lalach forex ki analysis ki honi chahiyeh earning khud hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    sahi baat ki hai ap ny bohat achi baat ki hai mery bhai yahan per ager hamy lalach krni bhi hai to is baat ki krni hai k yahan per posting krny ki lalach kren knowladge hasil krny ki lalach kren or expereicne training ki lalach kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han bhai lalach forex main na krni hoti ha is main koi faida na ha is main lalach krain gy to ham smjho kabhi success na hasil krain gy lalch kay baghar ham acha profit hsil kr skty hian to lazmi ha keh ham lalach krain aisa kahbi na krain .
      • #33 Collapse

        yup true :cool: ye bat to apki dorusst hai jnab agr pta chl jy waqae men k kia hoaye ga market men up trend hai ya down to phr loss k chances km hojain gy or han ye bat hmesha mind men rakho kabi ksi doassry k kiaye vy analysis py trade mt kro khud analysis kro or or greedy ho k kro or phr trade kro
        • #34 Collapse

          yes dear main aap ki bat say mukamal tor par agree karti hun aur kahna chahti hun k jab haman market k trend k bary main aek acha knowledge hasil ho jata hai toh phir ham ak achi earning kar sakte hen is buisness main aur kamyab ho sakte hen is liye ye jo aap ne kaha hai agar hamary pass is tara sy knowledge aa jayae to ham ak achi trading kar sakte hen
          • #35 Collapse

            Yes right greed for analysis can be best for us and profitable for us in the forex trading business we just need to make the fundamental analysis in the forex trading and try to make the best planing then we can get the success from successful trading business of forex.
            • #36 Collapse

              ji bilkul ma ap ki bat sa agree hun bilkul humay agar ya pata ho ko kis country ma kya ho raha ha tu es sa humay bohat faida ho ga ka ajj market kis taraf jay gi or earning automatic hogi
              • #37 Collapse

                bilkul g lalach seekhny mein honi chaheeye income khud he banti jaye ga. agr paisy ki lalach kren gyn to income hath se jaye gi. aur siwae loss k kuch nhi mily ga.
                • #38 Collapse

                  Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main lalach sirif seekhnay ki honi chaheye agar aap acha seekh gay agar aap main seekhnay ki lalach hogi na to earning bohat karengay kun kay aap zeda seekhtay hongay aam admi say
                  • #39 Collapse

                    ji bilkul durust baat kar rahe hain aap laalch hamesha knowledge ki honi chahiye or jitna hum ko is business ke bare me knowledge and experience ho ga utna he hum ko is business se profit hasil ho sake ga .
                    • #40 Collapse

                      G haan aap ne sahi kaha kay data mil jaey daily ka magar ye koi asaan kaam nahi data milna market per cheetay ki tarha nazar rakhni parhti hai tub data collect hota hay or phir earning bhi milny ka maza aata hay.
                      • #41 Collapse

                        Yes dear iam agreewith uke ager aap forex ko learn kerneki lalach karen ge to aap ko bohat faida hoga kyunke learning ki lalach paisun ki lalach se achi hai aur aap ko success ki taraf le jati hai
                        • #42 Collapse

                          Humein laalach forex mein profit ki nahi honi chahiye bulkey humein laalach forex ki maloomat ki aur forex ko kis tarah samjha aur analyze kiya jaye is ki honi chahiye agar hum ne forex ko theek se samjh liya hai and forex ki strategies ko analyze kar liya to hum profit khud hi earn karte jayenge.
                          • #43 Collapse

                            han g bilkul sai kaha ap ny agar y yeh sub cheazy pata lag jey tu hum tu bht juldi bht zaida profit earn kr skty bht sy log hain jo es kam sy bht agy gy or sub kuch banaya lekin es k leyeh knowledge zarori or dil laga k kam krna chahiyeh tum e kalyab ho skty
                            • #44 Collapse

                              han thk bat hai aapko jatni zyada information ho gi apko earning karna me autni he zyada asani ho gi aur phr aap ya dekha na aapko matrket watch karna ka katna fida milta hai is liya her trade lagana say pehly market ko watch karna zaruari hota hai, trade mein stop loss zaroor lagaon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji haan theek kaha hai agr hamen lalach karni hai to phr forex market analyses ki karni chahye ta k hamen faida bhi ho or forex ki learning bhi hasil ho...or earn karne ka bhi moka mile

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X