Strategy Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy Guide
    forex trading ke market mai bhot se traders ko aik he cheez se masla hota hai aur woh hai strategy. ous main waja yeh hai ke sarey newbie trader hum log dosro ke strategy ko use kerahe hote hai. masla yeh hota hai ke app jab kisi aur ke strategy use kerahe hote hai tu app ko yeh nahi pata hota ke trader ne jo bhi strategy banaye hai ous ke proper set of rules kya hai.

    Kyun ke woh hamesha strategy ko aur market ke apne nazaar se dekh raha hota hai. isleye mera yehe mashwara hai ke app expert trader ke strategy ko use kerahe lekin just as a guide. ous strategy ko app apne hisab se modify karo aur apne rules ko include karo. Market mai expert trader is he tarha banta hai jab woh apne khud ke strategy ko use kerta ha market. Isleye ajj se rona band karo aur thora time lagao market per aur koish karo. apne app ko itna strong karlo market mai ke risk ka factor kam se kam hojaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein apni strategy ka banana bohot zaruri ha, jab tak ap kay pas apni koi strategy nahi hogi, ap successful trader nahi ban saktay. Trading kay liye is tarhan ki strategy banain jis se ap comfortable ho kar trading kar sakain, achi strategy ki madad se ap achi analysis kay qabil ho sakain gy and trades bhi profitable hongi.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Forex trading mein apni strategy ka banana bohot zaruri ha, jab tak ap kay pas apni koi strategy nahi hogi, ap successful trader nahi ban saktay. Trading kay liye is tarhan ki strategy banain jis se ap comfortable ho kar trading kar sakain, achi strategy ki madad se ap achi analysis kay qabil ho sakain gy and trades bhi profitable hongi.
      ge han bhai hmein apne trading mein strategy ka bnana lazme hota he au rhm apne forex trading mein us wqt tk kamaybe hasil nhe kr skte hien jb tk hm apne trading ke lie ache trading ke strategy aur planing na krein es lie hmein apne trading mein ache strategies ko follow krna he aur apne trading market mein success hasil krna he
      • #4 Collapse

        Thanx for such a great information jee main b agree karta hun uss bat se apko iss main kisi ki strategy ko apnana nahi chahiay apko us se guide line hi leni chahiay kun k har kisi ko apne experience k hisab se apne knowledge usr blanc k hisab se sab mange karna hota hai jo apni ek strong strategy bana k iss kam ko kare ga woh zaror bara treder sabit ho ga jis ka knowledge acha ho ga
        • #5 Collapse

          strategy ka agar trading me sahi estemal kia jaye to es me hamy bahot zeyda faida ho sakta hay achi strategy or planing se hi ham acha profit kama sakty hey
          • #6 Collapse

            Mery bhai forex trading ma bht sari strategies use hoti hain ap ny bht achi bat share ki hi har time aik he strategy nhi use ho skti is ley moqy ky hisab sy strategies ka use krna chye aor skill aor confidence ka use krna chye demo ma pehly apni strategy test bhi kren.
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Mery Bhai pakistan forex forum aik best plateform hai jahan ap zeyada sy zeyada knowldge kam waqat ma gain kr sjty ho strategies ka istemal forex trading ma bht zarori hai short term long term tradin ma different strategies use kren aor profit earn kren
              • #8 Collapse

                Stragies wohi purani hoti hain jo pelay say use ho rahi hoti hain bas farak sirf itna hota hai kay aap kay lain kay kuch main profit ratio to zada hota hai laikin signal bot kam he milta hai or kuch main signal kahi dafa wrong ho jatay hain is liay hamaisha apni strategy per amal karain
                • #9 Collapse

                  phli bat to ya hy kisi ko kbhi bhi flow nai krna chiya aagr ap ny us sy bhter bnana hy to ap ko apna rols our apni hna krni chgiya agr pa kisi ko flow krty hy to ap utna hi kaa sagty hy jitna k who kama rhatahota hy ya us sys bhi kam agr ap us sya gy jana chaty hy to ap k opana experience bna lyna chiya to ap bhot zead kamyab ho sagty hy
                  • #10 Collapse

                    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan babypips pe strategy vook pri huI hy jo k bht classical hy ap apni strategy ko easily design kar skta hy. Aur secondly ap agr internet pe surf karau. To ap bht c strategy pa lain gygy. No tension
                    • #11 Collapse

                      g ha dear hum mai se zayda tar traders aisi chacker mai hoty hai k aun ko koi aik achi si strategy mil jaye ta k wo aus par kam kar k paisa kama saky magar startegy k sath aor bahot sari cheazy hoti hai jin ki waja se hum achi trading karty hain.
                      • #12 Collapse

                        G han bhai hamyn apni trading mein strategy lazmi use krni hoti hai aur stretegy p amal krna hota ha lekin hamyn chahye k hamun us k rules bhi pata hon aur apni trad k hisab se stretegy ko banana chahye ya usy us hisab se modify krna chahye
                        • #13 Collapse

                          Bahi aghr apko strategy ko follow krna hai tu apko news ko bhi dekhz chahiye news apko bahot zaida strategy bina kr de skti hu news pr bhi trade krein taqe apko knowledge bhi hasul krni chahiye
                          • #14 Collapse

                            asslam-o-alaikum wa rahmatullah dear friends jab tak ap dusron ki strategy use karen gay ap kabi b exper nahin ban sakty. Apko expert hony k lye apni strategy khud bnana ho gi. Jab tak dusron ko follow karty rahen gay to forex market men successful nahin ho sakty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Mere bahi forex trading mein aghr strategy khud benana hai tu khud trade ke analysis krein aur trading mein greed na krein aur trading strategy demo pr pehly applied krein phir us mein apko acha profit ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X