Fundamental news bi dhoka dai jati hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear fundamental news or market news mai Sirf siyasat chlti hai.for example:agr Forex market mai USD down ho rha hai to U.S.D apni currency ko strong krnay k liye koi Scheme launch kr dega jisko dekhtay howay investors us news ko prhay gay or apna capital us invest kr day gay.lakinpta chlay ga k 1 gntay tk U.S.D strong thi lakin after 1 hour U.S.D..Euro k mukablay phir down ho gyi hnai to ismay ap k capital ko loss ho skta hai.isi liye sb say best technical Analysing hoti hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear i would like to tell yout that nothing is perfect for forex trading every thing can decve you think that that you need to be a lot of successful abd i think that you have to be a lotmof expert forex trader so that we all cna gain more an dmor e money form forex trade an d we all cna gain much more profit form forex trading to gain more an dmor e expert in forex trade to be a good trader
      • #18 Collapse

        news par Ap nay Trading ki Strange Bhai Aap zara ghor say dekhain us din yakenaan koi bari news release ayi market ko dekhta hoo aur ye sab se kahunga k news k time sari trades close kar ddeni chayeh
        • #19 Collapse

          ji han zaror ki jati ha is ma froud ka chance boht ziyada hota ha or ak trader khbi khbi in ki baton ma a kr pasa invest kr bhta ha or is ka ak tarika hona chiya sub sa phla is ko govesrnment sa rigester hona chiya co ko
          • #20 Collapse

            news ke bare main mujhe elam nahin hai main abi forex main new hoon main baghir news ke hi trading karta hoon mager maine suna hai ke trading main success pane ke liye news ko read karna zarori hai.
            • #21 Collapse

              ji haan bhai aapko apni markeet per analyse karnaa hotaa hai aap apny mutabiq kaam karen na kay aap fandamental work per concidrat rakhen is say aapko bhut loss hogaa news dhokaa nahi dayti ghuma phiraa kay news agai ho ge jo aap ko samajh nahi ai
              • #22 Collapse

                Dear jab news ati hen to un ka effect os time kia ho ga es ka koi b ni bata skta koi bot bar expert he q na ho os news ka effect os time kia ho ga yeh koi ni janta news ka asal effect os k bad saray din ka jo trend total banta hy wo hota hy es ly news k time trade ni krni chay
                • #23 Collapse

                  my dear brother ye depend karta hay situation of economy par... but news ju hoti hen wo sirf andazy sy bayan ki ja rahi hoti hen es liye hamen fouri tour par koe action nahi lena chahye... jahan tak bat hay us elections ki tu mery bhai... jab bhi ju bhi cheez jiski demand bhi ho lekin usky short ho jany ka khatrah bhi ho tu wo cheez hamesha mehngi hoti hay... uski cost main kami nahi ati... increase karti hay...
                  • #24 Collapse

                    new beshak jis bi type ki bi ho likin apko chaiye kay ap is koochek hi kartay raha kartay kyu kay is kay without ap is buinses ko kabji bi leran nai larta skay ap is ko ap akbi hi folow mao kar saktya hai
                    • #25 Collapse

                      Fundamental news dokha dey jati hain. Lehaza hamain chahiye keh fundamental analysis zaroor karen lekin trading news per na karen kun keh loss ho sakta hai. Market main hamesha achi strategy hi adopt karen ta keh hamain faida mil sakey.
                      • #26 Collapse

                        g han aap ne bilkul thek kaha ha aur forex aek risky buisness ha jis mein kabi b kuch b ho sakta ha aur is liye humen bohat soch samaj kar he trading karni chahiye aur ek achi strategy ko use karna chahiye to phir humen ek behter trend mile ga is buisness mein se
                        • #27 Collapse

                          I am trading on the baises of fundamental news but sometimes this news can also detrack us from achaiving our daily profit target so we should be careful while trading in order to avoid loss from trading.
                          • #28 Collapse

                            dosto mujhy abhi tak yaad hai kai marketplace information ko mai study kar raha tha throughout selection associated with united states jab record keh rahe thay information aarahi thi kai united states dollar neechay aja ay ga lakin aisa nahi howa aur mujhy acha khasa reduction hogaya tha uss period kyu kai united states dollar foreign currency aur zyada upward hogae thi.
                            • #29 Collapse

                              yar ap election ma hisa lay ray ho y forex mujay to ap ki smj hi nt ay election aur cheez aur forex ayr cheez is ka election say kia relationship jo is ko dykh kr ap trade kr ray ho phr to ap nay trade kr li jaisa ap kay sath hwa hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Friends jhantak main naydakha ha kay har bar trading news sach nhe hotey balkay kbi kbi ya fack b hoteyain . or ham agar in par yaken kar kay apneytrade lagain b to ya ham say dhoka kar saktey hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X