kia forex pe kam karnay walay log skoon say life spend karte hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    yes forex pe kaam kartya hai tu pesa ata hai aur mehnat kartya hai tu profit bohat hota hai aur es mai ap easy se kama letya hai so life ki wories bhool jatya hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      Off course.. almost all people feel relax while trading in forex business because this is home based business and we earn profit here due to our own skills and hardworking.
      • #1068 Collapse

        assalm o alaikum bahi jan mney to abi trading nahi satart ki lakan hai is kam main tenshan b hai our sakoon b hai janb agar to is main buhat zaida acaha kam kerey gey to ap ko is main buhat sakoon ho ga janb
        • #1069 Collapse

          forex trading ek business hay or koi bhi business tension free nai hota is liye mere khyal me to esa nai hay ke ham forex trading ka business start kar ke relax zindgi guzar saken. but agar apka forex trading me knowledge or experience achha hay to dutring the trading ap ki tension kuch kam rahay ge par bilkul zero nai ho sakti
          • #1070 Collapse

            G brother Forex business karne wale agr hard work or tajarba se kamyabi hasil karte hain to wo aik pursakoon zindagi basar kr sakte hain. or agr ap ki murad hr waqt trading ki preshani hai to forex man stop loss or take profit tool apne user ki is preshani ko khatam karne man kisi naemat se kam nai. kisi bhi business man agr businessman apna poora dhiyan apne business pr de to is ko besakooni nai kaha jae ga balke zimadar businessman kaha jae ga
            • #1071 Collapse

              Bhai her business ki terha forex mein loss profit ke sath tension bhi hoti hai ke hum aj earning ker pate hain ya nahi lekin aek well trained aur old experienced trader forex se apni life ko relaxtion se spend ker sakta hai qu ke usne starting mein buhat hard work kiya ab woh iska benefits le raha hota hai easily,,,
              • #1072 Collapse

                Yes ofourse Forex trading ma kam krne waly bhi skoon se life guzaar rhy hen or bht achi trh apni life spend kr rhy hen or apni life ko bht zeda enjoy kr rhy hen to mera bhi ap sub se yhi muwhwara hy k forex trading ko apnaye or enjoy kijye life ko.
                • #1073 Collapse

                  Ji ya to ap nay teak kaha ap nay ya aik tension wala kaam h hum apni bqi life main be tora worried rahtai han k khe loss na ho jay ya aj bass profit ho jay trading say wabasta log isi k waja say tansion main rahtay han..
                  • #1074 Collapse

                    G brother agar aik bande ki forex main experience ki waja se uski profit ki mikdaar itini hai k woh apni lifestyle change kar sakta hai to woh apni life easily sepnd kar sakta hai iss business par magar agar use loss kaafi zayad aho rahe hainn to muskil hai
                    • #1075 Collapse

                      bhai wo log jinko aik arsa ho chuka hai jo just forex pay depend hain to han bilkul wo skon se life guzarty hain ku k un k pas exprnce hai or wo trading achi tarha se janty hain wo greed nahi karty hain..
                      • #1076 Collapse

                        g dear,bht acha question hy ap ka,mery khayal mein log tention mein rehty hooon gy,q k yeh aik risky business hy dar b rehta hy k khi loss he na ho jay,agr loss ho giya tu kia ho ga and etc,mery khayal mein yeh tenshion he hy,dear baki logoon ki thinking kia hy yeh nahi pta mujy.
                        • #1077 Collapse

                          yes my dear forex per kam karne wale log bht sukon se life guzarte hain kiun k ye aik bht hi acha business hai profitable bhi hai hum iss se bht achi earning kar sakte hain i really love forex.
                          • #1078 Collapse

                            janab ya mumkin nahi hai k aap bagair proper knowledge k trading kar sakain asa possible nahi hai main samajhta hon k forex business ko sikhna samajhna aur experience hasil karna apni jagha buhat ahama hai nahi tu trader ko huge loss ka samna ho sakta hai
                            • #1079 Collapse

                              je main ap ke bat samaj gia hon kah forex main kam karne wale log kia as main kam krte howy sakoon masoos karte hain ya distarb rahte hain .to bhai mare khyal main to zyada log distarb he rahte hain kah ab kia ho ga .trading karte waqat pata nahe market kis taraf moov kare ge .as lae zyada tar log tnesin main he rahre hain .or sakoon ke zindhe nahe gozar sakte .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Agar trader acha profit earn kar raha hay to wo forex trading say earn kiey huway profit kay sath khush rehta hay aur achi life spend karty hay so humay bhi trading ko samjhna chahiey aur profit ki strategies ko seekhna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X