market k indicator ur analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    us k leay dost ap ko internet say analysis kerna siekhna ho ga our jo bhe indicator ap use ker rahy hoon like MCAD ya Stochastic to us ka knowledge us ki divergence strategies app ko internet say mil jain ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes forex main kamyaabi ka raaz ye bhe hai k ap ko us k candle knowledge k sath ager forex ka thora bht indicator like Bolinger band ya moving average ya pher simple indicator RSI ka knowledge hai to pher bhe app ache earning ker sagty hain
      • #18 Collapse

        forex trading business main indicators ki bohot ahemiat hai aur agar ap forex trading k best indicators ko search karna chayen tou iss forum per bhi ap ko ache indicators mil sakte hain aur bollinger band mujhe pasand hai ap iss ko bhi use kar k dekhen.
        • #19 Collapse

          Forex market mai experience aur skill hasil krnay ky bad ap forexmarket mai behatr trading kr sakty ho. Kyu k forexmarket mai experience bohat zaroori hai. Experience ki waja say ap forex market mai chi earning hasil kr sakty ho.
          • #20 Collapse

            forex trading kerte hoe ap ko chaiye ke app jo hai woh market mai analysis kerahe ache tarha se warna ap ko market mai command hasil nahi hoge.koish karo ke app fundamental analysis bhi karo.
            • #21 Collapse

              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex market main naz indicators apko trade setups bta dety gain aukndfa sird single clicjk se apni mt4 trading profile cgek kar lain apko wo pair khangaal dety hain jo 3 ,4 pair mil jaty hn ti unko focussed karain
               
              • #22 Collapse

                AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex trading main money management k liye candlesticks and the failure, but still not consistent thanks
                 
                • #23 Collapse

                  dear market mai kam karty hai to hum chart par indicator laga lety hai ta k hum ko market k trend ka pata chalta rahy magar bat ye hai k indicator ka matlab hai sirf indication dena ab ye ni hota k indicator ne signal dy dia hai to ye 100% perfect hi hai aus mai hum ko lot ka khas khyal rakh k trade lagani chaye.
                  • #24 Collapse

                    Bahi Jan forex trading mein market ko achi tarah analysis krna chahiye phir trade open krni chahiye aur brother trading mein news ko zaida ahmiyat dia krein taqe ACH profit ho saky
                    • #25 Collapse

                      G han dear ap ne bilkul theak kaha ha k hamyn market k trend ur analysis ko check krna chahye aur indicator lazmi use krny chahyn is se hamyn faida hota ha hamari trading achi hoti ha
                      • #26 Collapse

                        yes forex seekhne k lye ham ko indicators ki madad lena parti hai aor agar ham totally fundamental karna chahte hain to phir indicator ki zaroorat nahee hoti hai mujhe ziada tar fundamental trading hi pasand hai
                        • #27 Collapse

                          bhai market ky trend ko jan lena heforex trading ma importanent hai forex forum sy apko jo knowldge aor skills milti hain unka acha sa use kren aor apni indpendent strategy bna ky trading kea kren daily planning krny ky bad trading kea kren tab he apko profit ho ga mery bhai
                          • #28 Collapse

                            bhai apko trading mein indicator ko follow nhi krna xhahiye indicator apko always dhoka deti hai is lye indicator ko follow na krein balke news pr trade krein tu ap ko trade mein profit ho jaye ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              bhai meri mano to kabhi bhi kis ibhi nidictaor pr kam nak ro bass 1 mashavara krlo indicator kis side ka eshara kr rha hn baqi iske elava analysis apni genion treeqey se kro aur trade me enter ho kisi ki analysis ya signal to dekhna bhi ni :)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X