sawal aager pehle sa kisi aur user ne poucha ho to wo count nahi hota?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    gee bhai hmein forum rules ko dekhna he aur jo forum rules mein likha howa he us ke mutbq chelin ge to hmein forum ka bonus milta he aur es mein koi aise bat nhe keh es thread mein post reply kreo aur es mein na kro aise bat nhe he forum mein sahih posts kro bonus milta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      aysa mujy to nai maloom hay humain to bas posts ka threads par ans karna hota hay humain ans say bonus hasil hota hay or humain isi bonus say trade main kam karna ho ga k profit hasil ho
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #213 Collapse

        Bhai gee pakista forex forum na posting ky rules aor instructions ko achi trah prh ky phr humen trading posts ko write krna chue keun ky pakistan forrx forun ka purpose hai knowldge aor information share ho sub sy sub ko forum sy guide line aor help mily
        • #214 Collapse

          Bhai g ager sawal phla sai kici dusra nai pocha ho tu apko chahye hy k ap uski wording change ker ke uski heading ko change ker ke post ker do ta ke koe msla na rha
          • #215 Collapse

            dear ap thread ko pak forum ki website pr aik dafa he post kar sakty han agar ap ne pehl;y same type ka thread post kia ha to ap again aisa thread post nhe kar sakty agar ap karen gy to loss ho jay ga time ka ap k account ko ban kar dia jata ha
            • #216 Collapse

              Bhai thread main just comments ker ky post kerny per hi bonus milta hai thread creat kerny ka koi bonus nehi hota so ap jo thread bhi open kerna chahain ker sakty hain same terha ky kei threads hoty hain jo threads system per loaded hain ap agar in threads main comments post kerty hain tou bonus zarur milta hai
              • #217 Collapse

                Aap different subject key sath thread kr saktey hain. Hamain copy paste nahi krna chaheye, warna hamari thread ya postings deduct ho jayen gi. Yahan par new aur old donon tarah key traders kam kartey hain aur aik thread agar old key leye useful na ho to ho sakta hy keh new comers key leye woh useful ho. Is leye different topic sey threads honi chaheyen.
                • #218 Collapse

                  Agar aap kisi dosrey user key subject ko copy paste krain gey to ho sakta hy keh woh thread approve na ho aur is ka bonus cut kr lia jaye. Is leye hamain different subjects key sath thread krni chaheye, takeh bonus na rukay aur na hi account ban ho. Forum key rules key mutabiq chalain gey to bonus bhi cut nahi ho ga aur na hi account ban ho ga.
                  • #219 Collapse

                    Gee very bhai ap nayjo bhe thread ko post krna hai tou wo copy pate na ho tou ap ko es ka bonuses hail ho gy. Es lye ap es forum par har thread Jo post kr saky ho aur bonuses hasil kr sakty ho.
                     
                    • #220 Collapse

                      Gee mery bhai ap ki baat durast hai k Jo thread pehly he ho tou ap ko phr different type say thread krna ho gy. Tk ap ka thread copy paste mai na ay. Aur ap ko bonuses hasil ho.
                       
                      • #221 Collapse

                        Agr pehly say he kisi nay thread ko post kia hai. tou phr ap es ka reply he day sakty ho. ya phr ap different stylew say new thread ko post kr sakty ho.
                        • #222 Collapse

                          humain har swa ka anser karna hota hay kun kay humain trade main learning kar kay practice kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning haisl ho sakti hay
                          • #223 Collapse

                            aisa hona to nahee chaye ye rules k khilaaf bhi hai lekin ab new log baar baar aik hi thread open kar rahe hain aisa karna sahi nahee hai aap kuch new question kare taa k doosre logo ki knowledge main bhi izaafa ho aor wo is forum se kuch hasil kar sake
                            • #224 Collapse

                              Ni aisi bat ni hy agar kisi ny pehly sawal poocha bi ho to lazmi ni k Jo trader ny doosry dafa sawal KIA ho us ny pehla wala sawal parha ho to is liy doosry dafa sawal ki koi mumneaat ni hy Forex forum main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Forex forum ke rule ke hisab sai tu easa nai hota hy k ek sawal phla kici nai pocha ho tu koe dusra usi sawal ko poch nai sakta is liya apko bdi ehtiyat kerni hoti hy is mai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X