lalach forex ki analysis ki honi chahiyeh earning khud hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Exactly brother agree with you, trader ko Greed market analysis karne me deni chahiye, because forex aik risky business he trader ko zeyda se zeyda time spend market ko analysis karne me dena chahiye jab trader well experienced and strategic hoga to woh easily kisi bhi market ki trend ko understand kar ke successful trade kar sakhta he...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      G janab forex pr ap ko anylisis krna chahyay taky ap ko sab kuch hasil ho sky or forex mai sab sy bari baat ap ka knowledge or experience bahtreen hona chahyay taky ap ko kuch bhi hasil ho sky.
      • #333 Collapse

        yes brother laluch agr knowledge or experience ki ho tou profit khud chal k hamre pass aye ga per knowledge or experience ki log laluch kerte nai , wo laluch kerte hai tou sirf money k bs kisi tarah se wo aik dam ameer ho jaye or duniya ko dheka sake wo kia hai .
        • #334 Collapse

          bilkul dear hum jitna ache say apni analysis karte ha us say humari trading mai profit b or ache say hasil hota hai or loss say hum bach sakte hai agr hum trading daily basis per kare gay us say humari performance or ziyada ache hosakti hai markets mai humay pehle analysis karni hoti ha us k baad he trade open karni chaiye
          • #335 Collapse

            han bhai lalach forex main na krni hoti ha can be main koi faida na ha is actually main lalach krain gy to help ham smjho kabhi success na hasil krain gy lalch kay baghar ham acha earnings hsil kr skty hian to help lazmi ha keh ham lalach krain aisa kahbi na krain
            • #336 Collapse

              ap ko analyses k baary main pta hona chahiye. . .ap k pass material b acha hona chahiye jin kee base pay analyses hoan. . . mera khyal hy k us material kee b lalalch honi chahiye jis kee base pay market ko analize krna hota hy
              • #337 Collapse

                Humen forex me lalach se bachna chaye kyoun k lalach forex main na krni hoti ha is main koi faida na ha is main lalach krain gy to ham smjho kabhi success na hasil krain gy lalch kay baghar ham acha profit hsil kr skty hian to lazmi hai
                • #338 Collapse

                  ji no doubt ap apny experience k lye jitny greed hu gy ap k analysis utny strong hu gy and no doubt ap ki earning bhi good ho gi so ap ko analysis k lye greed hona chaye but wo b ak limit tk...
                  • #339 Collapse

                    ge you are right hamen lalach honi chaie analysis ki but is se behtar ap ka experience he agar wo ap ke pas ho to analysis ki bhi zarorat nahi parti q ke is ke kuch khas tarike hen jis se ap ki income behtar rehti he.
                    • #340 Collapse

                      g han bhai main apki baats ay agree karta hun k is main hum lalach akrty hain eanring ki lakin humain chahye k hum is main analyssi ki lalach karian or isky baad is say earning khud hi ho jae gi so analysis karian
                      • #341 Collapse

                        equity hamara capital amount hoti hey yani woh amount jis sey hum trading shuru kertay hien, or yeh soch samjh ker or risk dekh ker rekhni chahiye, ziaada equity better hoti hey, ager aap ka monthly target 100$ hey to kem az kem aap ki equity 1000$ honi chahiye kunki forex mien minimum rate of return mein samjhta hun 10% theek hey, ziaada ki lalach mein over trading ho sekty hey, ager aap ki equity kem hey to usi hisaab sey aap apna lot size set kerein
                        • #342 Collapse

                          jii haan forex business main jab ap traidng karty hain then stoploss k tool ka use karna kafi important hain kyun k jitny b big traders hain wo stoaploss use karty hain kyun iss se hum aur nuqsaan se bachty hain..
                          • #343 Collapse

                            G han my dear friends agar app forex trading market main ziada earning ke lalach ko chor kar forex market ke analysis ko prefer karin to ziada faida ha. kiyun ke jis ko market ke trend ka pata ho us ke liye earning karna koi difficult nai ha.
                            • #344 Collapse

                              yes my dear friend ap ne bilkul he sai kaha hai or is k sath hame trade lagane mai b maza ata hai q k hamare pas totally data mojod hota hai jis ki waja se hm prof gain krte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Forex market main forex traders ke liye forex market ka analysis sab se important ha. forex traders agar trading karne se pehle forex market ka complete analysis kar lin or phir trade enter karin to un ko profit zaror ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X