Raat kai waqt Pakistan Standard time kai mutabiq kon sa pair fast move hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Nahi brother es ko learning karny ke koshash Kareen phir aap ko ye Queen karny ke zarorat nahi pary ge koi be pair kise be time zaida move kar sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      I think pakistani raaat ka waqt AUd nad JPY ka pairs kafi move karta ha kue ka raat ko sydney market open hoti jiss sa Austraillian dollar par bhot impact hota ha jis weja sa ya kafi fast move karta ha
       
      • #213 Collapse

        Bhai is ka wese to kuch confirm nahi keh sakte ap but Pakistani time k mutabiq sham 7 bje k bad movement brh jati he ap iswaqt news ko watch kre is se apko kafi faidah hasil hoga
        • #214 Collapse

          Yrh koi confirm say nahi bata sakta kay koun sa pair fast move karega ..iss kay liye tou har wakt khabron main inn rehne say hi pata rehta hai..trading ki markete main kab kiya ho jaye is waqt ziyada movement hoti hai jis se kafi acha profit kamaya ja sakta hai
          • #215 Collapse

            My dear friends mujhe ic bare main ziada experience nai ha ke Pakistani time ke mutabik rat ko kon se pair ziada fast movement karte hain. but main ne observed kiya ha ke evening main takreban tamam pair hi move karte hain.
            • #216 Collapse

              ye to market par depend karta hay k pakistan time k mutabeq kon sa pair zeyda move karta hay mery khayal me app ko evening k time hi trading karni chaye
              • #217 Collapse

                mere khayal me glod or euro/usd ka pair ziada jaldi move kerta he agar ap ko isme trade kerni hen hen to ap ko isme aik do din is ko check kerna pary ga and tab ja ker kahi ap is me kuch na kuch samajh pain ge
                • #218 Collapse

                  mery bhai movement k liay Pakistani time ya kisi or time k mutabiq koi fix time nhi he but jis time news ati he us time usi pair ki movement fast hoti he jis ki news ai hoti he or uske sath kuch or currency bhi move krti he
                  • #219 Collapse

                    my dear agar koi ahm news release na ho to har pair hi normal movement krta hai shaam k time new york trading hours start hote hain is liye us time dolar ki ahm news b release hoti hain is wajah se shaam k time tareban 7pm ko market ki movement buht taiz hoti hai
                    • #220 Collapse

                      Austrilian currecies ka pairs zada move karta ha kue ka is waaqt sydney market open hoti ha jiss sa market bhot fast move hoti ha
                       
                      • #221 Collapse

                        well Nice question bro, but I think the fatest moving pairs in the night in pakistan is all the pairs which have nzd and aud in relation weather major and crosses , I think it is good for you to trade at night who do forex for part time trading
                        • #222 Collapse

                          mere payaar brother tamam curency tehk chlete hain rat ko bhe or din ko bhe per bhai jan ap ne rat k time k puch hai to bhai jan mere khyal sey jo sab sey zayda or fast move hote hai wo currency eur/usd eur/jpy or usd/jpy or aus/usd hain ok dear
                          • #223 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum rat key time bhai jii akser market ki move slow he hoti hey aur market ki move us time tak he fast rehti hey jab koi news ka time ho ya usa session ho aur better hey key ap usa session me trading karen.
                            • #224 Collapse

                              Sab he pairs sirf kisi event se pehly he fast move krty hain bhai otherwise move raat ko pst k hisab se slow he hoti hai kiu k jab hmari raat hoti hai tab international market mein bhi unka office closing time hota hai isly market slow ho jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Raat ka waqt sab hi apir fast move karty hain lakin agar data ho tu EUR aur GBP dono bht fast move karty hain aur wase bhi in ki movememnt bohat ziada hoti hai iss liye hum sab ko in main tarding karni chaye ta ka ziada se ziada earning ki ja saky.

                                اب آن لائن

                                avatar Soooo
                                Working...
                                X