Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    dosto mera mashwara yeh hai kai jab bi aap kai mind main koi aur kam ho to aap forex trading na karein kyu kai aap ka mind disturb ya kisi soch main hoga to aap sa money management main galati ho sakti hai. so please is baat ka khayal karein kahi aisa na hoja ay kai aap loss kar baithein. kiya aap agree hein meri thread sa?
    hum forex ma sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko laga kar is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko zada kam be na he kar ta ha or is ma eran kar ta ha ha a
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      g han han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex ma agar ap ko kamuab hona ha tou ap ko chaiaya ka ap is ma zada sa zada hardwork kro aur ap ko chaiaya ka ap tamam kamo sa fariq ho kr hi is ma kam kro,,,......................
       
      • #603 Collapse

        yes forex kay liye relax hona bohat zruri hai kio kay agar ham busy honge dusre kamo me to hamara dehan trading me mukamal to par nhi hoga or ham loss kar baithy ge is liye hamay chahye kay ham free hokar trading karein tab he ham high profit bhi earn kar skte hai trade bhi kar sakte hai
         
        • #604 Collapse

          ji mai agree karta hon ap ki is baat se jo ap ne kahi hai k hamay forex trading tamam kaamo se free ho kar karni chahye kyon k hamara dimagh jitna fresh ho ga utna he achi tarha ham is mai trade kar satky hain kyon k fresh mind mai baat easily pick ho jati hai.
          • #605 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            dosto mera mashwara yeh hai kai jab bi aap kai mind main koi aur kam ho to aap forex trading na karein kyu kai aap ka mind disturb ya kisi soch main hoga to aap sa money management main galati ho sakti hai. so please is baat ka khayal karein kahi aisa na hoja ay kai aap loss kar baithein. kiya aap agree hein meri thread sa?
            g bhi ap ny bilkul thk kha hai taza dm ho k hum forex bilkul free hi k krna chahye
            q k jitna hum taza dm ho gy hmutne asani sy kam jaldi or smajha k kre gy
            • #606 Collapse

              je han main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe hamin trading karna ho to ham apne tamam kamo se fareg ho kar tradig karen .takah ham distarb no haon .or hamara maind fress ho takah ham ache trading kar saken .as lae tamam kamon se farig ho kar sakon se trading karen .to as main ap ka fida h .agar ap ka maind sidtarb ho to tading na karen ap ke lae bahtar ho ga.
               
              • #607 Collapse

                i completely agree with you that you should work on forex with a fresh mind because with a fresh mind you will be able to pay full attention on you work and it will also lessen the chances of any loss and any hurdle q k ak fresh mind har kisam ki tension sa door hota ha jo ap ko apna kam ko behtar tareeka karna ma madad deta ha
                • #608 Collapse

                  Gee sir forex trading business main trading kay liay trader ka fresh minded hona zaroori hay, jab bhee aap trade open karian to other work say free ho kar only us waqat forex trading per tawjoo ho.
                  • #609 Collapse

                    G bhai ap theek kh rhya hai sbi kamo say free ho kr hmay forex trading krni chahiye or hr trha k mentally pressure k sath trading nhi krni chahiye.or mai smjta hoo k hmay trading mai ksii b trha ki disturbance create nhi honay deni chahiye Q k esa honay say hmara focus trading say bahir ho jata hai or hum complete focus k sath trading chart ko analyze nhi kr patay.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #610 Collapse

                      hello assalam u alikum bhai jaan kia hal han ap ke ? g ha brother main ap ke baat se agree karta hoin k hamain chaye k hum jab bhe trading karain free ho kar karain and koi bhe tension na lain and na he koi stress main trading karain,,,balky fresh and cool mind and full confidence k sath trading karain..
                       
                      • #611 Collapse

                        yes dear mere khiyal main ap ne theak kaha hai keh hamen free ho ker bina tension liye trading kerni chahiye phir mere khiyal main hum kuch earn ker sktey hain forex main dear but aj kal k dour main kahan bandey ki tensions khatam hoti hain
                        • #612 Collapse

                          Dear Friends app ko taza dum or fresh ho ke yeh kam krna chaheay tntioons ki vaja sy bhi insan sy galtian ho jati hain jis ki vja sy es kam mein nuksan uthana pr jata hai
                           
                          • #613 Collapse

                            ma ap ki baat sy agree karta hu forex tradinng hamay relax mind k sth karni chae ha aur tradinng hamay soch smj k karni chae ha hamari aik galti ki waja sy hamay buhat bara loss ho sakta ha
                            • #614 Collapse

                              Dear Friends humain forex trading saray kamoo se farigh hu kar karni chahie hai aur forex trading main humain apna pura focus daina chahie hai tak hum successful forex trader ban sakain aur khud ko loss se save kar sakain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Dear forex users mere khiyal main ap ne theak kaha hai keh hamen free ho ker bina tension liye trading kerni chahiye phir mere khiyal main hum kuch earn ker sktey hain forex main dear but aj kal k dour main kahan bandey ki tensions khatam hoti hain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X