kia forex pe kam karnay walay log skoon say life spend karte hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    han g wo sakoon se spend kar ksty hain or mainkhud skoon ki life spnd kar rha hun or main ny sub ko he dekha hai k wo thek hain un ko koi fiakr nahi hai es liye main yahi kahunga k forex ko jo aysa kuj smjhty hain yah sub baten hain or kuj nhai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Bhai ye kehna mushkil hy Kyo k es mein tension bhe aur sakon bhe agar apko bar bar loss ho tou tension ho jata hy Lauren agar apko sahe profit ho jaye tou phir insan relax hota hy overall ye aik acha business hy
      • #1278 Collapse

        jo log Forex trading karte hain wo skoon se life spend karte hain ku ke Forex trading aik normal job se bohat better hai is main humain bohat job wagaa ki tara effort nahi karti hai Forex ki market main hum smart ho ke work karte hain or aik job karne se better earning kar skte hain.
         
        :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
        Thanks in Advance
        • #1279 Collapse

          hallo may dear freind umed hai kay ap sab tkek hu gay ap koya batana cahta hu kay ham ager forex par acahi sai mahnat kary gay to ham as ka maawza zindge baher lay sakty hi ham yanh pa kam kar ky apni zeandge sanwar saktyh hi ager ham mahnat nai kary ga to loss kah sakty hi
          • #1280 Collapse

            g han forex per kam krny waly log zaida ter tension mai rehty hain. zaida ter es chez ki tension rehti hai k loss na ho jye. trader k liye zrori hai k jub wo es business mai aata hai to jtni amount sy wo business start krta hai uti amount us k pas honi zrori hai kion los k sorat mai dobara sy trading start kr skta hai...
            • #1281 Collapse

              Agar profit ho raha ho tu phir tu skoon hi skoon hota hai aur aisa lagta hai ke ham hawaoon main urr rahay hain aur hamaray lie zindgi bohut hi asaan ho jati hai. Lekin doosri taraf agar loss ho raha ho tu zindgi barbaad lagti hai. Har waqat tension aur har waqat aik hi khayal ke kaheen margin call na mil jae.
              • #1282 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yasy414 پيغام ديکھيے
                mere bhai mera swal ye hai k kia forex mian kam karnay walay log aik relax zindagi spend karte hain ya tention main??????
                g bilkul forex main kam krny walay loog apni life bohat skoon sy spend kr skty hain q k unko ziada time nahidaina prta trading main or bas trading lgany main time lgta hai us k baad hamain kuch nahi krna hota agaar ham tp bhi sath lga daity hain to
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #1283 Collapse

                  JaSa ke Hum Jante Hain ke har Insaan Ki apni Soch hoti hai Mere Khayal Se Forex forum Mein trading Karne Wale log bht sakoon se apni Zindagi Guzar sakte hain Har kisam ke kaam mein risk aur tension to hoti hai aur accha trailer hota hai jo situation ko Samajh Kar trading karta hai
                  • #1284 Collapse

                    forexaik aesabusiness hay jis pe agar humara capital acha ho ga tou hum monthly boht acha income karsakte hay tou jo log forex trading karty hay wo bhtachi life guzarty hay aur skoon may rehty hay
                    • #1285 Collapse

                      Yeh bat kafi had tak thek ha k forex join krnay k bad banday ki life bahut he ziyada bzy ho jati ha usko thora s abhi jo free time milta ha wo forex main spend krta ha aur uski life main jo pehlay sakoon hota tha wo khatam ho jata ha kyun k jo bhi time milta ha forex ki study aur trading main lga deta ha. So i m agree with you
                      • #1286 Collapse

                        Forex trading karne wale log skoon se life spend karte hain ku ke Forex ki market ke boaht se fide hian humain Forex ki market main bohat fida hota hai humain ku ke humain Forex main gar beth ke trading kar skte hian humain khain bi jane ki zarurt nahi parti ahi or hum acah profit bana skte hain gar bethe.
                         
                        :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                        Thanks in Advance
                        • #1287 Collapse

                          g han kar sakty hain but agr hum is main diciplane say kam nai karein gayy tou hamain is main kam karna mushkil bi ho sakta hai auur hamain boht say log kam karty hain so hamain market main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi
                          • #1288 Collapse

                            g han bilkul kar saktey hein kioun keh yeh aik bohot hi bara online business hey aur agar hum is business ko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to is main koi shak nahin he keh hum apni life ko fully sakoon ke sath guzar sakengey aur aik acha future bana sakgeney.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #1289 Collapse

                              ager mien apni bat karo to mien es mien kam ker k sakon mien or s mien kam ker k khush bee hion q k jab tak ap es mien experieced na ho jaty hien or ap es mien earning k lye try ni kerty hien to yaqeen ker ly k ap success k qareeb tak ni ja saky gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Aap ne achha Sawal Pucha hai Forex trading aap Ki Zindagi kabhi Sukoon Se Guzar sakti hai Jab aap sirf Din Mein trading kare qk Jab aap Raat Ko Godrej Laga kar sote Hain toh aap ka brain trade ki taraf Laga Hota Hai aur aap sakoon se so Nahi Sakte aap Baar Baar trade kya karte Rehte Hain Jiski Baja sae so nahi p a t e

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X