kia forex pe kam karnay walay log skoon say life spend karte hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: yasy414 پيغام ديکھيے
    mere bhai mera swal ye hai k kia forex mian kam karnay walay log aik relax zindagi spend karte hain ya tention main??????




    g bro ya billkoll tention wala kam ha sirf un logon k liya jinho k pass iska knowledge kam ha wo zyada tention ma rehta ha ........... ur jiss k passs forex ka knowledge ha wo isssy bohat faida utha sakta ha ur aram sy zindagi guzar sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      pori dunya men jitne bhe business hen tention to sb men he hoti hei profit or loss business k do part hen jab apko loss ho raha ho tb apko tention hoti hei mgr jb ap achy sy earn kr rhy hoon to us waqt ap boht khush hoty hen forex bhe logon ko boht jldi rich kr deti hen is leay log boht skon sy apni zindge guzar rahy hen
      • #768 Collapse

        Dear sir yeh durest hea ka forex pe kam kerna wala log sakoon sa zanding guzar reah hean kuankah forex mean trede ker ka jetna fiada hutha hea atna aur kasae karobar mean nahen hea
        • #769 Collapse

          jee ager ap akh acha trader hain to ap forex trading per kam ker ky aram sy apni life spend ker sktain or akh achi earning bhi ker lyh gyh is my yeh akh real way earning system or ap ko bth dhu ap forex ko apni life my akh achi tera ker ky ap apni pori zindagi ise ky sath spend bhi ker sktain hain.
          • #770 Collapse

            yes of course yar ye ho sakta hia bohay say loog hai jo forex ko kae salo se kar rahay hai aur ab un ki lif easy ho gae hai aur wo es se bohat zeayda profit kamatya hai
            • #771 Collapse

              g han main samjhta hun keh jo koi bhi is business ko achi trha se learn kar leta he towoh is busienss main apni sari life puri trha se sakoon se bita sakta hey aur aik acha future bana sakta hey.
              • #772 Collapse

                Yes forex pe kam karne wale sukun se life spend karte he kiun ki forex se achha earning vi hojata he to lok ek sukun ka life spend karte he wese to forex me job loss hota he to trader thoda upset hota he lekin jo loss hota he iske waja ehe ki trader ki Konwledge me kum he.
                • #773 Collapse

                  Assalam o alikum......Bro mana jb se Forex join kiya hai main bhot hi sakoon mai hun koi parshni nhe na hi koi dar jb chahe kam krta hain jb chahe rest krta hun aram se apni Life ko enjoy krta hun kisi chez ki b Tension nhe hai...acha profit hasil krta hun or kia cheiye...:)
                  • #774 Collapse

                    ji han ager ap is ko sahe tra sa seekte ho or jab ap is ko sahe ho kay seekte ho or apni experiece ko bar te ho to ap yahan sa kafi ache profit bana sakte ho pir or apni ache life guzar sakte ho
                    • #775 Collapse

                      g han forex join krne k bad se mere zindagi haseen se hogai hai q k is ki income mai apnni zaroriat ki ashiya asaani se kharid skta hun forex behtreen work hai
                      • #776 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: yasy414 پيغام ديکھيے
                        mere bhai mera swal ye hai k kia forex mian kam karnay walay log aik relax zindagi spend karte hain ya tention main??????
                        G nahi bhai jan I am a student bhai jan our mare pas itna time nahi hota bhai jan you know na ap ko bhi bta hoga bhai jan our jao main farak hota hon tab hi kam karta hon bhai jan is par kam karne se main apni famli ke sath time spent nahi kar bata hon bhai jan p as r jab main gratuation buri kar lon ga to tap hi lon ga bhai jan.
                        • #777 Collapse

                          Ysasy bhaei es karobar min hum jab bhi work karte hin to hum es karobar se buhat hi ziyada earn bhi kar sakte hin. Hum es karobar min jab work karte hin to humari knwoledge aur information humn es karobar min kamyabi tak puhanchti he aur jab hum aik achi earniing daily es karobar min se hasil kar leite hin to hum sakon se apni zindagi bhi guzar sakte hin.
                          • #778 Collapse

                            Brother, whoever is making good revenues, receiving the rewards for whatever hard work they do in life, they are all satisfied and spending a peaceful life. So this question whether Forex Traders live a peaceful and happy life, is just as true as for other businesses and people related to those businesses.
                            • #779 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: yasy414 پيغام ديکھيے
                              mere bhai mera swal ye hai k kia forex mian kam karnay walay log aik relax zindagi spend karte hain ya tention main??????
                              forex per kam karny walon logon ki mushkilyn kafi had tak kam ho jati hai jo log yahn kam karty hain.............. Is liyae yae kh skty hain kay some things is better then nothing........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                meray khayal say jo log forex per kaam kartay hay our un ka loss hota rehta hay our profit nahi hota wo loog pareshan rehtay hay our jo log forex say earning kartay hay wo log hamesha khush rehtay hay our pur sakoon rehtay hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X