sawal aager pehle sa kisi aur user ne poucha ho to wo count nahi hota?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Hum es forum pe jab bhi work karte hin hum es forum pe posting se jeise jeise humari working barhti jati he to hum kabhi kabhi wo question dobara bhi poch sakte hin jo aik aur user ne hum se pehle hi poch leiye hin humari malomat es business min humari posting ki quality ko mazeed behtar bana sakte hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhi mga is bat ka itna zyadaknowledge ni ha but same copy question to na hun hum apni wording man ya jo hmara mind man ata ha wo poch sakta hanzaruri ni ha jo ksi aor na qkya ha wohi q hum b karan.its all about our mind
      • #108 Collapse

        g ni bhai jan aisa bilkul ni hota pakistan forex fourm main ager ap apna koi thred post kerty hain to ap ko us ka bonus zaroor mily ga likin ager ap kisi ki post copy ker k post kerty hain to ap ki post count ni hoti
        • #109 Collapse

          Ge thread woi shumar ho gi jo ap ne ki hoi ho gi agar creat karne ki bat kar rhe hen to ap wo thread creat nahi kar sakte jo kisi or ne ki he us men change karna ho ga.
          • #110 Collapse

            dosru ke thread ky sath ager muktalaf wording main ek he bat kahi jay ti wo account ho ge mager same same nahy ho ur copy past sy praiz kary apny bat khod likhy.
            • #111 Collapse

              Assalam O Alaikum, Bhai jaan behtar to yahi hota hai keh aap koi bhi thread laganay se pehlay dekh len keh aap ki thread forum ke rules ko follow kerti hai ya nahi. Agar aap ki thread rules ke against ho gi to wo cut ho jaey gi aur uss ka bonus bhi nahi milay ga.
              • #112 Collapse

                mera khyal hy k deny chahiayn paisy karoron log hon gy forex pe to kitny logon ki soch same hoge?
                • #113 Collapse

                  han aik jese threads hon ge to un ko forum khud he remove kar de ga is lye koshish karen ke aap jo hai information wala thread post karen or us me forex ke hawale se maloomaat hon or aap ko us ka reward bhi yahan se mil sake jo forum ne bataya hua hai .
                  • #114 Collapse

                    You can open one thread then you can open he an other thread for you reply. You are first to carefully read it and then you Ade post the thread.
                    • #115 Collapse

                      Bahi jan maray khyal say us post ka aap ko bounas mil jata hay but trader ki rules kay mutabiq posting karna chhayie and aik he tread main posting nahi kana chahyie bilkeh aik thread main aik hi reply karna chahyaie.
                      • #116 Collapse

                        ni bhai eysa blqul ni hy apko pak forum har thread k ans k paisy dyti hy chahy wo kisi bhe thread se milti julti he q naa ho lykin apko us thread k 0.20 cents laazmi milty hen
                        • #117 Collapse

                          dear yaha forex per bahot say user kam kr rahay hotay hay jo traders first bar join krta hay forex ko, per os ko ye pta nahi hota hay, estar wo thread ko post krta hay,dosra ataa hay wo be estara ka thread post krta hay, yani os thread k bahot say author ban jatay hay,per meray khyal may thread to juda juda hotay hay, os ko agr hm rply krtay hain to meray hyal may bouns day gaa.
                          • #118 Collapse

                            bhai aik hi question ko bar bar repeat nai karna chaye bilkay new and different question ko mention karna chaye takay sirf bonus kay laye khan puri na ho bilkay traders ko knowledge bhe hasil ho saky aur wo theek say learning bhe kar sakain is forum say
                            • #119 Collapse

                              dear ik thread pa ik dafa he comment karien agar app ik pa bar bar comment karien ga to app comment ik dafa he count ho ga is lia ik pa just ik dafa karien to sahi hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                I think success hasil krna chate hen toh hamre liye ak track hota he ham usko follow karte hue aage barte hen lakin jab ham kamyaab hote hen toh phir us par khud ko maintain karna hamesha k liye boht mushkil hota he is k liye bhe hamare pass achi skills chahiuye hoti hen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X