Aik month main kitni earning posibble hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    mere bhi hum ek month ma ek hazar post kr k 200 doller to kama sakta h laken hum jatan kaam karn gy hume utna he bonus mile ga limet to 200 doller ki ha ap ko chye k ap proper training sy kaam karn or hard work karn or kaam thek thek krna chaey tb he ap ko bonus mile ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      App ki tarha mein bhi yehan par ek new user hoon aur abhi learning stages mein hon. Par mein ny apny ek dost ko dekha hai ye business karty hoey. Wo kafi arsy sy is par kaam kar raha tha. Aur us ky pass ab acha experience hai. Wo is forex ky business sy ek achi amount earn kar lyta hai aur isi sy apny pory kharchy bhi nikalta hai. Umeed hai mein bhi asa kar paon ga.
      • #183 Collapse

        g ha hum forex say earn kar sakte hay ye real busienss aur ap prof dikho as site p http://masti4sindhi.blogspot.com/ mene forex say one month me 5000$ earn kia aur wekly 1000$ easy hay bas ap mere web sites p dikh sakte hay work in urdu me
        • #184 Collapse

          Ak month mey zyada zyda $200 tak hasil ker sakte hey.hum jitni be zyada post unte he zyada bonus melega.ak month k 1000 posts to kerne chahie tab apki ache bonus aegi.
          • #185 Collapse

            dear ak month main jitni chahen earning ko possible bnaya ja sakta hai. ye to ap kay account balance or ap kay trading experience par depend karta hai, ager ap 100$ se ak month main 40$ earn kar rahay hen to ap 3000$ se to is se be kahin gunah zada profit earn kar saken gay. jitna profit gain karna chahen kar len.
            • #186 Collapse

              sir ham pak forum ma ak month ma ziada say ziada 8000 kama saktay ha lakin agar apkay pas refrence ha to ap isay bhi ziada kama saktay ha lakin ap forex pay trading krkay 1 month ma ziada say ziada kama saktay ha is ki koi limit nai ha lakin ham pak forum ma 8000 tak kama saktay ha jo ham bonus sale krtay ha
              • #187 Collapse

                ye logon per depand kerta hey key wo is kam sey kitna earn ker saktey hen jahan tak main ney suna hey k ap ko aik mounth main lazmi 1000 posting kerny hey jis per ap ko 5000 rupey milen gey or mera dost bhi 5000 hi kamata hey is sey agey kia kia hota hey is ka mujey nai pata
                • #188 Collapse

                  hamaray aik month ki earning hamari skills aur hamari trading per depend karti hai. agar hamari trading achi hai to hum aik chotay capital se bhi big profit earn kar saktay hain. agar hum aik new trader hain to hum takriban one month main $50 tak earn kar saktay hain easily.
                  • #189 Collapse

                    janab ap ko takreeban 200$ ka bonus earn karna hota hai or ap ko month ke takreeban 100$ assaani se earning kar sakte hain or baki apki mehnat par depend karta hai
                    • #190 Collapse

                      bhai is forum ma aik month ma 200$ earning possible hy.. is se zada krne ki koshish na kren coz us se faida nai hoga aap ko islye 200$ pe e guzara kren
                       
                      • #191 Collapse

                        brother aik month main ap ke capital ke hisab se earning ho sakti hay ab ap jitna capital invest karain ge us ke hisab se hi ap ko earning hogi is bat ko yar dakahin agar 1 lack ki investment kartay h ain to ap ko har mahnay ki 50 thousand earning ho sakti hay aram se INSHA ALLAH.
                        • #192 Collapse

                          jahan tak mera khyak hai brother ye ap pai depend karat hai ka p si main kitni earning kar salte ho aur is main ap k aps si k bare main kitna knowledge hai aur ap k aps kite skills hain tab hi ap is main earning kar sakte ho
                           
                          • #193 Collapse

                            Bina money management ke kabhi bhi Forex trading jese risky kam main investment mat karen. Monthly earning account ke size aur apki kabliat per hai.
                            • #194 Collapse

                              0$ abhi tak to milay hain mujhay is kaam main 2 months ho chukay hain so aap ko bhi chaiy kay aap boaht ziada dehan say kaam karian ta kay aaap ko bhi kaam main koi maslay masail na ain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Pak forum main ap aik maah main sirf $200 earn kr skty is sy ziada agr apne bonus earn kia to wo apka loss main chala jaey ga aur apka account ban honey ka bhi darr ho ga lakin jub apka bonus ap k trading account main transfer ho jaey to ap is sy trading kr k jitni mrzi chahey income earn kr skty hain

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar nimu
                                avatar muz5
                                avatar Hassi
                                Working...
                                X