forex mein trading ek planing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    in the world every thing is belongs to a place so you have to seen the plane in every thing so you have to collect the knowledge about the every things so man can get the chance and then he can make his better future so this is also the trading.,............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      G bilkul zyada tar trader bagher planning k market main inter hoty hai aur bagher knowledge aur technical analysis k market main trading start karty hai jis sy unhe buhot bara loss hota hai.
      • #528 Collapse

        ji han jab tak apka ek trading plan nahi hoga or ap bina plan k trading karengy tou ap over trading karengy jiska result ziada tar loss mein hi hota hai isliye apna trade plan daily weekly and monthly aim set karna chahiye phir us ko achieve karna chahiye.
        • #529 Collapse

          Forex trading min strategies banaei jati hin jeise jeise hum es business min work karte hin to humari malomat bhi increase hoti he aur hum kafi bari earning bhi kar leite hin. Forex traidng min baghir kisi planning k enter hone se hum nakam ho jate hin es lei aik definite planing k sath aaein trading min.
          • #530 Collapse

            Kisi bhi business main planning bohot zaroori hoti hai..agar ap achi planning karte ho tou har baar loss ho yeh nahi hota..aur forex trading main loss ziyada tar knowledge na hone ki waja say aur properly planning na hone ki waja say hi hote ha
            • #531 Collapse

              agar hum trading planning k sath start kar len tu hamary ley buht faida hoga r maximum chances hamry earn k hongy, r agar hum trade baghir kesi planning k start karty hain tu profit k chances buht kam he hoty hain.
              • #532 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                dear freind mera khayal ye hai ke bht se users forex mein trading bagair planning ke krte hain aur wo s tarah loss kr lete hain aur phr forex ko chor dayte hain tu lihaza mera ap sub ko mashwara hai ke ap log trading kre tu planning kr ke kare
                Ge han ajar ap forex par kam kar ta han to is ka leya zarore ha ka ap is par kam kar na sa phala ap is par palaning kar len ta ka ap ko is kam ma mushkel koe pasha na a or ap apna kam ma profit ha sel kar saken is ka elay ap ko is ma ke or baton ka bhe dahan rakh na ch he ya jese ka ap ko is ma loss ho ja laken ap ko is ma hemat na he har ne ch he ya or mahnat kar te rah na ch he ya
                • #533 Collapse

                  Forex business me hamin trading ke liay planning or Sath Sath target banana chahiay or jo target banain us ko achieve karnay ke liay hikmat e amli banain.
                  • #534 Collapse

                    g bhai ap theek kh rhay hai bina planing k trading krna kafi risky hota hai or trader any time tenshion mai rhta hai.or agr wo complete palning k sath trading krta hai to usay tenshion b nhi hota or b Confident b rhta hai isi liye successful trading krnay k liye planing bohat zroori hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #535 Collapse

                      bilkul my dear friend bht say traders asay hi kartay ha wo bger planning ka hi trading start kartay hai soo jis ki wja say un ko bht ziada loss hota hai ...Or mera bi sab bhayoo ko yahi mashwara hai ka pahlya aap apni analysis ko complete kar ka planning ka sath trading ko statr karain oor mje umeed hai ka aap ko kafi faida bi hasil ho ga thanks ..
                      • #536 Collapse

                        dear jo bi forex may acha trader bana chahata hay tu usko chahiyah kay trading karnay say pahlay achi tar sa planning karay yahni kay usko pata ho kay kab trade lagni hay or kab close karni hay.
                        • #537 Collapse

                          g han forex trading main trade lgarey huey planning bohat zaruri hey or hum planning tabhi ker saktey hain jab hum demo pe practice karen gey or skills hmarey hath aaen gi bina skills k hum na to planning ker saktey hain or na he trade ker k profit earn ker aktey hain.
                          • #538 Collapse

                            dunya kay her business me her kaam me planning ke buhat importnace hay agar ap aik achay trader bunna chathay ho tou ap ko apni apni traing kay liye proper planing ke zarurat ho gu and phir apko pata lgega planned trading kay kya faiday hayn
                            • #539 Collapse

                              Ji han hamain chahye khm poori planning k sath kaam karain q k AGR hm planing NAE karain gay toa hamain pata hi NAE ga k hm jis direction main ja Raye hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                planning bht he zarori hy or jab app planning kar kay kam karte ho to app kay o kam bht he ache ho jata hy or app ache profit late ho os sa ager app na ache profit bana hy to app ko trading may aik planning sa kam karna hoga jinte app ki planning ache hoge utne he app ki kam ache hoge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X