Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    hey hen forex trading ko full concentration key sath karna chahiey ap ka mind jis waqt aap trading ker rahey hon to sirf or sirf usi ki taraf hona chahiey zara si mistak bohat bara loss kerwa sakty hey. Is men risk bohat hey or risk lena bhi parta heynd k sath trade nahi kartay hain tab tak hum yaha pay kuch b earn nahi kar saktay hain so aap ko chahye k yaha pay acha earn kare aur aap ko yaha payg sub say pehlayg technical analysisg karna chahy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      g han hamen free ho kar to is main trading karni chahye agr ham aise hi trading karen ge zehan main tension rakh k to hamen is main se loss b ho skta hai ku k ye bsueinss bht hi risky buseinss hai so hamen is main pareshan nahi hona chahye........
      • #663 Collapse

        bhai mare khyal se is business k liye hamain time nikalna parta hai and hamain chaye k hum is main tab he trade karain jab market main movement achi ho so hamain tab he is main trade karni chaye and tension free kar he karni chaye.
        • #664 Collapse

          I am very thankful to you for for your advise.g han bilqul hamian forex pe working tamam kamn se farg ho ke karni chahye wagarna ham forex main money manangment pe achi trah foxes nhi kar saken gay.
          • #665 Collapse

            ji bhi ap ki thinking thek hy ye tab kea jay jb hamara damagh fresh ho ga zeada kam ka burden damagh pe ho to trading ni ki jay is se loss ho skta hy fresh ho k kam kea jay
            • #666 Collapse

              g han humy jb bhi forex par kam karna ho to hamesha taza dam ho kar kam karna chaiye q ky jb hum taza dam ho kar kam kary g to humy karny mein asaani bhi ho gi or kam karny ka maza bhi ay ga or jb bhi forex par kam karnaa ho to tamam kam kar ky hi forex ko time dy es tarha apka time save ho ga
              • #667 Collapse

                Ji han ji ap ny bilkul thekh kha hai taza dam ho kar sab kam say free ho kar trading karni chaye kisi kism ki koi tension ni honi chaye phr hi ap achi trading kar sakty hai sary kamo say free ho kar demgh ko fresh kar kay ap bhot acha earn kar sakty hai or loss say bhi bach sakty hai forex main acha humy earn kar sakty hai.
                • #668 Collapse

                  g han main bhi iss baat se agree krta hun ke aap ko chahiye ke iss kaam ko baaqi kaamon se farigh ho kr taaza dam ho kr karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss ke saath saath aap ko iss baat ka bhi khyaal rakhna ha ke iss kaam main aap ko kabhi bhi loss ho sakta ha iss liye pori tarah concentrate karen
                  • #669 Collapse

                    bilkul sahi kaha he har karobar ko puri tawajja dena zaruri hota hey. kisi bhi karobar ko agar puri lagan or tawajja se nai kro ge to us men siwae nuqsan ke kuch bhi nai mile ga . khas tor par forex to puri tawajja chahta hey. qunke minton men lakhon ke sodey hote hen agar thori si ghaflat dikhai to minto men bht bare nafa se hath dho bethte hen ya minton men lakhon nafa kama saktey hen. so be care....
                    • #670 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                      dosto mera mashwara yeh hai kai jab bi aap kai mind main koi aur kam ho to aap forex trading na karein kyu kai aap ka mind disturb ya kisi soch main hoga to aap sa money management main galati ho sakti hai. so please is baat ka khayal karein kahi aisa na hoja ay kai aap loss kar baithein. kiya aap agree hein meri thread sa?
                      Ji han trading kernay k liye aap ka mind fresh hona chahiye. Ap relax ho aur sub se phelay market ko analyse karain. Ager market ka trend sahi nahi hay to ap waite karain jub market sahi ho phir trade karain.
                      • #671 Collapse

                        Yes, you are absolutely right. It is very important to do trading with fresh and relaxed mind. Confused mind leads to confused decisions. Focused and relaxed mind is always required in the Forex business because this is a very fast-paced and speculative market where prices do fluctuate instantly and suddenly, so the trader cannot afford to be confused, which could lead to heavy loss due to confused or wrong decision.
                           
                        • #672 Collapse

                          ji mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai es liey mein yehi kajhun ga yeh kam sahi trhan sy krna chaheay
                          • #673 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kishwer1 پيغام ديکھيے
                            g han dear trading karty time ap k ass kafi acha experience or knowledge ka hona zarori ha jis sy ap kafi achi earning kar sakty ho is lye hard work k sath ap kisi bhe work mein achi earning kar skaty ho is lye
                            Yes i agree without knowledge or experience trading possible but like that a blind man. it's like suicide. I learnt forex by studying many documents and watching many videos online and still I learning since last 2 years. Hard work and mental preparation to win the race.
                            • #674 Collapse

                              Yar main pehlay bhi is kissim ki theread main yehi post kar chuka hoon keh, jab tak aap free mind nai hon gay, relax nai hon gay, tab tak aap trading achay say nai kar sakain gay, pehlay free hp jayan har kam say phir aap forex trading karan, agar relax nai hon gay to mumkin hay keh koi mistake kar bethain,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                ji ap na sahi kaha pehlay ap naha do kar phir fresh ho kar ap kham soro karyn ga to kham achay sy ho ga or ap ka mind bi fresh howa ho ga jis sy ap achi earning khar sakayn gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X