newbie ko cent account sa start karna chahiyeh ya direct standard account?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex ke trdr ko trde strt karte wqta cent se apni trde start karni chaye ye os klye best ha q k wo new hota trde mae es lye ese cent se start karni chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brother jo naye trader hain tou ap ko chahye k ap bonus kama kara apna acount start karain na k ap direct paisa invest akrian q k is se ap ko nuqasan b ho sakata hy

      meri nazar may tou cent acoutn best hy tradign kliey
      • #33 Collapse

        mery khyal main to cent account new traders kay laye best and suitable account hota hay kuinkay is main low leverage allow hoti hay aur dosra is main low investment say bhe ap trading start kar sakty hain jub kay standard account risky hota hay newbie kay aur high invetsment required hoti hay
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia26 پيغام ديکھيے
          mere khayal main jo new traders hotay hain unhain pehle demo use karna chahiye aur demo trading real trading ki tarah he karni chahiye usay easy nahin lo gay to app achi tarah seekh sako gay phir app real account main cent pe trade na karo to bhi theek hai.
          hr kaam main jb koi new enteer hota hai to usy boht sy knowledge ki zarort hoti hai to mery khyal sy agr newbie choti amount sy trading start kry to wo bary loss sy bach sakta hai or wo boht kuch seekh sakta hai
          • #35 Collapse

            Newcomers ko sab se pehle demo account ka istamal karna chahae newtrader demo account ka istamak kar ke apne knowledge aur trading experince ko increase kar sakte han jo in ke liye bhot zaida faidemand ha jab wo actual trading karen gae aur is business se zaida profit earn karen gae.
            • #36 Collapse

              i think new traders ko pahly cent account se he trading ko start karni chahye jab osko sahe experience hasil hojaye phir standard account par ana chahye cent account mai agar osko loss bhi hoga to woh mamooli sa hoga
              • #37 Collapse

                g bhai mai to samjta hu newbie ko hamesha yaha per demo account say he start lena chaiye kiu k yaha per new members k liye kafi confusion hosakti hai starting mai jis k liye unhe sakht demo per pracitce ki zarorat parsakti hai to demo meare khiyaal mai best way hain
                • #38 Collapse

                  forex main new trader ko hamesha trading cent account say start karni chaiye agar pesy thory hain to cent account use karna chahiay cent account me loss ho
                  • #39 Collapse

                    asalmei tu agar ap is biuisness ko sratr karna chahta hia tu apko i buinsess ko iak bohta hi thori invsetment kay sth strta karna ho ga wo is liay kay kahi apko zayadah losyt na ho jaiy
                    • #40 Collapse

                      standard say he kam ko start karna chahye ku k hum jb yaha pay kum cheezon ko dekhty hain to s tarha say hum ko he loss honay k chances hoty hain hume chahye k hum apnay kam ko samjhe aur seekhen.
                      • #41 Collapse

                        Assalmualikum....bhai forex mein kaam krny waly humeisha is kaam mein concerend hony chahye....is mein ager hum ziada amount invest krna chahty hein to humien is mein standerd account sy chalna parta hai.....agr hum is mein new account per practice krna chahty hein to humein is mein bht ziada mehnat krnii hogiii,...agr hum is mein kr lein gy to humein is mein bht ziada profit bhii hoga....
                        • #42 Collapse

                          Friends jhantak mara khayal ha to new traders ko hamasha tradign kay leya bonus account he use karna chheya is leya kay wo abhi new hotayhain or on ko abhi trading ka koe khas experience nhe hota .
                          • #43 Collapse

                            Han brother ye buhat hi durasat bat he jis ko main apne sab youngesters aur new bie ko advice karte hon k jeise hi wo enter hon es karobar min wo kowei bhi ziyada risk leine k koshish na karin balke wo koshish karin k pehle cent account se trading start karin aur phir apni malomat aur tajurbe min ezafa karte chale jaein jeise jeise tajurba barhe ga phir hum ziyada profit bhi earn kar sakte hin.
                            • #44 Collapse

                              new trader k ley cent amount best ha q k cent apko free of cost dye jaty hain jen mai agar ap loss bhe kar lo tu apko zyada nuqsan nai hoga magar real account mai tub trading start ke jay jun ap fully expert ho jaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                cent account se murad aap ki demo account hai to yakeenan new trader ko demo account pr hi sab se pehlay trading kr k practice krni chahiay aur yahin maharat hasil krni chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X