market k indicator ur analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market k indicator ur analysis
    Dear hume agr market k bhre ma experience hasil krna ha tu sab se phaly market k analysis ur indicator ko fallow krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han g ham ko market ka analysis lazmi hai k q k ham janty hai k forex iak boaht risky kam hai or is lai ham ko lazmi hai k ham market ko achi trha se judge karin or yah bat k hamain market ki movement ko judge kanry k lai different indicator ko use karna perta hai or mai nis purpose k lai moving average or macad ko use karta ho.
    • #3 Collapse

      Jee han market k bare main jana bohat zaroei hai k kia market trends chal rahhe hain aap k lia kon c trede manasib ho gi analysis se apko buy oar sell chose karne main madad milti hai uarr apko kamyab hone k lia har trha.se market reading ana chahiay t k aap iss main kamyabi hasil kar k ache treder.ban saken
      • #4 Collapse

        I agree with you, forex kay baray hum tabhi jaan saktay hain jab humaray pas is ka knowledge hoga and humain pata hoga kay yahan indicators ko kesay use kiya jata ha because forex trading mein sab kuch ap kki analysis par depend hota ha, and ap accurate analysis tabhi kar saktay hain jab ap kay pas knowledge hoga and ap ko pata hoga kay tools and indicators ko kesay use kartay huay chart ko read karna ha.
        • #5 Collapse

          indicators k baghir to market ko analysis karna na mumkin si bat hay jab tak app ko indicators ka knowledge nahi ho ga app market ko analysis nahi kar sakty hey
          • #6 Collapse

            Yes dear ap ki bat thek ha hume is market k indicator ko fallow krna chaiye is m hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sb se important ha hume is ma demo ma practice krni chaiye
            • #7 Collapse

              Gee mery bhai ma apki bat sy agree krta hun humen market ma indicaindicators ka ostemal.krna chye market ky indicators Japanese candlesticks bhi hain aor isky elawa market ka trend fundamental aor technical analysis ka sentimental tajzeya bhi hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                Dear hume agr market k bhre ma experience hasil krna ha tu sab se phaly market k analysis ur indicator ko fallow krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                Dear forex market ko analysis karny ka lay tools use hoty hy indicator humy just mt4 ka trand show karta hy agher humy market ko analysis to tools use kary aur abi to auto tools bai jo market ko auto analysis karty hy aur ap ko market ka trand ka bary mainy informe karty hy
                • #9 Collapse

                  forex trading main indicators bohot helpful hote hain lekin har indicator perfect work kare ye zaroori nahi hai mai ne bollinger band k indictor ko acha paya hai ap bhi iss ko use kar k dekhin lekin phele demo account per.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: IFX786 پيغام ديکھيے
                    Dear forex market ko analysis karny ka lay tools use hoty hy indicator humy just mt4 ka trand show karta hy agher humy market ko analysis to tools use kary aur abi to auto tools bai jo market ko auto analysis karty hy aur ap ko market ka trand ka bary mainy informe karty hy
                    gee haan bhai hmein apne forex trading market ko technical analysis krne ke lie tools ke zarorat hote he aur in tools ko indicators kehte hien aur hmein apne trading market ko ache trah se indicators se analysis krne hota he aur hmein apne market ke trend ko smjh kr apne trading krne hote he aur market ke strong signals se apne trading kr ke acha profit hasil krna he
                    • #11 Collapse

                      Mere bahi forex trading mein market ko analysis krna aur market ke trend ko follow krna bahot hi zarori hai is kam mein mehnat zaida hai lekan profit acha eran ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Bahi Jan apki bahot achi soch hai humein market sub se pehly achi tarah analysis krna chahiye phir hi trade open krna chahiye aur brother long trade apko krni chahiye apko acha profit ho ga market news pr chlti hai
                        • #13 Collapse

                          Mery bhai auto trading aik fazool tool hai auto trading ki bjay hmen khud sy market ko analyze krna chye is sy hamara experince bhi brhta hai aor humen confidence bhi ata hai aor indicator khud talash kren ta ky sub ko faida ho.
                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            Yes of course hamain indicator kay zariay market kay annaylis jisay ham technical annaylis bhi kaitay hain kar kay trading karni chaiay or secondly hamain news trading ka experience bhi hona chaiay kiun kay us time aap ki trade per aap ko zada profit ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai indicater zeada use nai krny chiya na hi isnpr apni trade depend krani chiya kio k is k akoi pta nai hota hy k ya kab dhoka dy jay our hota bhi ya hi hy k in k akoi pta bhi nai chalta hy our ya dhoka dy jaty hy our hamy loss ho jata hy ahm ko trading sport resistance pr krni chiya our ham ko is k sath stah tecnical analysis bhi krni chiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X