bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    its not easy work to do , you have to work really very hard to be successful in Forex trading . you have to learn more and more . you have to learn the basics of trading and you have to learn skills of trading . you could also have an teaching class from your Forex teacher
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      haan bhai aisa nahi ke forex bohat easy hai ya normal hai its very difficult kiun ke market kab
      kis direction me jaye kuch nahi maloom hota hai is lye isko samjh ke is me qadam rakhna zaruri hai .....
      • #78 Collapse

        jee bilkul bhot say log is ko difficult samjty hain, us ki waja yeh hoti hai un k pass knowledge bhot kam hota hai forex related aur phr wo dosron per depend krty hian aur apna loss kr lyty hain wasy yeh itna difficult kam nai hai.
        • #79 Collapse

          g han forex wqi main difficult hai un logon ky liye jinho ny isy abhi start kiya hai is ko or jo is kam ko achi trha samgh chuky hain surelly un ko is main koi difficulty nhi hai is main knowladge or experience ki zarort hai agr ap ky pass knowladge hai to ap is main kamyab ho gao gy
           
          • #80 Collapse

            g ghan bilkul bohat sy log isy dificult smjy h h halankay k pakistan forex forum main koi mushkil ni h hr newbie ko shuru shuru main difficult lgti h
             
            • #81 Collapse

              bhae Forex business easy nahe he agar ap isey seekhe bgher market me ayen ge aur invest krein ge to yaqeenun loss he ho ga Forex me ap ko patience dikhate huwe khub practice aur laerning krne ke baad is ki real trading ko join krna chahye.
              • #82 Collapse

                Forex trading is very good online business and it is very easy to manage if you have basic knowledge and experience about Forex then there is no difficulty faced by any body.Trading in this platform is easy if you use demo account daily try to know the current position of the market.
                • #83 Collapse

                  G forex un logon k ley difficult ha jo s k bary ma knowledge nahi rakhty waisy forex bhot easy ha or aap asani sa bhot money earn kar sakty hain thory sa time ma.thanx
                   
                  • #84 Collapse

                    my brother mary khayal ma ya kam difficult nih hy bus es ko zayad se zayad time dana hota hy or on lago k lia difficult hy jan k pass knowledge and experince nih hota hy wo asiy hi apna trad lag daty hain or agy ya bhe nih dakhty hain market up hy ya low to wo apna loss karty jaty hain .es ko sakhny k zayad se zayd demo work karn.
                    • #85 Collapse

                      Jo log bhi isey difficult samajhte hian wo bilkul theek samajhte hain q ke ye buht bara business hai jo aap International level per kar rahe hote hain, islye ghabrahna ek fitri amar hai. aur is main work karne ke lye buht sarey options hain jin pe humain work karna hota hai aur un sub ko back waqt sambhalna hota hai.
                      • #86 Collapse

                        i think in start it is very much difficult to earn from this market when you have much experience and can trade with trend and by making good analysis then you can make it easy by good skills and experience
                        • #87 Collapse

                          ye ek difficult business hy, isi waja sy bht sy log isy hold nhi kar pate. or unko loss hojata hy, or uski main waja ye hy k wo bina experience or learning k is main ajate hain jiski waja sy wo log business main kamyab nhi ho pate.
                          • #88 Collapse

                            dosto main samajta hon k asal main baat ye ha kay koi bi kam us ko seeknay k liya time lagta ha aur hard work bi karna parhta ha jo log hard work nahi kartay un k liya ye kam waqhi buhaat mushkil ha
                             
                            • #89 Collapse

                              yeah difficult nahin hain balkay ager forex trading ko techanical kaha jaye tu yeah zada munasib rahay ga forex trading kafi techanicla hain jo sab logo ko asaani say samjh nahin ati
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yrh dificult hai kyun k forex trading karne k lie apko acha khasa tajurba chahie hota hai opr yeh tajurba kafi arsay trading karnay k bad he ata hai or har koi forex trading nahi kar sakta isi lie ye mushkil hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X