Fundamental news bi dhoka dai jati hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Aap forex ke bary information news ke information hony chaye leken some time signal or news aksar aap ko wrong information dety ha jo Los ka sabab banta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      aslampoalikum warhamtullahs sab ko fundamatel news ma nahi dakhti lakin app ki ya batt ka dhoka nahi day gi app ko alaction wagera ma trading karny ka kah kis na hay lakin ya forex trading too all over the world hoti hay si say hamary paksitani alaction ka kia wasta
      • #63 Collapse

        Yes esa kabhi kabhi hota he.Kiun ki eh forex market he or yahna kab kya hojae iska andaja koi laga nehni sakta.So hame jab trade lagaen to market ko lhud analysis karke lagana chahie.
        • #64 Collapse

          g bhia bikul fundamental news dhoka de jati hain aur inpe apko bharosa nahi karna chahiye kiunke fundamental pe tarde karna bohat ziyada risky hota hai,to apko chahiye ke ap technical aur fundamental aur sentimental analysis teeno ko mila kar trade karen is se apko high accuracy trade milegi.
          • #65 Collapse

            bhai dekho news k any sa forex market par effect parta ha lakin agar market news k mutabiq move nahi howi tu is main news ka koi issue nahi ha news tu ati hain lakin kuch dosry anasir bhi hoty hain jin ki waja sa market par effect ho jata ha.
            • #66 Collapse

              brother ap khud hi bata raha han ka USA ma election ho raha tha jab apna news read ki thin ap ko chahia tha ka ap kuch wait karta aur USA ka election result par nazar rakhta us ka baad hi trade lagata. ap ko isi lia loss howa ka ap na jald bazi ma trade laga di. news ka baad bhi analysis karni chahian.
              • #67 Collapse

                Forex aik risky business hy, aur is main market ki analysis karna buhat mushkil hy. Buhat si websites aisi hain jin sey aap ko forex market ki news milti hain lekan yeh 100% correct nahi hoteen. Is leye aap ko buhat careful ho kar trading karni chaheye. Kisi bhi waqt aap ka andaza ghalt ho sakta hy aur market aap key against ja sakti hy, jis sey aap ko loss ho sakta hy.
                • #68 Collapse

                  kuch had tak ap ki baat b theek hai laikin jo news huamin milti hain wo in time nahain milti jis ki waj say traders kabi dokha b kha jatay hain.
                  • #69 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum ye jo forex trading ki market hey bhai jan is me akser unexpected move hoti hey aur baz oqat market bilkul news key opposite move karti hey is liye humain is me active rah kar kam karna parta hey.
                    • #70 Collapse

                      g ha bhai jaan issi liye mare khyal se to yahi best hai k hum is main technically he market ko analyses karain and than he hum is main ek expert trader ban sakty hain and market ko samjh sakty hain.
                      • #71 Collapse

                        Yeh chance pe hota ha. But hm khud ko safe krne k lie news ko follow tu krna prta ha. But decision hamesha apni skills pe krne chahie
                        • #72 Collapse

                          fundamental or news analysis sub se strong hote hai aur yeh technical analysis se ziyada complex aur mushkil hote hai trader ko khud nahi pata hota ke ous ke sath kya hone wala hai.isleye news ke time market mai enter nahi ho.
                          • #73 Collapse

                            aslaam alykum dosto is Pakistan forex forum main kiss qisam ka koi dhoka nai ha bus ye luck ki bat ha aur ap kay mind ki kay ap kis tarah say trade kertay han is kay liauy ap ko agraph per nazar rakhni hoti ha shukri.
                            • #74 Collapse

                              je haan es mein wo market ku change karnay k liye kartay hain kosis karay apnay mind se trading karay better ho ga aur loose kam ho ga aur es mein tention na lay thankful for question
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han ye baat bilkul sach hai kabhi kabhi fundamental news bhi wrong hoti hain baaz aukaat loog ghalat news ko phaila dety hain k falan curreny nechy aaye gi falan uper jaye gi aur loog news sun k trade laga dety hain phir loss hota hai unka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X