1 theard pe zaida post krny sy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    aik he thread par humay ziada posta nahi karni chahiey mery khyal main agar hum ziada posts karna chahty hay to humary pass aur bohat sary thrads hoty hay un par posts karni cahhiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      1 thread pr koshes kryn ayk hi rply dyn. agr ksi ko koi personal bat krni ho to private chat use kr lyn. but koshesh kryn ayk thread me ayk time me ayk hi reply dyn.
       
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #408 Collapse

        Forix-pak forum mei post ki doraen thiard mein post krne sy koe farq nahin parrta lykin agr zeada thiard kaa rpley kero gay to masalaa hosaktaa he mairy khayal mei.
        • #409 Collapse

          Nahi jnab ai he threads baar aek sy ziyada baar posting krny pr aapka acaount baan nahi keya jaata hai aur dosraa apnaey kha keh appko pataa nahi chlata to uskaa asaan sey hal yei ha keh jiss threads pr aap posting kr dataey han to US par 1 green colour kaa tick bn jaata hai go ye zaher krta hai ky apnaey es threads pr posting kardee ha.
          • #410 Collapse

            Humean yad rakhny ki koi zarorat nahe hia dost jab app aik thread k oper reply comment kerty hain to pher jab app ki post approved ho jati hain to pher us k oper green arrow ban jata hai to pher dobara ap us pay comment na karein
            • #411 Collapse

              ik account par 50 posts karny ki hi limit hai aur hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur phar hi hum is main bonus hasil kar skaty hain aur is ko use kar k kamyab ho sakty hain it is best job
              • #412 Collapse

                1 thread pay zada posts krny say ye banned nahi hota hai is say ye red ho jata hai is kay liay humy is main thread show ki setting ko krna zarori hota hai nahi to kafi zada muskil ho saqti hai or posting ko krna is thread main mumkin hota hai
                • #413 Collapse

                  Sabse pehle thread koi bhi ho reply perfect hona chahiye appne jiss thread Ko reply Kia hai us app dubara reply do din Baad kare ek thread Mei Kam waqt Mei reply karne par forum ki taraf se aap par actions liya Jaa Sakta hai aur forum par to Kai thread mojud Jin par reply kaafi aasani se ho Jata hai to ek hi thread par Baar Baar reply ki jaroorat hi kyu Hai aur fin mei aap 40 se jaayda thread Ko reply na kare forum par post karne ki bhi ek limit Bana le uske accorgding reply kare short reply na kare thread kids moju par hai usi se mutalik jawab de thread par reply Aisa bhi hona chahiye ki Lage reply Ko bewajah Lamba khicha Jaa Raha hai har alfaz bilkul nape tile aur thread ke mutabik hona chahiye aise Mei aapko hamesha post ka bonus milega
                  • #414 Collapse

                    Assalam-e-Alikum friends ma new users ko batana chahta hon K insta forex par 1say zayada posting karnay say app ki postings ko deduct Kar Diya Jay ga Jess say app ko bohat nuksan ho sakta ha
                    • #415 Collapse

                      ap nay ak thread par ak he reply dana hai agr ap ak thread par ak say zada reply datay hai tou phr ap forum kay rules ko follow nahi krtay. es lye forumkay rules kay mutbiq ap ak thread ka ak he reply hai.
                      • #416 Collapse

                        g bahi ap thek kah rah hi hamera account block ni huta balkay jab ap as par post karty hi to wo ak nishan da daeta hi kay ap ya posst pahly kar chuky hu as ko ap crose kar day asa ni hu ga kay ap ka account hi band hu jay as lay ap bager tanshen lay kay yanh kam karty rahy
                        • #417 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: billo پيغام ديکھيے
                          1 thread pay zada posts krny say ye banned nahi hota hai is say ye red ho jata hai is kay liay humy is main thread show ki setting ko krna zarori hota hai nahi to kafi zada muskil ho saqti hai or posting ko krna is thread main mumkin hota hai
                          ge han bhai hmein apne forum mein ziada posting krne se account banned nhe hota he blkeh jb hm apne forum ke rules ke olt kam krte hien phr hmara id ya account block hota he es lie hmein chahe keh hm apne forum mein acha kam krein aur ache chezein share krein jo keh forum rules ko follow kr ke hon phr hmein apne posting ka bonus milta he
                          • #418 Collapse

                            is main kam karny k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trade karein gay
                            • #419 Collapse

                              g bhai aysa ho jat ahi es liye mera ap sub ko yahi mashwra hai k hmain post karty wakt apny thraed start time k sathv assending order ko select kar k post karni chahye or ayse hmain pta rahta hai k hum ny kis post ka rply kar diya hai or kis ka nahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                posts utni hi karni ho gi jitni is ki limit hai so hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny ka kabiil hon gay aur bonus hasil kar saky gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X