Forex trading kab wajood main aayi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Assalam u alikum friend, forex trading k wajoud me aane ki exact tareekh to nhi pata lekin itna ilm hai k forex trading 40 50 years pehle start hui or tab iss trading ko koi nhi janta tha phir waqt ki tabdeeli k sath sath forex me bhi jidad aayi hai or ab sab hi forex business ko janty hain or iss me kaam kerna chahty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      wow bhai nice Question .. muje is ka bare ma itna kuch khass pata nahi .. me ne new new forex join kiya huwa hay .. or dhekte hay ka yaha par sab is topic pa kya kya comments daita hay ..phir us ka bad ham bi jan jaye ga ka forex kab wajood me aya :)
      • #258 Collapse

        bhai jan forex kia hai or yeh kesa wajud main aya yeh bhot lambi kahani hai agar apko is kahni main interest to ha janab ap k pas internet hai ap internet se forex ki sari info ba asani nikal k read kr ka apni knowledge bara skty hon yeh forex ki story apko achy khasi sites se mil jaegi aram se agr ap search karen to...
        • #259 Collapse

          Dear, forex trading aik acha business hy aur 1969 men ptcl aya to 1970 men ye business wajood men aya aur pakistan men ye business takreebn 15 saal sy hy
          • #260 Collapse

            My dear friends mujhe ic bare main bilkul bhi nai pata ke forex kab wajood main ai. main ne forex ke bare main proper search ki ha but mujhe ic bare main koi khas jawab nai mila. agar kisi ko pata ho to zaror share karin.
            • #261 Collapse

              G janab mjy pata nai hy butt insta kab wajood mai aai is ka jawab wohi dy skty hy jin ky pass yay forum hy or is forum mai sab sy bari baat ap ko knwoeldge or expeirnece chahyay.
              • #262 Collapse

                forex trading k baray me to hum keh sakty hain k ye business jb say dunia buni hai tab say he chal raha hai lekin ku k shuru me internet nahi tha is lye shuru me jo b trading hoti the wo physically hoti the yani hum kissi cheezz k badlay koi cheez lya ya dya karty thay.
                • #263 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                  Forex trading kab aur kaise wajood main aayi aur kiya wajha thi jin buniyad per forex trading wajood main aaye please share your knowledge about forex trading history.
                  kuch ziyada tu nhi pata thora sa knowldge hy 2007 main establish hoa tha iska ellawa nhi kuch maloom kio ky abhi hum new user hy ziyada kuch hum b nhi janty
                  • #264 Collapse

                    zabardast question he aao ka .Forex trading 1970 ko Amrica me wajood me aayi thi aur Bretton Woods ne 1971 me Dollars per is value rakhi thi....
                    • #265 Collapse

                      bhai mjy to nahe maloom ha is baray ma agr kisis ko maloom ha is baaray ma woh zaror sahre kary ta k hum sub ko pata chal saky is information k baray ma
                      • #266 Collapse

                        ye to puranay zamanay sa hi cahlti aa rhi ha or ye isi liay buhat hi zyada famous ha or isi waja sa ab b ye buhat zayda log use kar rahy hn or ma b isko buhat zayda acah samjta hn or is waja sa ye maray liay b buhat best business ha
                        • #267 Collapse

                          Sir forex trading mere kheyal may 1970 may wajood may ai hai baqi is ki detail ka mujhe nahi pata hai ager kisi ko pata chalay to mujeh wo share ker say sab say pehlay usa may start hui thi
                          • #268 Collapse

                            gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay ias may student kay leay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
                            • #269 Collapse

                              g mere nahi forex treding buznees mere wajod min tab aya hy jab mujh kp is buznees ki achy treke se malumat hui hy tab ye mere wajood min aya hy ye forex treding biznees
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                forex trading bhot he purani market mai currency trading mai phele ye inter banks wagera kerte the ab jo hai woh woh general public ke liye open hogae hai trading.isleye trading ke market bhot he purani hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X