may 2014 main hum ko kon sai currency pair per trading nae karni chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear aesa koio masla nahi hai ap kisi bhi pair main trading kar sakte hain lekin better yeh hai k ap apne market ko analysis kar ke hi trade karen phir hi ap achi trading kar ke earning kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      wesa me begineer trader hu i don't know k kkis month konsa pair pe trading kerni hy ya phir nahi kerni all i know is k app kabhi bhi market open hota howa app kisi bhi pair pe kaam kersakte hain koi limittions nhi hain so nothing to worry about..,
      • #33 Collapse

        well awb tw 2014 tw guzar gayaw awb kiya bataen is ka jawb ham... :)
        • #34 Collapse

          forex main kafi saray cyurrency k pair hain.hamain un pair par trade karni kchahay jin ka spread kam honu and daily k hisaab say up down movement ziadah hi ho.
          • #35 Collapse

            suna hain kay year kay end pay koi khas trading nahin ho rahi hoti matlab kay koi khass profitable trade nahin kerta so us time pay hamain trading limitekoi pabandi to nahi hai lekin agar aik pair jis ki technically samj na aaey to us per trading nahi karni chahiye. Aur jo pair ziyada easily acha decision dey to us per trade kar deni chahiye.
            • #36 Collapse

              My dear mery khayal main agar achi trading karna ha to ap k pass kafi acha experience hona zarori ha is lye hard work k sath ap kisi bhe currency par trading kar sakty ho or acha profit earn kar sakty ho.thanks
              • #37 Collapse

                ayse koye bat nahey hay ap logo ko ju be currency pasand hay ap log use hey par trade karay aur ap good earn kar sktey hay aur acha khasa prfoit bana sktey hay thanks....
                • #38 Collapse

                  if there had been planning from the start, ranging from the use of such lot better and real this because of our consistent shape to what we already plan .. i usually example, from the beginning of the month until the end of the month will continue to use the same lot when trading , and will change when the month beginning again
                  • #39 Collapse

                    nahi bahi aisa kuch bhi nahi hota forex mein ke kisi ek makhsso saal mein ap kisi ek ya do makhsoos pairs mein trade na karen,ap jis pair pe bhi chahen trade karen lekin yaad rahe ke apko chahiye ke ap pehle money management seekh len aur phir trading start karen.
                    • #40 Collapse

                      Yes you are say the right that I am agree with you. O am say that we ate fast moving pairs. In this way qecare earn the money quick and its spread us very low.
                      • #41 Collapse

                        han han han dost ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha busssiness ha aur dost deako agar ap ka pass zada sa zada achai learning ha tou ap is ma ksi b currencey ma kam kr saktry ho aur dost ap ko is ma hardwork krna hota ha,,,,,,,,
                        • #42 Collapse

                          ju bh curency apko cahi lagaty hai ap usi per kaamkerne keu k is tarhs eapko bhut ach prfoit bhe hasil hu jayega,.aur apki menht bhe rung le ayegy.,
                          • #43 Collapse

                            my dear ap k sawal k pechey kiya mantaq hai muje kuch samj nahi i bhai jaan may ho ya june koi b maheena ho ap kisi b pair k sath trading kr sakte is mein koi b mamaniyat nahi
                            • #44 Collapse

                              bhai jan aap ko sab currencies per pora saal trading karni chahiye is me koi pabandi nahi hoti hai or ham jis per kam karna theek se janty hon us per he ham ko kam karna chahiye jese me gbp usd per kam karna sahi samjhta hon me us per he karo ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Bro, esa to mainy koi person nahi dekha jo bonous purchase kta ho. Par comments kar k bonous hasil kia ja skta hy phr us ko as an investment use kr skty hai, aor phr profit enjoy kr skty hai ya phr khud investment kr k trade kr skty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X