1 theard pe zaida post krny sy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhaai mae 100 percent sure hoon k ek he thread par baar baar postings karne se account ban ho jata hae or is sey srf nuqsaan he hota hae.. na he apko baar baar bonus milta hae or ulbata apka account ban zarur hojata hae.. or fuxul main time bhi waste hota hae..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bahi jan ap ek thread pe xiada post mat karo and ap jis thread pe post kar chukay hotay ho us thread pe green colour ka sign arha hota hai matlb ap yaha kar chukay ho pahly
      • #123 Collapse

        bhai yaad q nhi rhtaa , hum jis thread par aik dafa post kar chukty hen us thread k sath aik green clour ka arrow sa bn jata hy us se pata lgta hy k hum is thread par post kar skty hen ya nhi
        • #124 Collapse

          dear 1 thread pe zaida post krny se account block ho jayaga lakin koi aisa tareeqa nikalna chaye k jis threads ko post karain us pe marking ka nishan aa jay jis se pta chal jay ga or account bhe block ni ho ga...
          • #125 Collapse

            aik thread per ziyada post na kren , is surat mein aap ka ccount ban ho skta hai agr app ko smjh nai aa rhi to aap ek bat ka dehan rkhen k aap ny jis post ka reply kia hoa hai us k sth green clor ka arrow ka nishan ho ga jis ka mtlb yehi hai k aap ny es ka reply kr dia hai
            • #126 Collapse

              Asslam O Alaikum han gee hum aik thread pay aik bar say zyada reply nahi day saktay hain issay humara account banned ho jaya gay jab tak koi dosra us kay neechay reply nahi ker deta jab tak.......its my opinion
               
              • #127 Collapse

                nahi i think account banned nahi hota sirf apne jo thread per do bar post kiye hote hai ouska bonus aik he post ka milta hai.apka account banned hota hai jab app copy pasting kerte hai.thanks.
                • #128 Collapse

                  g bilkul q k jb hm ak thread per post kr dyty hai to us post ky uper green clr ka arrow ajata hai jis sy hmen pata chalta hai ky ye thread per ap posts kar chuky aur ha ak thread per zada dafa posts krny sy ap ban hosakty hai aur wo sare posts bhe delete hojaty hai to dekh kr karna chahiye ky hmny is thread per post kya bhe hai ya nahe usi sy hmen sahi pata chalyga
                  • #129 Collapse

                    aap ko chahye k aap yaha pay ek thread pay ek he posts kare ta k aap ko yah apay rules ko break karnay ka khatra na ho aur aap apna kaam ko arma say aru asani say kar sako is kaam me aap ko trust karna zrori hota hai.
                    • #130 Collapse

                      maray dosat aik thread ka bar bar jawab danay say woh post duplicate main main account ki jati ha jis say account ka close honay ka chance hota hain es liya jis post ka anser ap ker chukay hain us ka left side main green arrow ka sign show ho jata ha jis say ap ko maloom ho jata ha kay es thread ka jawab daiy chukay hain .
                      • #131 Collapse

                        dear friend jee han ziayda posting karnay say account band hojata han forex may aur ager ek posting per bar baar jawab daynay say be ap k account block hojata han aur ager ap posting k galt jawab dytay han usay apke posting delete hoti han
                        • #132 Collapse

                          g ha 1 thred pa zaida post karny s ahamara account banned ho skta ha is liy hamy chae k ham jb b post kary tu sirf ek dfa kary bhota dfa na kary or thek thek kay sir sa utrany wali bat na kary or dosro ko jo mashwara sa us par khud ma kaem rhy...
                          • #133 Collapse

                            bhai jaan wesy to yahan per hamy ak time per ak hi posting krni chahiye ak se zyada nahi krni chahiye ager ap ak se zyada posting kren gy to is mai ap ko nuksaan ho skta hai ap ka is mai faida nahi q k ap ko us ka bounes nahi milta
                            • #134 Collapse

                              i agree with you but i think, g nahi aapjis thread ko r3ly karte hain us par ek nishan aa jata hai jis se aap ko pata chal jata hai k aap ne iss ko reply kiya hai ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Aik thread pe aik se ziada post karna forex k rules k khelaf hai ap aik thread pe sirf aik he post kar sakty hain or agr ap aik thread pe baar baar post Karen gy to ap ka account block ho sakta hai es liye zarori hai k aik thread pe aik he post Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X