number of mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    number of mistakes
    My dear friend According to me there are number of mistakes we do in trading which goes unnoticed most of the times. Some of them which I remember are:
    1. Relying upon a Scam Broker, which means if you have not done full search before selecting a broker, your trades might be in the wrong hands.
    Yes every broker is here to earn but choose one which is atleast reliable for processing proper deposit and withdrawals.
    2. Dependency on Demo account. Too much reliance on the demo environment can be harmful because things like re-quotes, rejection of trades are encountered only in live account. So it would be advisable to start with demo but to know more switch to live (only with small amount open your account).
    3. Investors are often fooled by the brokers about ecn brokers. Although in reality they are market makers but they potray themselves as STP or ECN brokers.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap iss main bohat mistake karte ho aghar aap ko trading k bare main nahi theek se pata aap iss main new ho ya aako chart read nahi karna ata ya aghar ata hai aap ko nahipata bulish barish ka so aap kabhi b achi trade nhai kar sakte aapko nakmi ho gi iss lia mistake se bachna zarori hai achi earning k lia..
    • #3 Collapse

      hamari trading me sab se bardi mistake to ye hoti hay k jo b ham se trading me ghalt ho jti hay ham us ko ignore kar dety hey esy mistakes ko point note karna chaye
      • #4 Collapse

        Haan g bilkul ye sab k sab failure ki reason hain jin k oepr hum zeada zor nahe dity hain our forex mian ratio usi wja sy failure ki zeada hy our greed ko bhe must contro karein
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading men mistakes kabhe nhe krne hote hien aur hm apne trading mein market ke sahih chezon ko apne trading mein istemal krein aur hm apne trading mein demo account se market ko smjhien aur hm apne trading mein loss na krein aur sahih broker ka intekhab krien
           
          • #6 Collapse

            Dear is ma hum se mistake ho jati hein tension ki koi bat nai ha hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye best business ha hum is ma bihat kuch hasil kr sakte hein
            • #7 Collapse

              Mery dost ma apki bat sy agree nhi lrta humen jitna knowldge pakistan forex forum sy mil raha hai agr hum uska sahi istemal kren to hum bht zeyada earning kr skty hain dosra demo account ma.practice bht zeyada faida mand hai loss sy bachny ka bht bra zarya hai.
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Janab ma.apki mistakes sy agree nhi krta hun forex trading ma hmen demo account must use krna chye aor isky elawa humen forum sy skills learn krni chye insta ka account bnain demo ka aor sath ma ap market ky trend ko khud follow kren aor signal py relay na kren.
                • #9 Collapse

                  Bahi Jan apki mistakes wrong hain forex trading mein demo account koi mistakes nhi hai aghr demo account ko use na kia jaye tu kabhi ap trading mein profit nhi hasul kr skty
                  • #10 Collapse

                    Mistakes hi aapko iss main perfect banti hain iss main koi b aisa treder nahi ho ga jis se galti na hoi ho aapko iss main galti se bachne k lia iss main khub learning karen ta k apko iss main kamyabi mile aap ki mistakes kam se kam hun aap yaad rakhen iss main sab se kamyab treder wohi bane ga jo apni gltion se sekhe ga
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kita پيغام ديکھيے
                      Mistakes hi aapko iss main perfect banti hain iss main koi b aisa treder nahi ho ga jis se galti na hoi ho aapko iss main galti se bachne k lia iss main khub learning karen ta k apko iss main kamyabi mile aap ki mistakes kam se kam hun aap yaad rakhen iss main sab se kamyab treder wohi bane ga jo apni gltion se sekhe ga
                      ge bhai hmein apne trading mein mistakes se sbq milta he aur hmein chahe keh hm apne business mein mistakes na krein aur hmein apne trading mein ache learning krne chahe aur hm apne trading mein experience acha krein aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein phr trading acha profit de ge
                       
                      • #12 Collapse

                        dear ye to ap ne thik kaha hai k ais market mai kaam start karny se phly hum ko koi aik acha sa broker select karna chaye aus k baad hum ko ais market mai kaam karna chaye kun k jo broker scam ho ga wo hum ko kabi profit ni dy ga aor humri trades ko loss mai lazmi ly jaye ga.
                        • #13 Collapse

                          Dear mistakes ham se less knowledge ki waja se hoti hain agar hamari kearning achi hogi tu mistakes kam hon gi aur doosri bat k broker acha choos karna chahye aur mery khyal mein demo account p zayda se zayada practice faida mand sabit hoti ha demo account p practice karyn gy tu live account run karny mein asani hogi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            aksar traders ki kam mistakes hoti hain aur kuch ki zayada bhi hoti hain kam learning karna demo practice ko thoray sey din karkay chorr dena greedy hojana trading mei aur discipline k saath trading na karna big mistakes hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X