital Currency
    Dear forum member Digital Currency ka bary mainy ap janty hon gay agher koi ni janta to main ap ko bata hon ka Digital Currency hum internet currency ko kahty hy jas main sub say zyda Skrill use ho rah Forex market main Skrill nay apnai ak alag haseyt bana raki hy lakn agher hum insta forex ki bat kary to yah par bai deposit aur withder ka lay bai digital currency use hoti hy insta forex skrill ko bai support karta hy aur skrill kay sath sath 27 aur digital currency hy jan say hum deposit aur withder lay sakty hy member mainy ap ki ray chata hon ka ap kon sa mathed use karty hy aur ap ko kon sa mathed ascha lagta hy jas say ap ko payment asni say mal saky
    Last edited by ; 12-09-2017, 02:30 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul, Instaforex kay sath humain withdraw kay liye SRILL ki shakal mein aik bohot acha source hasil ha. Skrill par payment easy, fast and secure ha and instaforex se jaldi hi skrill mein amount transfer ho jati ha, jis ko hum bank ya credit card se Pakistan mein easily withdraw kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Bilkul, Instaforex kay sath humain withdraw kay liye SRILL ki shakal mein aik bohot acha source hasil ha. Skrill par payment easy, fast and secure ha and instaforex se jaldi hi skrill mein amount transfer ho jati ha, jis ko hum bank ya credit card se Pakistan mein easily withdraw kar saktay hain.
      gee han bhai hm apne forex trading mein jo profit hasil krte hien woh hmein skrill se milta he aur skrill payment boht he acha aur fast insta forex ka payment professor he aur insta forex ke jo bhe dosre payment processor hein woh bhe ache hien aur fast hien hmein apne account mein deposit aur withdraw mein kabhe koi msla nhe ata he aur hmein insta forex jlde withdraw aur deposit ke sahulat deta he
      • #4 Collapse

        Jee han aaj kal digital currency inn ho rahi hain for example bitcoin minig etc. Iss main koi shak nahi hai
        Taham instaforex hamen bohat c methods se withdraw lene ki sahulat faraham karta hai jo hamen easy lage ham usko hi apna sakte hain iss main hamre earning zaia.nahi hoti balke ek ek sent ham tak pohnch jata hai yeh ek bohat acha real kam hai
        • #5 Collapse

          g han Digital Currency online business me hi use hoti hay ye nazar nahi ati magar online work me use hoti hay for example bit-cone waghira, forex me b Digital Currency hi use hoti hay
          • #6 Collapse

            Yes dear ma ap ki bat se agree krta hun forex ma digital currency use hoti hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha
            • #7 Collapse

              Gee bhai ms apki bat sy agree krta hun online businesses ma digital currency he use hoti hai is sy hum apny ghar bethy apny business ko control aor handle.kr skty hain enhance kr skty hain forex trading aik bht acha business ha8.
              • #8 Collapse

                IFX786 ap ne achhi baat share ki hai digital currency k baray main main ne abhi tak koi withdraw nai karwaya q k main abhi verification process main hoon lekin mujhe skrill ki abhi tak kuch samjh nai aye k hum is k through withdraw kaisay hasil kr saktay hain kya skrill walay hamain home delivery kartay hain ya hamaray bank account main transfer karain gay or skrill ko kon kon se bank support kartay hainexplain kr dain
                • #9 Collapse

                  I agree with you main kuch aap say share karna chata hun kay digital currencies bitcoin elithuim jinay aap crypto currencies bhi kaitay hain hoti hain jin ki hasiat to koi nai hoti or na inay koi use kar raha hota hai sirf trading kay liay bas kay lain hoti kisi specific contry ki nai hoti
                  • #10 Collapse

                    Haan g brother hum trading main he digital currency ko use ker rahy hain our us main skrills payza ki humery pass aik ache example hai js say hum apny instaforex k account ko bhe funding ker sagty hain
                    • #11 Collapse

                      AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! I totally agree with you on the skrill point of view for rhe digital currency . Dear dunia ko kisi b currency ko agar internet pr transfer karty hain e companies k zariye jesa k skrill fsapay, alertpay pay etc tisko digital currency e kehty haun
                      • #12 Collapse

                        dear ap ne jo digital currency k bary mai batya hai ais k bary mai mujhy to pata ni tha kun k mainy to ais ko abi tak atna use ni kia aor na hi ais ka mujhy pata tha ye to ap ki aj post parhi hai to ais ki samjh ai hai k digital currency kai hoti hai aor ais mai kaisy kam karty hai.
                        • #13 Collapse

                          G bhai jan ap ne digital currency k bary nahut acha explain kiya ha aj kal online buisness mein digital currency ka use ho raha ha aur skrill aik bahut easy aur fastest way hai money widraw krwany ka
                          • #14 Collapse

                            Bahi Jan forex trading mein apko tamam currencies mein widrawal dia jata hai apko wait krna chahiye trading !din apka profit apko zarori milta hai only skrill use krein taqe dollars asani se sell ho jayein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Acha kaam achy daam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X