forex market mein idicators ki ahmiyat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market mein idicators ki ahmiyat?
    mere khayal mein forex market mein indicator bahot iham kirdar ada kartey hai kyonki ye humein market ki direction ka andaza bataty ha aur yeh bhi bataty ha keh agla candle bearish hoga ya bullish.simply yeh humein seel ya buy signal farahum karty hai.
    amjadAli
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    actully indicators bohat zeada ahmyat k hamil hain hamy pata ha k jab hamy market ki taraf sy ishara milta ha tu kam karna asan ho jata ha hamy pata hota ha k market kis taraf jay gi
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein indicators boht ahm hein in ke istemal krne se hmein apne trading market ke sahih direction ke smjh ate he aur hm apne forex trading mein sahih trah se indicators ko smjhien aur apne trading market ke bearish aur bulish patterns ko smjh kr apne trading krein
       
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein indicators boht ahm hote hien aur hmein apne trading mein indicators se market ke trend ke smjh ate he aur hm apne trading ache profitable kr skte hien
         
        • #5 Collapse

          Mery bhai forex trading ma apko matket ky trrnd ka andaza lgana bht zarori hai for3x trading aik onlin business hai market ma economic calender zarori hai drkhen aor news ky hisab sy order place kren market ka trend dekhen gy to confirm profit ho ga
          • #6 Collapse

            Bahi Jan forex trading mein indicator always wrong hoty hain senior member ka bhi yeh manina hai I's lye mere khayal mein news always bette r hai is mein apko bahot acha profit mil skta hai
            • #7 Collapse

              Forex trading main indications jo ham indicator kay zariay laitay hain in ka kafi had tak faida hota hai kiun kay ye kafi useful hotay hain agar kisi ko indicator ko read karna ata hai to wo aik achi trading kar sakta hai
              • #8 Collapse

                Jee indicator ki madad se hi hanen apni.treds ko sahi.janib lagane main help mikti hai hamen indicator s ko smajhna ana chahiay in se ham ziada profit earn karne main madad lai skate hain dosra ziada loss se b bach sakte hain hamen indicator ko samjh k hi apni tred ko sahi simat pe lagana hota hai ta k ham iss main kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  forex trading business market main indicators ki bohot ahemiat hai ye bohot helpful hote hain wese mujhe sab se ziayda indicator jo pasand hai woh bollinger band k name ka hai ye aik helpful indicator hai.
                  • #10 Collapse

                    indicators hamein help kartay hain trading mein is se humein pta chalta hai ky humari trade profit mein ja rahi hai ya negative hum is se andaza laga sktay hain ky future mein metal ya currency bullish hogi ya bearish.hamein is se new trade place karnay mein bht help milti hai
                    • #11 Collapse

                      forex market mai indicators achay hai. likan pehly ap ko indicators ki complete knowledge or information hasil ho gy tou ap indicators ko use kr sakty ho. es tarah say ap forex market mai zada behatr perform kr sakty ho. ap es market mai regular earning bhe kr sakty ho.
                      • #12 Collapse

                        Forex market mai indicators ki bohat zada importance hai. Likan ap 100% en ky mutabiq preform nahi kr sakty kyu k es ky sath ap ko fundamental analysis ky sath techanical analysis ki bhezaroorat hoti hai tou ap ko successhasil hoti hai.
                        • #13 Collapse

                          Indicators ki to forex trading main boht importance hai our us main wohi trader kamyaab hota hai jo her kisam ka knowledge our demo say experience gain ker k enter hota hai our pher us main ache earning wo asan k sath ker leata hai
                          • #14 Collapse

                            Bahi jan forex trading ki market mein indicator ki koi ahmiyat nhi hai is mein sub se zaida ahmayat news ki hai humein news ko follow krna chaiye news best hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear agar hum forex Market mai trading karty hain to hum ko market ka trend check karny k liay koi indicator use karna parta hai kun k aus se marker k trend ki samjh aa jati hai k ab market ne kai karna hai ais se hum ko market mai jaldi enter hony ka moka mil jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X