forex mein trading ek planing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Yes agar ap forex main apni trade ko successful bana chahty hain tou apko trade start kerny sy pehly achi terha apni trade ko plan ker lena chahiay apna profit ka target aur loss ki limit pehly sy decide ker leni chahiay aur jis pair main trade start kerain usky spread ky hisab sy lot size select ker ky trade start kerain tou apki trade successful ho sakti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho sir baat ya ha kay forex ma agar ap kamiyab hona chaty ha to apko planing say tarding krni chhaiye qk agar ap planing say tarding krty ha to apko forex ma kabi bhi loss nai hota ha balaky ap aek achi earning bhi kr sakty ha
      • #693 Collapse

        planing kar kay kam karna ho ga jis say humain kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kkay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho ga
        • #694 Collapse

          Planning buhat zarori hoti hy aur is sey aap ko yeh andaza ho jata hy keh kitney profit aur loss key bad market sey out hona hy aur kis pair ko choose krna hy aur lots ka size fix krna hy. Agar aap ki planning nakam ho jaye to aap ko loss ho jata hy. Planning key leye forex ko properly learn krna buhat zarori hota hy.
          • #695 Collapse

            G dosto hamain chahiy k ham jab bi forex trading main trading karain to hamko chahiy k aik plan karain aur us plan k sath trading karain matlb hamain pehly sy hi pata hona chahiy k ham kis trade p kitni trading karain gy
            • #696 Collapse

              G bhai g bilkul apki bat thake forex trading busniss chalta he plining ke zor per hy is liya humin chahye hy k hum is mai achi terhan sai plining ker ke is mai achi earning karain
              • #697 Collapse

                Life ke har field mai proper planning ke bohot ehmait hai aur ager kaam plan kar kay kiye jain tu bohot he acha rahta hai iss he trah Forex trading ke planning bohot he ziada lazmi hai traders kay liye , proper plan kay baghir trading mai kamyab hona kafi mushkil hai.
                • #698 Collapse

                  G bilkul bhai g apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin kam kerna he plining ke sath cahye hy kun ke forex nam he plining ka hy jo is mai achi plining kara ga wo win kara ga
                  • #699 Collapse

                    Gee janab forex trading ma zeyada sy zeyada knowldge aor conficonfidence ho ga to hum achi planning kren gay planning kyaik aor chez bhi zarori hai wo hai forex market ka analysis is leay acha anaanalysis kren.
                    Acha kaam achy daam
                    • #700 Collapse

                      Yes dear ap ne bohat acha sawal kiya ha hume is business planing k sath kam krna chaiye ye hamre piye sab se acha tareeka ha hum apne dosto se planning kr sakte hen ur qxhi information hasil kr sakte hen ye hamre liye bohat important ha
                      • #701 Collapse

                        hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi pahr hi planing karein gya
                        • #702 Collapse

                          Yes dear with out planing forex trading main planing bhi bot zarori hoti hay bas aap ko chaiay hota hay kay aap trading achay tareekay say karain kiun kay planing kay baghair kuch bhi posible nahi hai or planing aap ko zada experience say gain karnay ko milti hay
                          • #703 Collapse

                            trader ku forex man earning k liye achi planning ki zaruat perti ha ager trader achi planning kerny ki salahiayt nae rekhta tu trader ku ic say loss hu sakta ha ic liye trader khud ku pehly train kery
                            • #704 Collapse

                              Yes i agree with you Forex me humy aik achi planning and strategy ki need hoti han isi liye humy chahye k hum according to our plan and strategy ko use krty hue trade kary and market me koi bhi position open karny se pahly professional traders se bhi help lye isi trha hum acha profit take kar sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                ji han forex me aap agr ayk planing ki sorat me rh kr work kr ty hain. to aap thory se wkat me thori si sarmaya kari se bhot zada profit earn kr skty hain....
                                 
                                First LEARN Then You Can Remove The "L"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X