forex main pivot point kise kehtay hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main pivot point kise kehtay hein
    pivot point sa matlab kiya hota hai please is baray main mujhy inform karein apne reply post sa.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main pivot points ka bara acha role hai aur market her week in ke gird ghoomti hai. Pivot points daily, weekly aur monthly hoty han aur hum in ko apni zaroorat kay mutabiq use kar sakte hain. in kay liye aik ready made indicator bhi banaya gia hai.jo khud bakhud ye points draw karta hai.
    • #3 Collapse

      bhai ye lafz he me nay pehli bar suna hai aur mjahy is baray me nahi maloom hai k isay kya kehtay hain aur isay kesay kaam kya jata hai aur is kaa kya faida hai umeed hai k bhot juld hame samjh lag jae ge is ki.
      • #4 Collapse

        Yes my dear forex trading ki is working main pivot point bohat important thing ha so is k mutlab hota ha k last week main apna jis pair pay trading ki thi us pair k high and low level kiya ha is point say humy trading main bohat help melty ha so is say knowledge main be azafa hota ha.
        • #5 Collapse

          g han mere khayal ma povit point se murad ha k last week ki average market ma kia thi mera mutlab ha k average of lst 5 days ko povit point hi kehte hen.
           
          • #6 Collapse

            pivot point aik technical analyses indicator hai jis se ap market k over all trend ko determine kr skty hain different time frame k hisab se.or simply ise se hamy previous trading day ki high, low or closing price ka pta chal jata hai
            • #7 Collapse

              Forex main pivot points ka bara acha role hai aur market her week in ke gird ghoomti hai. Pivot points daily, weekly aur monthly hoty han aur hum in ko apni zaroorat kay mutabiq use kar sakte hain. in kay liye aik ready made indicator bhi banaya gia hai.jo khud bakhud ye points draw karta hai.
              • #8 Collapse

                Yes i used it for my trading,it is useful for long and scalping trading,you can use this for your trading,it is most useful among the smart traders of this market,they use this for entry and exit the market.i hope it will be a good tool for your trading.
                • #9 Collapse

                  pivot ka mujhe nihi pata aur ye kia cheez hoti hai mujha iska bilkul bhi ni pata ya pivot word bhi me pehli bar sun raha hu mujha iska baray me zara baraber bhi ni pata agar pata hota tu batata
                  • #10 Collapse

                    wesay ku k me yaha pay new hon is lye mjhay is baray me itni zyada information nahi hai jis ko b kam ko karna hai usay chahye k wo aesay he choti choti cheezon ko samjhe aur kare.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                      pivot point sa matlab kiya hota hai please is baray main mujhy inform karein apne reply post sa.
                      well dear maine to kbhi bhe ye lafz sunna he nhi apko pata nhi kese milla hia,.husakta hai doosray apki adad ker den.,mujhe maloom nhi hai,.
                      • #12 Collapse

                        mostly traders isy use karty hain jis se unko mutalka prices ka andaza hojaa hai and next planning easy rehti hai.Forex main pivot points ka bara acha role hai aur market her week in ke gird ghoomti hai. Pivot points daily.
                        • #13 Collapse

                          yaani jo trades ho chuki hain yaani complete hain un ko dekhna aur apna faida aur nuqsaan control karna ko pivot kethay hain.
                          • #14 Collapse

                            pivot meaning mere khyal se hai pichly dino ki high ,,low .open and close prices ko ko dekhna.aaj kal piot trading mein bohat kamyab hai aur mostly traders isy use karty hain jis se unko mutalka prices ka andaza hojaa hai and next planning easy rehti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              pivot ka matlab mere khyal se hai pichly dino ki high ,,low .open and close prices ko ko dekhna.aaj kal piot trading mein bohat kamyab hai aur mostly traders isy use karty hain jis se unko mutalka prices ka andaza hojaa hai and next planning easy rehti.,..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X