As a Trader aap ki koshish kiya hoti ha k aap Currency per trade karein ya Metals per

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    me ku k ek new trader hon is lye meri yaha pay yehi preference hoti hai k me yaha pay eur/usd me he trading karo ku k aesa karnay say he mjhay kaam kafi had tak samjh a sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Mein abhi wk new trader hoon forex market mein and mein hamesha currencies pair per hi trading karta hoon kyun k metals per trade karn amjhe abhi aati nahi theek se is lye mien currencies per hi trading krne ko ehamiyat deta hoon and currencies per trading karna easy bhi hota hai as compare to metals..
      • #33 Collapse

        dear,main abi aek new member hun is buisness main aur is liye muje metals k bary main kuch zyada khaas knowledge nai hai aur is liye men yahi chahun ga k ham sirf currency par he trading kren to ham kamyab ho sken gy aur currency sy b acha benefit hasil kar sken gy kiu k metals par kam karna bohat mushkal hai
        • #34 Collapse

          dear forex me trading karte waqt humari ye koshish hoti hai ke hum jis me chahe trading kare currency me ya metal me humara maqsad ye hota hai ke hum achi trading kare jis se hume achi earning ho har traders profit earn karne ki try karta hai
          • #35 Collapse

            bhai me to currency pairs per he trading karon ga kiun ke metals per bohat experience chahiye hota hai jo ke mujhko aise aik dam se aa nahi sakta hai so me kuch saal currency per he rahon ga
            • #36 Collapse

              bhi g mujy tradig karty huy 6 month ho gy hain mari kosish hoti hy jkay main gold main trade kro is mian app kay leaye risk tu hota hy magr miss amin app ko bohat zayda profit hasil hota hy is main trade ka app ko fiada hota hy is kay leaye app kay pass balance 500$ ho
              • #37 Collapse

                sab ki apni apni choice hoti hai and apna apna experience hota hai as a trader meri choice to trading on currency hai kiyun k abhi meri trading strong nahi hui hai isliey zyada risk nahi lena chahta
                • #38 Collapse

                  Mein to yahi kahu ga k trading hmesha currency pair pe karni chaiye kiu k es mein ap ko kam loss hota hai or agr ap metals pe trade Karen gy to ap ko Bohat ziada loss ho ga metals pe trade karny k liye Bohat ziada experience ki zarort hoti hai.
                  • #39 Collapse

                    Dear main jab trading karta hun tu meri koshish apnay kaam par focus hoti hai or main currency main trading karnay ko priority deta hun..
                    • #40 Collapse

                      bhi g mujy tradig karty huy 6 month ho gy hain mari kosish hoti hy jkay main gold main trade kro is mian app kay leaye risk tu hota hy magr miss amin app ko bohat zayda profit hasil hota hy is main trade ka app ko fiada hota hy is kay leaye app kay pass balance 500$ ho
                      • #41 Collapse

                        Dear mujhe aesa lagta hai ke trade kerne ke liye aap ko currency ko choose kerna chahiye kyunke is me aap ko loss ka risk kam hota hai jubke gold pe los risk zyada hota hai
                        • #42 Collapse

                          ammmmm me ye kahun g k me abhi new h hun is lie me chahti hun k apna kaam thek se karo soo me abhi currency per h trade karti hun q muje abhi 2nd month h hoa hai.
                          • #43 Collapse

                            main samjta hoon as a trader maere koshish jo gi ke main currency main trrde akron kyun ke metal main treding ke liye apko bahut zada capital or exprince puls konwlege ki zarorat hot hai
                            • #44 Collapse

                              Metals ki nisbat currencies per ziada easy reh sakty hain kiun kay metals pe tez fluctuation hony ki waja se risk ziada hota hai or metals per kaam karny kay liay mery khayal me capital ziada hona chahiay jab kay currencies me hum normal si investment per bhi acha profit le sakty hain or currencies ki per day fluctuation range 150-200pips rehti hai maximum.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yaar ab ye to achy mauqe pe depend karta hai aap ko jab bhi kici currency pe acha mauqa mily aap ko us ka faida uthana chahiye ye matter nhi karta k wo currency pair hai yan metal the only thing which matters is your profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X