Hedging Kya hai or is ko use kerna kitna zroori hai. is k kya faidy hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    hedging aap ko bare loss hone se bachne me madad deti hai aap ki lot phans jaye or aap bohat ziada loss me ja rahe hon to apni trade ke opposite aik or trade laga do us ko hedging kehte hain or aap is tarha loss se nikal sakte hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      hedging ek auto software hai aur agar admi ise use kare to yeh automatic trading karke profit kamake deta hai lekin yaad rahe agar aapko live account me hedgigin use kara hai to aapko chaiye ke aapka account balance jada ho warna loss ke bhi jada chance ho skate hai isiliye sabse best hai manual trading.
      • #48 Collapse

        my dear friend forex trading me hedging ka bee apna technic hota hay . hame hedging ko seekna chahiye . hedging os waqt hoty hay jab hamre trades bahot olost me chale jaye aur hamare pass free margin nahy hota hay to os waqt hum apne trades ko hedge karte hay .
        • #49 Collapse

          hedging kamatalaba hota hai ki aap ek time par buy ka trad lagaye aur thik ussi time aap sell kabhi trad laagye aur yah karana insta forex me bonus ke account me allowed nahi hota hai aap iska use sirf invest kiye gaye account se kar sakta hai iska use wese to aapko jyada profit nahi de sakta hai
          • #50 Collapse

            hedging ka use krna acha hota ha is trah risk sy bht bach jata ha aor kam main smjh na a rhi ho to wkti toor pr market ko hedge kr k nuqsan say bacha ja skta ha
            • #51 Collapse

              hedging is when a person opens two positions in the opposite direction, one sell one buy. usually used by traders when if in an open and swept the opposite direction with the intention of securing the balance. tetai be careful when using this technique because if not used will be hard to escape from the lock.
                 
              • #52 Collapse

                well hedging aap apne account ko level kar dete hain , level means aap aik pair ko buy kr lete hain or aap ye sochtay hain kay agr ye pair down hogea to loss hoga us surat main aap usi pair ko sell bhi kar dete hain jis se aap kay account main koi frq nai parta . Pair ki move confirm hone ki surat main aap opposite entry close kar dte hain jis se aap ko small loss hota hai but aap use profit kama kar pura kar lete hain that is called hedging.
                • #53 Collapse

                  Hedging is the operation of opening two opposite orders in the same time, I mean you enter buy and sell from the same price, and this is not a trading method but most traders use it when they want to stop their loses and take a rest to think about their trades.
                   
                  • #54 Collapse

                    hedging ek bohat achi option hai jis k zareea hum apney account ko wash honey se bchaa saktey hain wo is tarah k jab hamara account sell ki trade me doob raha ho to phir ussi volume ki buy ki trade kartey hue profit me aaney ka intzaar karenok,,,,,,,
                    • #55 Collapse

                      hadging aik achi technic hay our isko use karna bohat asan hay is me apko market trend ka pata chal jata hay our ap aram say apna loss hony say bacha laity hain our aachi earing b kar laity hain yehi waja hay ziad alog yei ka kar rhay our earning kar rahay hain
                      • #56 Collapse

                        My dear brother forex mein hedging ek bohat hi important cheez hai jiss say hum apna loss big honey say bacha saktey hain ager humein hedging proper aati hai to humein account ko loss honey say bacha saktey hain is ko hedging kehtey hain
                        • #57 Collapse

                          bhai hedging ka matlab hae k aap aik hi account mein aik hi time mein aik hi currency se double trade open karna aur different orders lagana. hedging hamare liay aik faida mand cheez hae aur hamain is se faida uthana chahiye.
                          • #58 Collapse

                            bhai jaan ager apka account k bouns chala jaye to hedging use karne sey apka account aur bouns bach sakta hai aur iska matlab ye bhi hota hai k ap gold par duble duble pair karna. thanxxxx
                            • #59 Collapse

                              bhai ja hedginf men ap apny account ko loss sy save rakh sakty ho hota ye hy ky ap hedging men aik hi pair pr do trade lagaty ho yain aik trf sell ki or dosri trf buy ki to agr buy wali profit men jati hy to us sy ap profit earn lo magr jo seel me loss men ja ri hoti hy to us sy oprofit ky iy ap ko wait krna parta hy isy hedging kehty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                trading me agr hedging ke jy to agr markt olat chle jate he to ap ka loss nahe ho ga or profit ho ga es le hedging bahot ache aor aham he es se profit ho ga or loss nahe ho ga es le hedging bahot good aor ache he aor best he earning be best hote he profit be acha ata he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X