lalach forex ki analysis ki honi chahiyeh earning khud hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yes you are right forex trading main hum loog laalach profit ka kertay hain jiskee waja say laalach agar kerna hay to learning seekhnaynka kerna chahyea.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Forex trading main humain market ka anaiysis karna chaheay takeh hummain market kay motalik mukammal maloomat honi chaheay agr hummain market kay motalik maloomat ho to earning khud bakhud ho jati hay
       
      • #303 Collapse

        we should analyse the market in which we are investing if we have knowledge about market up and down we can earn money easily from the market
         
        • #304 Collapse

          dear pehle to mai ap ko ya bata chalo ge forex market mai kabi ap ko proper data ka nahi pata chalta proper data ap ko news ke bad hi milta hai or ha ap analysis kar sakte hai lakin is se ya conform nahi hota ke market kaha jae gi .........
          • #305 Collapse

            hmm ha yar hume forex trading ko smjhne ki lalach honi chaiye hum peso ki lalach me apna sb loss kardete hai phr hum forex ko bura bolte hai
             
            • #306 Collapse

              aap nay theek kaha k aap is main greed karo gay to aap ko is main profit gain nai ho ga or aap ko is main loss hi ho ga is liay is main lalach na karian is say aap ko earning nai ho gi
              • #307 Collapse

                ager kis business say normal profifit hasil ho rahi hai to huamain isi per he itfaq rukhna chahiyeh and ziyda lalch ka muzahera nahain kerna chahieyh.
                • #308 Collapse

                  han bilkul hume bs peso ki lalach hoti hai lekin hume market ko analyse karne ki lalach honi chaiye tabhe hum acha profit kama skte hai
                   
                  • #309 Collapse

                    me apki is baat se full agree kerta hon kay agar jum apni studies ko complete ker lien and phir is me apni analysis ko strong kerien and apni trading ko guess work pe na kya kerien and earnig to bye prouct hoti hay
                    • #310 Collapse

                      ye apki bat sun kay iak boaht hiachai laerning aj mujya karnay ko mail hai kyu kay agar a forex ko buisness ko leearning karnay ki allch kartay hai ut pako aik boaht hi xzayadah kay hisanb say profit ho ta hai
                      • #311 Collapse

                        Actually aisa hona itna asan nahi hota keh aap key pas all countries ka data aa jaye keh kahan kia kia ho raha hy. Hamain yeh sari information net sey hi lena parti hy aur jis had tak hum ley saktay hain ley letay hain. Yeh buhat bara subject hy aur is main expert hona asan nahi ho. Is leye aap pehlay market ko judge karain aur lots laga dain, jo ho ga behtar ho ga.
                         
                        • #312 Collapse

                          assalamu alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? Forex trading main humay market ka anaiysis karna chaheay takeh humay market kay motalik mukammal maloomat honi chahye agr humay market kay motalik maloomat ho to earning khud ba khud ho jati ha.
                          • #313 Collapse

                            my brother lalach forex main na krni hoti ha is main koi faida na haiii aur jo b mehnat kry ga is ko iska reward zaror mily ga bus is liya her trade lagana say pehly market ko watch karna zaruari hota hai
                            • #314 Collapse

                              bhai ye baat nahi ahin baat to asal ye hain ke ye data ap hasil kaha se karoge kyunke apko is se trading karni hain to apko chahhye ke ap forex trading mein ese lalach na karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                g han bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn g han bhai jan hum ko lalch jo ha wo kam ke kr ni chy earning to apny ap he ho jay ge is man yahe is ke khobi ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X