market k analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bilkul theek kaha, hum jab tak possibly accurately market ko nahi samjhain gy, hum profitable trading nahi kar saktay and market ko smajhna ap kay liye tabhi asan hoga jab ap kay forex ki proper knowledge hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jab tak ap loog is ka analysis nai nikalyen gay tab tak matket say kuch ni hasil kar skyen gay market may maloomat nai mill skye gi or na he ap theek andaz may is say earning kar skyen gay is k lye ap ko tesearch karna ho gi
       
      • #18 Collapse

        Forex may kaam karny k lye ap ki cgiye k apnis ka analysis nikal kar phr is hisab say is may kaam karyen gay tab he ap sab loog is may agay ki traf jaa skty han or is say ap ki mahanat may b izafa hota chala jayega or ap ko justbis ko point out karna ha
         
        • #19 Collapse

          forex trading mai successful hony aur maximum earning karny k liye ham ko chahiye k ham hamesha market k analysis kar k phir trading kiya kare. is sy hm ko maximum profit ho ga aur loss sy b bach jaey gy.
          • #20 Collapse

            Forex Trading ki market aik bahot hi achi Market hai is mein Bahot zaida movement nazar aati hai is ko analysis krna bahot zaida zarroi hai is ke lye humein sbr ka muzayra krna chahiye is se humein acha profit eran ho skta hai aur loss bhi bhi ho ga
            • #21 Collapse

              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex market main trading sirf ap k analysis pe depend karti hy ap k analysis jitny ptary aur accurate hun gy utna e e earn kar sakty haib
              • #22 Collapse

                g ha dear ye to ap ki bat thik hai k hum ko jab bhi trade lagani ho hum ko market k analysis karny chaye aus k baad hum ko trade lagani chaye agar hum analysis kar k trade lagaty hai to aus ka result hamesha acha hi aata hai jo hum normal trade lagaty hai aus k muqably mai.
                • #23 Collapse

                  G bahi ap ne theak kaha ha hamyn market ki movment k bary janna bahut zaroori ha aur isi soorat ham jan sakty hain jan ham analysis kryn gy ,analysis kr k hamyn market ki movement ka pata cahlta ha aur ham usi hisab se trad lgatyy hain
                  • #24 Collapse

                    market ko analyze ham ko khud karna parta hai is lye pehle ham ko market ko analyze karna hi seekhna parta hai jis se ham ko trend ka andaaza hota hai aor ham achi trade yaani profitable trade kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      g han market ko analysis karna to bahot hi zarori hota hay market ki samaj etni asani se nahi ho sakti hay jab tak market ko achi tarha analysis na kia jaye
                      Yes sir aapne bilkul theek kaha hai market ke analyse Ke Bina operate nahi kar sakte Kyonki aapko market ki movement ki koi baat nahi hoti phir aap ISI vajah se Los kar Jaate Hain
                      If You Like My post ... Don't Forget to click "Thanks":cool:
                      • #26 Collapse

                        Kabi b ap loog matketay analysis k begair is may jnvestmemt na karyen agar haam is may jnvest karty jayen gay is say hamari equity ko kafi loss ko face karna parye ga or hamen is say kuch nai mill paye ga
                        • #27 Collapse

                          Market analysis bada complex hota hai ismei Kai saare factor hote hai first aap Sabse pehle market ki technical analysis indicator price chart candlesticks pattern dekhte hai par market analysis itne se hi nhi hota hai uske liye news patni parti hai special economical wo saare jariye talashle hote hai jo ek currency Ko weak aur strong banata Hai waha ka unemployment data industrial output inflation rate waha ke political halat Yeh sab anaylis ke Bina market analysis pura nhi mana jaayega uske baad jo data Nikal ke aayega uski accuracy bohat jaayda hogi aur asp market Ko acchi trah se predict Kar paayenge without analysis ke trading sirf gambling aur tukke bazi hogi jismei profit ki possibility bohat Kam hogi
                          • #28 Collapse

                            Forex trading main kamiyabi ke lie ye bohut zruri hai keh ap is business ko study karain. Market analysis jo mukhtalif expert apni websites pe post kartey hain un ko daily study karna apni routine bana lain takeh ap ko jald se jald is business main command hasil ho jae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              G han bhai jan ap thek keh raay hain hamain forex main yrade krty hoy market pai nazar rkhni chaye or market ko daikh kr analys krna chaye or daikhna chaye market oper ja rhai hai ya nechy us k baad he trade krni chaye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X