Hedging Kya hai or is ko use kerna kitna zroori hai. is k kya faidy hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    market mai equity ko save kerne ke liye hedge kiya jata hai ya phir app ko market mai trend ko identify kerwane ke liye bhi use hote hai market mai isleye hamesha dekhe ker kaam kerahe hedging.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      je bhi maoin ne yeh website dekhi hoi hy ios main kafi kuch help ki cheziain milati hiaan lekin apko pehle kisi teeacher sy sekhna zaoraori hy tb ap is main apne experience main izafa kr sakty hain.
      • #153 Collapse

        From psychology itself a little that depends, especially, the work of a trader. It should work on the vehicle only.And a trader who consistently earns at least 40-50 per cent per annum will communicate with the usual rookie whose chances for a success
        • #154 Collapse

          Bgai g forex trading bohat acha busniss hy jis sai apko earning hoti hyvor is mai hedging kiya hy is ka useckaisy hotavhy is ke bare maibmja nai pata kun ke mai new hon
          • #155 Collapse

            jnab is ka mtlb hay kay hum is main aik hi time main aik hi account main do trade karty hain huamin is main aik hi time main loss ho rha ho ta hay or huamin is main aik hi time main humain acha profit b haisl ho raha hota hay yehi hota hay is main to
            • #156 Collapse

              jab ap is buiness ko learn krein gy to ap ko bahut ziyada samjh a jai gi agr ap learn nahi krein gy to phir is ko kabhi bhi ap kamyabi sy nahi kr sakty hain ye aik acha buines shai aur bahut ziyada real hai
              • #157 Collapse

                gee bhai forex trading mein hedging ka mtlb yeh hota he keh kese bhe pair mien donon chezin aik sath laga dana mtlb keh sell ka order lagana aur us ke bad buy ka order lagana aur woh piar bhe aik ho to es technique ko hedging khete hien aur yeh us wqt lagte hien jb market ke smjh nhe a rhe hote he
                • #158 Collapse

                  hum jab trade main hedging ko use karty hain to koi khas faida nai hota hay humain trade main aik bar main hi profit ho rha hota hay to aik hi time main dosri trae main loss hota hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #159 Collapse

                    Gee bhai aisa he hai ma apki bat sy agree krta hun forex trading ma humen startegy aor planning sy chalna hye hedging aik bht achi technique hai is ma apka account phans bhi jata hai lkn yeh aik bhtr technique hai account wash nhi hota.
                    • #160 Collapse

                      bhai hedging aik technique ha is ko use karna zrori nhe ha har trader ka apna trading style hota ha kuch log he han jo k hedging karty han apny funds par baqi koi bi aisa nhe karta ha mostlty banks hedging karty an is k ilawa retails k iliay yeh thek nhe ha
                      • #161 Collapse

                        Hedging yeah hoti hai ky ap same pair main hi sell bhi lagaty hain aur buy bhi so aik main apko profit hota hai aur other main apko loss so iska faida yeah hota hai ky apny aik pair main trade open ki aur apki trade ky against continue market move kerna shuru ker day tou ap apni hi trade ko bary loss sy bachany ky liay apni hi trade ky opposite bhi trade open ker lety hain so apka loss stop ho jata hai
                        • #162 Collapse

                          Hedging us waqt use ki jati hy jab aap mazeed loss nahi chahtey aur aap apney order ko reverse krna chah rahay hain. Sometimes hedging krney ka loss bhi ho jata hy. Lekan agar aap ko trading ka experience ho to aap is ko kamyabi sey laga saktey hain aur is sey jo maqsad hasil karna chahtey hain us ko poora kar saktey hain.
                          • #163 Collapse

                            Gee mery bhai ap bhe hedging kr sakty ho. Likan ap log bohat kam log hedging kr sakty ho. Likan ya hedging mai nuskan bhe zada hota hai ea lye ap simple trade kray.
                             
                            • #164 Collapse

                              Mery khayal say hedging ak dangerous trading style hai. kyu k es mai trader sell aur buy ka order open krta hai. jo bhe trader es par kam krta hai tou wo esmarket fast kam krta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                is ki koi zrort nai hay magr humain is main loss ho sakta hay humain hard work kar kay practice kar kay kam karn aho ga jis say humain market main achi earnign hasil ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X