Fundamental news bi dhoka dai jati hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    jnab humain trading main khudi apni help karni ho gi humain is main har tool say help lay kar kay humain is main kam karna ho ga ta kay humain trading main kam karny main asni ho saky kun kay kbhi kbhi humain fundamentls say b loss ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g nahi aisa nahi hia ke news dhoka de jaati hian bs baat ye hai ke forex trading mein kuch bhi 100% nahi hai is mien agar apko kamiyab hona hia to apko bohat ziyada mehnat karni hogi aur isko seekhna hoga.
      • #93 Collapse

        Nai news kabi b dhoka nai deti asal mistakes ham sy e hoti hain ham news ko kasoor war na thehra saktu hamaru apny analysis main mistake hoti hai jis ko waja sy loss hota hai hamyn khud ki khamiyan dor karni hai na k kisi aur cheez ko kassor waar thehrana hai.
        • #94 Collapse

          news say humain kabhi to kafi achi eanring hasil ho sakti hay profit hota hay magr humain kbhi to dhoka dy jati hay humain trade main profit hoty hoty news say loss b ho sakta hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #95 Collapse

            g han fundamental news pe bhi market kabhi bohat ajeeb behave karti hai is mein koi bhi cheez 100% nahi hai is mien har straategy kabhi na kabhi fail hi hoti hai.
            • #96 Collapse

              gee bhai aise bat nhe he hmein apne trading mein sahih experience ho aur hm forex trading ke jo news hote hein un ko smjhna hota he aur un ke jo trading pr effect hote hein un ko smjh kr apne trading krne hote he phr hmein apne trading se acha faida hota he
              • #97 Collapse

                Fundamental aur technical analysis market key trend ko janney key leye hoti hain aur yeh just predictions hoti hain. Aap in ko kabhi bhi 100% nahi keh saktey. Kayee bar aisa hota hy keh analysis kuch aur keh rahi hoti hy aur market ka trend kuch aur kahani suna raha hota hy.
                • #98 Collapse

                  Fundamental ak asa analysis ha jo khabi be dhoka da jata ha magar zadatar market news ka sath he move hoti ha boht kam asa hota ha ka news positive aya ur market negative jaya ya economical crises ki waja say hota ha jo ka humari samjha say bhlatar ha.
                  • #99 Collapse

                    sir dhoka daina kisi news ya analysis ka kaam nae hai ju bhi tools use ki jati hain ic liye nae hotin k ya ap ku garanted profit hu ga ye tu her trader ki apni study hoti hai jis pay wu profit earn kerta hai.
                    • #100 Collapse

                      dear ye aik real kaamhaiis ko kisi waqt bhi kia ja sakt ahai y eiak good kaamhai i sko kahin bhi kia jakst ahai ye iak online kamahai i sko bahut sy loog mehnt sy kr rahy hain y eiak good real kaamhai
                       
                      • #101 Collapse

                        is biness ko kahin bhi kia ja kst ahai ye iak real kamahi is ko bahut sy loog krrahy hain y eaik good buiness haiis ko mehnt sy kia jai ga ye aik online kaamhaiis ko bahut sy loog krrahy hain
                         
                        • #102 Collapse

                          Bhai forex trading ma three tyoes ky analysis hoty hen aik fundamental aik technical aor aik hota hai sentimental analysis yeh tno aik stool ki manend hain apko teno oy nazar rakhni hoti hai aik bhi leg na ho to stool kam nhi keta same like trading analysis
                          • #103 Collapse

                            Fundamental news dhoka nehi deti just apko fundamental news ko best tareeqy sy analysis kerna hota hai agar ap fundamental news ko analyze nehi ker sakty ya wrong analysis ker ky trade open ker lety hain tou apko nuqsan hota hai so fundamental news ko achi terha judge ker ky trade open kerain
                            • #104 Collapse

                              analysis kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain practice kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay loss km ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Market ko analysis zaroor krna chaheye lekan in par depend nahi krna chaheye. Yeh analysis wrong bhi ho sakti hy aur saheeh bhi ho sakti hy. Hamain analysis krney key bad khud sey bhi market ki movement ko judge krna chaheye keh trend kia keh raha hy aur analysis key elawa time frames aur signals ko bhi use krna chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X