Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G gold ki price market uper nihay hoti rehti hy is main yah hota hy kay jb eur ki condition behter ho rahi ho tu gold ki prie kamho rahe hoti hy oap ko loss bhi kafi bhara hpota hy our us main apko profit bhi kafi bhara hota hy bas asal ajati hy ke is ian ap phlky learning kar lo phr is mianap earning asani ke sath kar sakty hou.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bhai market ha aur markt ka to kaam hi ha uper neechy aur aghy peechy hona kiun kay jitna yada hum trade par focus karain gay aur tajurba hasil kaaarny ki ty karain gay utna hi hum ko market ka pata ho ga aur hum usi ttarah utny hi behtar treeky say apny kaam par focus kar sakain gay aur kamjabhi hasil kar sakain gay iss mian humari hi behtri aur faida ha aur aghy barhny ki lagan bhi ha iss main yada behtar aaur achy treky say
      • #18 Collapse

        yes dear forex trading main gold b up and down hota rehta hai aur is k bary main kuch pata nai chalta hai yah kabi b up and down ho sakta hai aur haman gold ki trading karne k liye aek achi learning ki zaroorat prti hai
        • #19 Collapse

          G janab gold hi nahi har currency uper or down hothy hai gold ky condition eur ky condition par depend karthy hai jab eur ky value uper hothy hai tho gold bi uper hothy hai or jab eur ky price down hothy hai tho gold bi down hothy hai
          • #20 Collapse

            jee my dear me ap ko bath do ky gold up down trend ky sath hy move karta ha ya nahi ha k aik dam down chala jahy ya up ho jay bas ap ko ous price par trade ko open karn chay jis me is ke price dollor sa match na ho
            • #21 Collapse

              forex ki demand hum logo sa kiya kiya hoti hai forex kin cheezo ki requirement karta hai wo cheezein kiya hein jo aik achay trader main hona lazmi hein please share with me.
              • #22 Collapse

                forex men ese koi currency nahee hai jiske condition na horahee hou her pair move kerta he rehta hai up and down ese tarah gold bhe move kerta hai han gold ke market se euro per kafi effect perta hai esliye humein in dono currencies ko dekh ker he gold mei trading kerne chaye
                • #23 Collapse

                  geee brother forex forum acha busineess hy ye ak market hy trading ke ye market upar nechy hooty rehty hy es busioneess me aap jb chahy trading kr skty hy aur prfoit haasil kr skty hy forex forum acha businees hy
                  • #24 Collapse

                    Yes forex main app ko kam market aik hi jaga per roki hui mili hay aur app ka experience bhi ho chuka ho ga ke forex main app ko market wo currency ki ho ya index ki ya metal ki is main movement up ya neche ki huti hay aur app ka experience aur app ka knowledge aur app ki money management app ko is main earn karne main app ki help kare ge .
                    • #25 Collapse

                      ji janab aap janty hain kay gold kay rate above or low to hotey he rehty hain forex ak asa business ha jis me sab kuch rate pay depend karta ha ku k trading ak marketing me he ati ha.
                      • #26 Collapse

                        Gold ek unpredictable market he jis ko sara samajna kafi mushkil hota he par app news parhen aur EUR pe nazar rakhen is ka vice versa he
                        • #27 Collapse

                          ji haan mary bhi gol hamisha up down hota rehta hy aur iski movement hamisha aik he side main hoti hey lekin pichly kuch dinoon sy aik din up hota hy to dosry din down ho jata he halankeh aisa nhi hona chahy to ismain faida bhi hy keh agr aik din trade loss mian ja rha hy to dosry din profit main aa jay ga
                          • #28 Collapse

                            nahi dear gold ki price kabhi bhi fluctuate nahi hotey rehtee ye condition pe depend karta hai country k ususally 4 month ya 6 months bad is ki price uper ya neechay hoti hai, but aap isay na he trade kareyn to acha hai because is k liyey bhot zyada knowledge and experience ki zarrorat hai.
                            • #29 Collapse

                              forex tarding aik international business hi jis main currency ki qeemat kam ya zyda hoti hi iss lye market move kerti hi issi tara se gold orr silver bi move kerte hain likne agar ap ko gold main trade ekrni hi too bari investment honi cheye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                gold ki trading bht riski hoti ha or zeada tr loss ka samna krna prta ha...gold ki trading is liye bhui riski hoti ha q k ye apni eik price per stable nai rehta jis ki wja se loss hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X