As a Trader aap ki koshish kiya hoti ha k aap Currency per trade karein ya Metals per

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    gee haan bhai hmein apne trading mein sb pairs ke trading krne hote he aur jo pairs hmein sahih smjh aien aur jin ka experience hmein ho jae phr un mein apne trading kia krein aur currenies aur metal sb trading ke pair profitable hien sb se fiada milta he jb experience hmein hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      New traders ko currencies par trade krna chaheye aur commodities sey door rehna chaheye. Aisi currencies use krni chaheyen jin ka spread kam ho. Jab experience barh jaye aur aap ko trading ki samjh aa jaye to phir ziada spread wali currencies aur commodities main kam kar saktey hain aur big profit bana saktey hain.
      • #123 Collapse

        bahi main start sy currency per hi trade kar raha hu or edr hi mujy maza ata hai humy cahiyeh mehant karain zaida sy zaida tu hi kamybi mil sakti or forex jitna acha koi b kaam nhi hai or teh world ka best kaam hai
        • #124 Collapse

          dil tu her trader ka kerta hai metal pay trade lagai jai but metals ka loss itna hai k account wash honay say dur lugta hai. ic liye currency pay trade kerna chaye ta k loss na hu or profit earn kiya ja sakay.
          • #125 Collapse

            Aap ky experience py depend kerta ha k aap ko kisme trade kerna chahye. Currency me aap low volume se bhi trade ker sakty hn.jab ky gold me ziada required hoga isliye pehly study krein learn krein phr trade keein
            • #126 Collapse

              Bro hr bandy ke mind hots hy koi currency pa trade like krta hy tu koi matle pa or kuch 2n pa krty hain,but 2na ma different hy kun k currency trade kr pip or up down moment slow hy or risk km hy profit or loss b km hyhy in the other hand matle ma risk zaida hy or profit b
              • #127 Collapse

                dear as a trader meri hamesha say he yahe koshish hoti hai k meri har trade profit mai rahe or loss b hoto mai usay easily cover karolo itna ziyada loss ka samna mje nhe karna pare tw us k lye mai hamesha say he apni har trades ko currency per he lgata hu mje shuru mai metals per kafi loss howa ta iss waja say mai sab loago ko yahe kaho ga k ap b currencies per he trade kia kare is mai itna loss hota b hai tw hum usay cover easily kar sakte hai
                • #128 Collapse

                  main tu kafi purana trader hu mujay currency ki nisbat gold per trading bohat achi hai humy chaiyeh slow slow trading karty rahian tu kamybi k chance bohat zaoda hoty hain or forex acha kaam hai kamybi asaan nhi itni
                  • #129 Collapse

                    Dear,,, tread chay Currency pay karn ya Metals pay karn ap ka pass balance zyda hona chay agher ap ka km sy km 200$ sy 300$ hy to gold pay aschi tread kar sakty hy aur as sy ap ka account loss ka km chance hon gy agher ap choti loat main tread opne karny ga
                    • #130 Collapse

                      janab yeh tou hum pe he depend kartaa hae k hum ksi main trading karna chahtay hain.. kynk yeh sab hamaray experience pe depend kartaa haee.. metals pe trading karna itna asaan nahin hota hae.. pehle usaky liey achy se trading seekhni parti hae phir he hamen chahyie k hum metals pe trading karen
                      • #131 Collapse

                        Bhai as aa trader humen khud ko aor risk money etc ko manage kr ky market ka face trend aor new ko dekhna hota hai humen news uodates ka pta hona chye keun ky news currency metal etc ko shoot krva deti hai
                        • #132 Collapse

                          Bhai g forex trading mai mja aya hwa thora time he hwa hy is mai metal per trading muskil hoti hy is kiya is mai mja tu currency pair per trading ko pasand kerta hun
                          • #133 Collapse

                            forex trading ke business pe to main metals pe ziyada tar trading karna pasand karti hna ur is mien ye hi faida hai ke ap is mien currencies aur metals ko sahi se trade kar sakte hian.
                            • #134 Collapse

                              Me as a trader zada ter koshsish kerta hon k metal per trading karon, currency ko men like nahi kerta hon, curency ka koi ata pta nahi hota hai k kab in me zada changing a jaey, mager metal ka pher bhi idea ho jata hai, is liey men metal ko pasand kerta hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Meri tou koshish hoti hai ky main kisi bhi currency pair main trade kerny ki bajaey gold main trade kerun kyun ky gold main market price main variation bahot jald ho rehi hoti hai aur is main profit aur loss bhi bahot jald apko mil jata hai apko long time period ky liay wait nehi kerna perta as compared to other currency pairs

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X