yes brother mara khayal ha aur mashwara bhi ka newbies ko ziada sa ziada demo account par practice karni chahia aur jab wo real account par trading ka irada karan to pahla cents account ma 10 ya 20$ invest kar ka hi trading karan taka un ka ziada loss na ho aur koshish karan ka bohat ahtiat sa rading ho aur profit ho.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим