Gold ki movement ky sath cross pair
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai goldpr har koi trading nai kr sagtahy kio k us my ham ko bhot zead adyan rkhan prta hy us my mintu myu hamara account dble bbhi ho sagta hy our khali bhi ho sgtahy tlb k wsh bhi ho sagat hy is liya ham ko dyhan sy trading krni chiya our ham ko ismy tab tak trading nai krni chiya jab taka hamary pas acaha balance nai hota hy ag r balanece ka hota hy to ham is pr ka nai kr sagty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear US Doller forex market ka majer pair hy ya jas currency ka sath corress pair hota agher us dolled fist main howa aur us doller ka rat zyda howa to wo currency up ho ga Glod ki cross currency UD Doller ya ya zaori ni ka agher USD/JPY up ho ga to glod bi up ho ya her cuntery ki ecnemy pay dependekarta hy gold ka aur bi symbel hy XAU/USD aur XAG/USD ap as say andza laga sakty hy
      • #18 Collapse

        AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan gold k sath sath doller indexindex ko b cgeck karrn doller index aur gold ka inverse correlation hy agar gold ki price agar up hay gi to doller ki price girygi and vice versa..
        • #19 Collapse

          dear ye to ap ne jo pairs wali bat batai hai ye bahot hi achi info hai kun k agar hum gold par kam karna chaty hai aor hum ko trend ki samjh ni aa rhe to hum aus k sath jo pairs hain jin par gold aik sath move karta hain aun k charts dekh k andaza laga sakty hain.
          • #20 Collapse

            Bahi forex trading mein gold bahot dangor pair hai is PR investment bkrni hai apko proper knowledge ka hona bahot zarori haibaur mistakes kabhi bhi krein bus trade mein Jan dalein
            • #21 Collapse

              G dear I am agree with you ap ne bahut achi information share ki ha un logun k liye jo gold p kam krty hain ya jo new traders hain un k liye bahut achi information hai ham gold ki trade lgany se pehly isko check kr lyn tu behtr ha
              • #22 Collapse

                yes aap ne bohat informative thread ki hai gold pe in currencies k elawa bhi doosre awamil k asraat hote hain jin ki waja se wo up ya down move karta hai jaise k uncertainty yaani economical aor political ya phir social mamlaat k kharaab hone se bhi gold pe asar hota hai
                • #23 Collapse

                  Yes my dear Forex trader Apne gold ki information both achi hai share Ki Hai Hum Jaise new trader ke liye aur uski movement Bahut Achi hoti hai trading karna gold par Kitna Aasan Nahi Hai
                  If You Like My post ... Don't Forget to click "Thanks":cool:
                  • #24 Collapse

                    Hold may working karna buhat he riski work ha is may haam.loog kamayabi say kamany k kyr is may kafi nazar rakhana oarti ha k kab ye uper nikalata ha or kab ye apni direction change kar k nichy ki traf move kar raha bota ha is ko dakhana oarta ha
                    • #25 Collapse

                      Ap ne boht achi information di hai aur yeh mere ilm main nai bat ai hai keh gold ki movement ka direct link chf aur jpy pe hai. Is se pehle main ne yeh suna hoa tha ke gold ka taluq usd se hai yani agar usd weak ho ga tu gold weak ho ga aur agar usd strong ho ga tu gold bhi ooper jaey ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Mery bhae main gold ki movement k sath kisi bhe cross piar ko nahe diekha hai main nay silver ko check kai hai wo us k sath down main down our up main up move kerta hai our cad ki news k oper gold main kafi move milti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X