bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2401 Collapse

    forex trading itne bhe difficult nhe hai agar ap ko ek acha sa teacher mil jay to ap ko bhe forex trading
    mai kamyab ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2402 Collapse

      bhai g boht sa log wesa he isa difficult samajta hain jab k ya mukamal tor pa boht easy business ha jiss sa hum bhat kuch hasil ker secta hain just humain boht zeada practice ke zeroorat hoti ha.........
      • #2403 Collapse

        g ha ye difficult hy bs un logu k liay jin mein self trust aor self confidence nhe hy jo icy sekhna he nhe chahty aor ye easy hy un logu k liay jo icy time daty hey proper learning karty hey aor jimko apny oper etmad hy k wo icy easily kar sakty hey mean jo b bnda kam kerny wala hy us k liay ye bht he easy hy.
         
        • #2404 Collapse

          Yar forex main kam karna bohat difficult naiy hay but thora technical hay, zaroorat is bat ki hay keh ham pehlay is main kam karna seekh jayan phir trading ki taraf aayan to phir profit hasil ho sakta hay aur aap kay liye kam karna bhi easy ho ga, lekin jo nai seekhaty wo is ko difficult business kehtay hain,
          • #2405 Collapse

            ji bhai ji is main kisi bhi kism ka koi shak nhi hi k i smain akm krny se ap ko is main waqai main profit mil skta hai i smaina krny se ap ko waqai main is main profit kamany main asani hoti hai is main kam krna thek hai i smian kam krny se ap ko is maina
               
            • #2406 Collapse

              Ye kaam samajny wala hai puri tawajo mangta hai ap fresh mind se ye work karein to koi b kaam mushkil nahi hai mushkilat tab aati hain jab humein kuch samaj na aarha ho to its depend totally on u behtar tarike se kam sar anjam dene k liye apko puri tawajo se kam karna hoga
              • #2407 Collapse

                assalam o alekum han g ye boht hi bara busness hai or is busness par woak karna koi asan kam nhe forex par busnss karny k leye apko zaruri hai k acha learning karn ana chahiye us k sath hi sath knowledge and exepreace ka hona ap k success k liye boht zaruri hai or is k liye apko boht mhenat karni hogi q k forex 1 boht hi diffcult buness hai
                • #2408 Collapse

                  brother forex trading busienss un key liya difficult hai jo forex ko seekh they nahi hai agar app pehlay forex ko seekhogay aur uskey bad forex ko karogay tab appko yeh itna difficult nahi lagega bilkey appko is mein maza ayega.
                  • #2409 Collapse

                    Han ye to he k buhat sare log es karobar ko difficult bhi samjhte hin aur es ko difficult samjhne ki wajah hoti he hum es business ki kam se kam learning karte hin aur humari lag kar kei gaye trading humin es karobar min bari money aur profit de sakti hin. Humain es business ko samajh kar karna chahye aur achi trading positive karni chahye.
                    • #2410 Collapse

                      Forex business difficult business nhi hai.Bohat say log is me loss is laye kartay hai.Kyo kay wo forex ki proper training nhi laty or is ko join kar laty hai.Jis ki waja say onhay loss ho jata hai.Agar wo proper training lay ker is me experience gain kar lay tu ye on kay laye acha or profitable business ban jae ga..
                      • #2411 Collapse

                        Assalam o Alaikum. Dear Broters. je han yeh kam difficult hai shoro shoro m yeh kam difficult lagy ga lekin bad m jab earning hona shoro ho jay ge phir yeh kam easy lagna shoro ho jay ahesta ahesa forex par experience bhi ho jaye aur phir kam asan lagy ga.
                        • #2412 Collapse

                          Yeh difficult hai he hai or difficult ki waja mien yeh samjhti houn key is ki proper koi education nahi hai logoun ko is key barey mien sahi sey pata nahi hai misconception bhot he ziada hain isliye log is mien kafi ziada loss kartey hain isko itna easy ley kar trading kartey hain or pir loss kartey hain.
                          • #2413 Collapse

                            Yes forex trading ko bhot sy loog difficult smjhty hin orr yhe hee bhe difficult hy actually jb ic ko sahee tarha sy na keya jaye tu yhe difficult hy agr sahee tareeky sy smjh kr keye jaye tu easy hy
                            • #2414 Collapse

                              meray bhai agr is business ko samj kr kiya jaay to yah ek bohat ha easy business nai hai lakkin agr is ko samj kr na kiya jaay to yah ek hard business hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2415 Collapse

                                Han forex boht defecult hai ye kafi logon ko samj main be boht dar bad ata hai or wakia forex ko samjhnay k liay waqt zaror chahiay hota hai so defecult

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X