do you thing many people do not have enough knowledge who are trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    yes you are right bohat baar fail honay ki waja yehi hai ke wo is ko business nahi gamble samjty hain or hwai tukka lagaty hain is ki taleem or tajurbayki bina ye business nahi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      hana bhut se logon ke pas bilkul bhi koi knowledge nai hai or wo successful bhi hain lekin trading ki knowledge hona bht zarori hain kyun aj kal cheezein bhut zyada advance hgai hain k apne ko update rakhne k liye knowledge ka hona bhut zraori hai
      • #798 Collapse

        ys u are right kisi bhi kaam ko start karny sy pehly agar us kaam k bary main different sources sy knowledge ly li jay tu to us kaam kon start karna easy ho jata hy aur jb uska outcome acha nahi ata tu usky consequences achy nahi hoty
        • #799 Collapse

          mere bhai in ko chahiye ke wo is ka mazeed knowledeg gain karen our wo achi earning kar sakte hain our un ko prper knowledge ki zaroata hai isliye wo is main mehnat nahi kren gotowo is mainkamyaab nahi ho sakte
          • #800 Collapse

            en mey sub sey zaida ghalti un ki apni hi hoti he jiss sey wo apna loss khud hi kerta hai sub sey pehlay wo jo kaam kerney jaa rahey hai uss ko achi tarah sey samajhy phir uss ko market ki up and down moment k barey m bi pata hona chaye k jab wo trades laga raha hota he issi liye bohat sarey loggo ko trading sey nuqsaan ka saamana kerna perta he
             
            • #801 Collapse

              mere bhai in ko chahiye ke wo is ka mazeed knowledeg gain karen our wo achi earning kar sakte hain our un ko prper knowledge ki zaroata hai isliye wo is main mehnat nahi kren gotowo is mainkamyaab nahi ho sakte
              • #802 Collapse

                i think as per my mind a lot of people who are working in forex trade, have a very less knowlege about forex trading. they just want to do trade with at least available knowledge. they are trading on base of knowledge which is enough
                 
                • #803 Collapse

                  mery khyaal my kuch log forex trade k kaam start kerty han ore is k baary my mukamal ilm nahi rakhty. sirf jitna ilm hota ha us k mutabik kaam kerty han ore kaam ko seekhty han trade kerny k sath sath.
                     
                  • #804 Collapse

                    jabh log forex trade shuru kerty han to aksar log seniors logon sy knowledge laity han ore kaam shuru ker daity han. kuch log mukhtalif logon sy mashwary laity han ore hasil hony waly mashary ko istimal ker k trade kerrty han
                       
                    • #805 Collapse

                      kuch log forex trade ko shuru kerty han ore profit ore loss hony ki wajah sy kaam kerty kerty seekhty rehty han. shuru my kam lot lagaty han phir bari lot py aa jaty han. wo log bhi forex trading k ziada knowledge nahi rakhty
                       
                      • #806 Collapse

                        jee brother ap ke bat belkul theek hy lakin is mn koi buri bat nahe hy jab ap kasi kam ko karna shroo karo ge tu pher ap ko experience be ho ga ur ap us ko learn be karo ge
                        • #807 Collapse

                          yes Muhammad you are right, many people gambling in the forex plateform they dp no konw how to trade ????????...they got loss every time..and it is the focusing point for the forex to work on it
                          • #808 Collapse

                            dear,jahan tak mera khayal hai to main samjta hun k is waqat bohat sary forex k buisness main aese log b hen jo k is buisness k bary main ak acha knowledge nai rakhte hen aur trading kar rahe hen is liye men samjta hun k aese logo k liye knowledge hasil karna bohat zaroori hai kiu k knowledge k bagher haman loss b ho sakta hai
                            • #809 Collapse

                              Apki baat kafi had tak theek hai kiun kay logon ko iska knowledge is liay nahi hai kay log forex ko start karny se pehly learning nahi karty or earning kay shoq me directly amounts ko invest kar kay trading start kar dety hain or market ka idea na hony ki waja se loss kar bethty hain or market ko blame karty hain jab kay loss unko apni khud ki mistake se hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                jee mera bhee yehi khayal hai k forex pe log kam kartay hain un mein bohot se logon ko andaza hee nahee hai basics ka or is waja se mein roz yahan pe boohot se logon ki complains parhta hoon loss ki.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X