Forex, Hand to mouth situation??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Dear forex mai jab ap kam karo gy tu ap ko pata chale ga k ap ne es mai kese kam karna hy aur ap ko kese es business mai faida ho skta hy forex mai aboht se log loss b kare hain aur es mai unlimited earning b karte hain ap ko chaie k sahii se seekh aur smjh k kam karain ta k ap ko faida ho aur ap apni life ko set karo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Mera is forex men kam say kam 6 years ka experince haai jab beh men nain greedy ho kar trade ke haai usmen loss khati hoon bs mennain last 2 years say aik stable money mangementkar kay fixed kiya howa haai kay is deposit par itna karnahaai jab kar layti hoontu bas us kay bad men koi trade nahe karti hoon newsmentu trade he nahee karti hon
      • #228 Collapse

        Han g forex bht he muskil job hai Es main agar loss Ho jay to finicall halat bht he kharab Ho jatay hain risk bht zayada hota hai
        • #229 Collapse

          mery kahayl may forex kko haemn daily base par kaam karna chiye agar ham is may daily base par kaam nahi karyen gay tu haemn kuch nahi milye ga ham is may daily base par thread k andar posting karna ho gi
          • #230 Collapse

            agar forex ko sakoon k saath lalach k bager aor bohat ziada expectation k saath naa kia jaae to phir is ko karna itna mushkil nahee hai is se earning ho sakti hai hai agar ham is ko aik normal business ki tarah lain aor is ko koi jaado ki chari naa samjhain
            • #231 Collapse

              humain forex meain lalcuh zara bhi nhi rakhna chaiye kyun k agar hum is business main lalach se kam karty hen to humain loass hi hota hai ... is liye is business main humain lalcuh bikal nahi karna chaiye ise achi tara samj kar karna chaiye ta k loss se bacha ja saky ...
              • #232 Collapse

                g bilkul forex trading difficult business hai kafi dafa asa hota hai jab ap ko loss ho tu ap k hath muh pa a jatye hai lakin aggar mehnat sy sekha jye tu success mil he jati hai traders ko.
                • #233 Collapse

                  actually masla yehi hai ke apne sahi se is busines sko learning nahi kia hota hai so kafi traders is field ko hate kerte hai kiyun ke un hone is ka sahi use kerna nahi seekha hota hai jo ke un ko sekhna lazim tha
                  • #234 Collapse

                    nahin janab mjhe nahin lgta k Forex trading ek mushkil business hae.. agar hum buhat zada mehnat karen iss business main or proper knowledge gain kartay rahen or zada se zada learning karen tou hum kabhi bhi iss business main loss ka shikaar nahin honge..
                    • #235 Collapse

                      is main aik limit tak profit hasil karna chahye ta kay humain procit kay hoty hoty humain loss na ho jaye huamin leanring kar kay kam karna ho ga ta kay humain marke main achi eanring hasil ho saky
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #236 Collapse

                        Meray nazdeek to loss hone ki sub sey bari waja lack of knowledge hy. Lack of knowledge ki waja sey hamain ziada loss hota hy. Hamain learning aur practice ko continue rakhna chaheye aur regular basis par market ki updates leni chaheye. Learning key baghair aap market key trend ko nahi samjh saktey.
                        • #237 Collapse

                          forex trading mien apko chahiye ke ap is mien aisi situation ane hi nahi den is mien ap proepr money management ek sath trdaing karenge to ap is mien phri zaroor kamiyab hoskate hian.
                          • #238 Collapse

                            hand to mouth wali situation oc waqt bun jatti hai jub market move bhi na kery or ap k pas mazid equity bhi na hu or already trades open hun jis say profit na aa reha hu wu bhi loss man hun.
                            • #239 Collapse

                              Bhai forrx ma analysis of market bht important hai humen trading ko lite nhi lena chye trading ma mehnat aor hard working soch rakhni chue teen trah ka analysis hota hai aik fundamental technical aor sentimantel teno important hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Nai bhai g bilkul be nai kun ke forex mai hum kabi be hand to mouth sitution mai kbi be nai aty kun ke ager ap is ko sahi tareeka sai use karo tu kun ke ye bohat acha busniss hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X