Kiya forex girgit ki tarha behave karta hai kabhi market down kbhi up?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes forex ke market unpredictable hote hai aur aap ko trading prediction per kerne hote hai.forex ke market mai major countries ke currencies hote hai isleye economic news market per effect kerte hai.thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes bhai mujhy to lagta hai kay fore xmain totaly gambling hai mujhy to aj tak is main koi bhi prft nai huwa hai jitny bhi bary bary log hain sirf un ko hi is mian prft huta hai hum choto ko q nai huta hai is main prft
      • #78 Collapse

        ya bat to sub ko pehly hi pata honi chaya k forex aik movement wala business ha or is movement ki waja sy hi hum sub ko earning milti ha agr ya market still hoto koe bhi is ma aik dollor bhi earn nhi kar sakta ha
        • #79 Collapse

          g haaaaaaaan par kabhi kabhi q k baz dafa market aik dam move karti ha or acha bhala move kar jati ha ap isko keh sakte ho k girgit ki thra rang badalti ha or usi thra hi survive karna parta ha
          • #80 Collapse

            bat kuch aisi hi hy forex trade apnay halaat ko badalta rehta h.aur humen bhiuskay sath sath chalna hy market k halaat badlnay k sath humen apni planing bhi badalna parti hy aur humen achi tarha say allert rehna chaiye khas tor per jub hum trade kar rahay hon aur online hon
            • #81 Collapse

              yaar forex me down and up per market move kerti hai ager ap yeh sochte hain k jab me apna order lgata han up to market down ajati hai jab down to up jati aisa tab hota hai jab hame forex me knowledge na hoo ager ap ko forex me knowledge hoga to apko forex me koi problem ni aye gi
              • #82 Collapse

                dear forex aik legal business hai aur forex mein kab kase ko loss hota hai aur kabi kase ko profit hoti hai aur forex k business market se relate hain aur jas tara se market mein movement hoti hai tu hum trading mein bhi effect parta hai aur agar hum achy trading karta hain tu hum profit ko he get karta hain.
                • #83 Collapse

                  jee bilkul bhai jaan ye hamaisha aap k mind k opposite kaam karta hai q k es kaam main pata nhi q aap ka mind thek decision nhi le pata aap confused hi rehty ho her waqt aap ko ap ki trade pe koi bharosa nhi hota
                  • #84 Collapse

                    my dear friendds forex trading market ek esi trading website he k is mian yah hota hy kay different countries ki currencies main hum rade karty hain jb b un main change ati hy wo un ki currency per effect karti hy jis say jis say market up or down jati hy is main hum phir trade karty hain kay market up jaye gi yah down ho gi.
                    • #85 Collapse

                      jee han is main yahio hota hai kahbi market up hoti hai kahbi market down hum ko chaye ke pori knowlege ke sath kam karin market pe nazar rahkhain
                      • #86 Collapse

                        dear forex girgit ki tarah behave nai karta hai balke trading to tab hi hoti hai jab market move hoti hai agar market move na ho to koi bi trading na kre kyu ke market move hoti hai to traders ko profit bi milta hai or profit earn karne ke liye hi trading karte hai
                        • #87 Collapse

                          forex mrey khiyaal ma asa behaive nhe karta ye ak international bussiness hai or is ma uper down chalta rhta ha is ma khas bt nhe ha markete humsha asey ma he move huti rhti ha
                          • #88 Collapse

                            forex me hame maloom nahi hota hai k aglay lamhe kya ho jae ga aur hum yaha pay kya kar sake gay jiss waja say hame yaha pay kaam kar k is ko samjhna hota hai k isay kesay kya jae.
                            • #89 Collapse

                              Yes dear your are right various in the forex market is very fast. It is very fast up and down and unbelievable condition , This is our experince and knowledge that allow us to make the overcomes in the forex related matters and risk. With our knowledge we can control and overview this type of fluctuation related to the forex trading market and cover up in the see the market situation .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yar forex trading puri duniya main kiya jany wala business hai,,,is liye jab hum courrency trade karty hian to har country ke courrency kabhe up and kahbe down hoti jati hai,,is ko hum girgit se compare nai kar sakty....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X