forex kaise kam hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    forex aik bohat acha business hay agar hum esmain theak say earning karna chahty hay to humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehnat karen kyun keh mehnat kar kay he hum esmain earn kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      ye ak boht hi best acha buisness hai aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main mushkil na ho skay aur hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay
      • #1023 Collapse

        ye ak boht hi best buisness hai aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabl hon gay aur loss kam ho saky ga ta k earn ho
        • #1024 Collapse

          Dear app ka question bht acha hay - agar dekha jaye to waqie agar ham buy krn to bhi profit milta hay aur sell krn tab bhi - dar asal yeh 2 pairs ki waja say hota hay jab ek currency ki value down hote hay to ham sell kr k profit krty hain agar pairs ka phli currency up jaye to matlb buy pay profit hoga
          • #1025 Collapse

            Forex trading ka business stocks kay business say kafi change hai iss mai kam karnay ke liye stock traders ko apni routine kafi change karne hoti hai . Forex trading maire kahyal say stock ke nisabt earning kay ziada mouqay provide karte hai.
            • #1026 Collapse

              Forex aisa business hai jis main hum invest kar k currency ko buy or sell kartay hain aur profit uthaty hain forex bohat asan kam hai is main agar mehnat say kam kia jaye to insan zroor successful hota hai. Forex main kmany k ilawa knowledge main b bohat izafa hota hai
              • #1027 Collapse

                g bhai ap ny sahi kha hai k hmain es maion yahi kuj milta hai or hmary kam main yahi kuj hotra hai es liye forex aik aysa kam hai jis main hmain market ki har situation main acha profit mil jat hai
                • #1028 Collapse

                  forex trading ka kam aik world wide business hai is main online kam kia jata hai or traders trade krty hain or market ko daikh lr is main kam kia jata hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #1029 Collapse

                    is forex main kam karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum market main trade karein gay aur ye sab k liye best buisness hai aur earning ho saky gi
                    • #1030 Collapse

                      kafi zada waqt daina parta hai is kaam ko tabi is say mumkin hota hai kay hum paisa kama saqty hain sath main ik trades ko ye moka milta hai kay ye khud kay account ko stop loss kay hit hony say bacha saqta hai agar is ki ashi management hai is kaam mai to
                      • #1031 Collapse

                        majay to abe itna knowlged nhe ha kay ma aap kay swal ka jawb day sko our is ma majy abe jon kay hoawy koch time he howa ha to abe ma is ma parctice kar rah ho our is ma mahnat kar rah ho our ya aik best business ha jis ma hum ko kaam karnay kay boht zada fiady ha
                        • #1032 Collapse

                          Mere khayl mai best palteform Hai pure world mai online busniess ka..jaha ap kam wat mai ziyada profit earn kar sakte hain simple low risk high profit.magr is ke bare mai knowledge or experience bohat zarori Hai..
                          • #1033 Collapse

                            Aslam o alikoum dear brother forex trading aik bhtr shandar business hai
                            • #1034 Collapse

                              aghr hum forign market main trading karty hain osi trha he hum forex main bhi karty hain maghr hum currency par trading karty hain es main hum market ki news ko dekh kar chlty hain or jub market up jati hai tu hum sell karty hain jub down jati hai tu buy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                Dear is market mn ap currency ko buy ya sell karty ho.agr ap ny buy kia r market b buy ki taraf gye to ap ko profit hoga r agr ap ny buy kia r market sell ki taraf gye to ap ko loss hoga.is mn ap ko market ko analysis kar k trading karni hoti ha.tb hi ap acha profit earn kar sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X