forex students ko karni chahiyeh ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay forex trading aik online business hai aur ye week mein monday tou friday 24 hours open rehta hai tou iss say humein ye ease hota hai kay hum iss mein kisi bhi time online ho kay working kar saktay hain aur meray khayal say ye aap ki bohat achi baat hai kay aap apni studies kay expenses khud he utha rahay ho aur ager aap ko iss say studies mein effect par raha hai tou meray khayal say aap ziada time trading ko dey rahay hongey isleay meray khayal say aap aik time table bana kay uss kay hisaab say working karain forex ko leave karna meray khayal say solution nahi hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      G bilkul forex trading students ko kerni chahiy is se un ki expenditure mein buhat help ho jati ha or students k liy best ha k wo ek time table bna len or study se free ho k trade kren tu time waste nahi ho ga
      • #813 Collapse

        forex ko sab join kar saktay hey aur students bhi join kar saktay hay ager ap forex ko time nahi deh sakty tu phir ap ko loss hoga kiyon kay ager ap forex ko learn karty hay tu phir ap forex ko sekho kiyon kay yeh bahot acha business hy aur is mein koi fraud bhi nahi hay .
        • #814 Collapse

          daer brother agr aap student hen tu boht achi baat he k ap forex men bi job karty hen apko thori mehnat ki zrorat he agr ap study or job ka time table bana len tu 2ono kam khush oslobi se solve ho jaen ge apko business ka experience bi hota rahe ga or study bi cover or study k akhrajaat men bi koe preshani nahi ho gi
          • #815 Collapse

            han kiun nahi karni chahiye students ke lye forex aik good earning source hai jis se woh apni taleem per bhi sahi se tawaja de sakty hain or daily ke ache pese bhi kama sakty hain i think ke students ke lye forex se better koi or business nahi ho sakta hai jis me woh apni taleem ke lye bhi waqt sahi se nikal payen or earn bhi acha kar payen .
            • #816 Collapse

              g my dear jha tak is ma student ka tawalik ha to is ma students kam kar sakty ha kun ky ak to is ma humy zayada mehant ni karni pary gy or is ma humy ak to ya ho ga ky is ma trade laga kar student easily apni kam kar sakty ha or is ma apni study kar sakty ha.
                 
              • #817 Collapse

                g my dear jha tak is ma student ka tawalik ha to is ma students kam kar sakty ha kun ky ak to is ma humy zayada mehant ni karni pary gy or is ma humy ak to ya ho ga ky is ma trade laga kar student easily apni kam kar sakty ha or is ma apni study kar sakty ha.
                 
                • #818 Collapse

                  Dear aap forex ko steadies kay sath sath jari rakh saktay ho laykin iss kay liya aap ko karna ya ho ga kay aap market may full time involve na raho bakay har 3 ya 2 ghantone kay baad market ko check karo or iss kay liya aap agar entry laga day tay ho to us kay liya take profit lazmi laga do quen kay agar aap market may nahi ho or market us sata par puhanch jati hay jahan say aap ko profit miljata hay to wahan par aap ki entry closed ho jay or aap ko profit mil jay.
                  • #819 Collapse

                    mery kheyal sy forex sb sy zeada student k leye best hai q k student ko iss ki zeada knowldge hai aur student ko isski zrorat bhe hum sy zeada hoti hai q k aik greeb student isss sy apni pokit mony jma kr skty hen unhen apne ilam hasil krny me koi mushkil nhe hoti
                    • #820 Collapse

                      Yes bhai jan Forex trading students ko bi krni chahey or is man is cheez ki koi limit nai han is man jo chahay working krskta han or earning gain krskta han or usy koi problem nai hogi.
                      • #821 Collapse

                        jeee bilkul ap ko bth du ap ko forex gher beth ker kerni cahyh or studnts apni study ky sath forex ko aram sy ker sktain hain or acha earned ker sktain hain yeh akh huge or money making sytem hain or ap jitna chahu is sy earned ker sktain hain .
                        • #822 Collapse

                          han bilkul forex trading students ko b krni chahiye kue students is ky zariye sy profit kaama k apna expence khud otha sakty han or students k liye to ye kam bht hi asan hai bs aik dafa kisi a6y or knowledge waly sy help lyli ni chahiye taky loss na ho
                           
                          • #823 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mufarah
                            forex trading students kay liy bht faida mnd ha woh is main thora tawaj dain to merea khyal ha keh woh bhut achi trah trade kr lain gy aor is trah woh market main apna study ka jo akhrajat hoty hain kama lain gy koi mushkl bat na ha
                            forex trading student k lye bht acha sa us student apna kharcha acha nikal ata ha r una dosro par depend nai karna pharta ha us lye student k lye ya best option ha k vo ya trading kara part time ma apni pocket money kamai
                             
                            • #824 Collapse

                              Gee bhai mai bhi aap logon ki baat sai agree kerta hoon or ye to in ki mazi hai kay wo karein ya nahi karein karengy to in he ka faida hai nahi to koi baat nahi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                meray khyal mein forex trading students kay liye best hai bohat specially un students kay liye jo apni failmly ko support karna chahaty hen yeh un kay liye bohat profitable buisness hai jahan har students achi earning kar saktay hen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X