Who wins in forex, sharp mind or slow mind??/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Jo sharp mind hote hain wo zyada success hote hain....coz trading aik mind business hai....aur jo bhi apne mind ka use ache aur adequate tareeqey se kar sakta hai wo successful ho sakta hai....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      mere khayal main to sab hi is main kam kar sakte hain is main sharp mind ya normal mind ho is main jo mehnat kare ga wo hi kamiyab hoga bas sari bat mehnat ki hai.....
      • #168 Collapse

        only the sharp minded will win your own trade from there since whether you might be doing your trade You should have the sharp mind to help do your own trade with there ALONG WITH win ones trade AND ALSO earn ones good income.
        • #169 Collapse

          Forex trading is really very hard business so the person who have sharp mind because when we have ability to earn quick pips in the market then we becomes the profitable traders in the world and slow mind unable to make positive decisions in the market.
             
          • #170 Collapse

            sir dono hi earn kersakte hain bus kam aur zayda ki bat hai sharp mind banda normal ke muqable zayda earning kersakta hai q ke woh apni strategies ko ache se istamal kerta hai, aik normal banda bhi yeh kerta hai but sharp mind ke muqable thoda slow hota ha.
            • #171 Collapse

              a sharp mind win in forex trading, or jitna aap pusakoon ho ka kaam kara ga utna hi benifit acha ho ga q k aik pursakoon zahn hiacha decesion la sakta ha
              • #172 Collapse

                hmmm..... i think sharp mind alwayz wins...... because it know how to conquor all...... as it knws when to go slow and when to speed up .... and is sharp in every espect .....
                • #173 Collapse

                  good trading ki wo zyada earn ker skty hy par luck aur mehnat p b bht sari chzn munhasir hoti hy. agr normal mind log mehnat krty hy to wo b bht kuch earn ker skty h;;;;;;;;;;;
                  • #174 Collapse

                    Zahir si baat hai ke sb se zyada to usi ko faida hoga jo yahan Pe sharp mind hai kyunke forex kaam hi zahanat ka hai lekin normal mind wala banda bhi earning ker leta hai
                    • #175 Collapse

                      ok thek hai phr kal bat ho gi main n y tusy kaha tha k mat kry lakin wo kr rha haii to is main hum kya kr skty ahian main ny to usya kaha tha k wo mat rky chlin daikhn ab kya hota hai n waisy mera name jayram jakshiti hai log hmy payar y jakishe kehty hain agr koi problem hoi to btana hmys
                      • #176 Collapse

                        sharp walay baat ko jaldi samj jatay hain aur doosray asay he mazay letay rethay hain. kaam ki jagah aaram kartay hai. aur asay log kabhi kamyab ni
                        • #177 Collapse

                          bhai forex trading market me mere hisaab se to slow mind wala banda kam hi nahi kar sakta ye market sharp minded person ke liye hai
                          • #178 Collapse

                            Forex mein sharp minds hi hamesha winner hote hain kyun k forex business mein humein apna mind bilkul open and fresh rakhna hota hai and humare mind ka sharp hona bhi zaroori hai kyun k agar humara mind sharp hoga to hum market ko theek tarah analyze kar payen ge and thenn theek order per trading kar payenge.
                            • #179 Collapse

                              sharp mind aur slow mind sb ka apna tareeka hota h sharp mind wala har kaam taizi se karsakta h aur bilkul perfectly karsakta hai par slow mind wala humesha aek asaaan way choose karta h work ko pura karne ka so i think ke sharp mind wale earn karsakte hen ziada aur better way me..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forex me na tu sharpness ki zarurat hai or na hi slowness ki. Forex market ka aik apna process hai or ye isi process kay hisab se run rehti hai. Humen market kay support or resistance levels ko samjhna chahiay or higher time frames per trading karni chahiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X