trade only one pair first....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    i am agree bri that jab hum forex me real account pe tradnind karty hen to hamen aik hi pair me trade karni chahy me ny bhi trading aisy hi start ki thi is sy ap ko profit bhi hota hy chahy kam hi kio naho loss nahi hota hy ye acha hy aik pair me trade kar k.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yes agar hum forex main new aye hain to hamen akbhi bhi ziada lalach nahin karni chahiye aur only one pair par hi hamen work karna chahiye is trha hum forex ko ahista ahista achi trha se learn kar saktey hain.
         
      • #168 Collapse

        in my openion we should alway trade with one pair and if we work with one pair we know it well and we focus regarding the news of this pair and in this way we can get better profit instead we change dialy a pair.
        • #169 Collapse

          Ji bro men apki post se agree karta hun apne bohat achi information di he ke forex men bohat huge profit he lekin loss bi sath sath hi chalta he lekin is se avoid karna bohat mushkill he isliye admi ko aik acha trader banana pare ga tab admi loss ko avoid karsakta he
          • #170 Collapse

            yes mere khayal se ap ko traing ake pair se start arni chahye kyon ke jab ap ake pair se trading start karin ge to ap log aram se us pair ke markeet ko jain lain ge or ap ko markket trand ka andaza ho ga ke is markket ne kya karna he ake markket ko kush time use karne ke bad kisi or markkt ko use karna behtar he .
            • #171 Collapse

              my dear friend app ny acha sawal kia hy yah app py depent karta hy k app kitny pair par trading karty han magr app ko pahly chahy k app low rate per tradin start karin q k jb tak app ka experience zada nai hota tb tak app zada trading na krin ......
              • #172 Collapse

                yes you are right agar hum forex main new hain to phir hamen start main is main just one pair par hi trade karni chahiye is trha hum forex ko achi trha se learn kar saktey hain aur is main hamen always greedy hone sey bachna chahiye.
                   
                • #173 Collapse

                  The most popular and the lack of a market for trading in Forex market trading at a very low risk to us and the other side of the huge profits that the Internet business, too, and it is the moment to take care of the entire foreign currency in order to learn the ones that will end our capital investment of as you can very much smaller
                  • #174 Collapse

                    you post is valuable but it will be good for all if you give the image of the support ,You have explained the resistance and suIt will help many new comer forex trader to understand the business. pport system beautifully......
                    • #175 Collapse

                      ji haan brother hum ko multiple trades use nahi karni chahiyen hum ko chahiye ke jitna hum se ho sake hum aik aik kar ke he trades lagayen or aik trade me profit honey ke baad he next trade ki taraf jayen is se hamari trading bhi achi hogi or hum ko loss ka saamna bhi nahi karna pare ga ..
                       
                      • #176 Collapse

                        ap ne bht achi baat boli aur bht zarori hai forex trading ke business ko learn karne ke liye sab se phele koi aik pair select karen aur os per trading karen os ko achi tarha se samjhe then kisi aur per jayen aur asi traha aik aik kar ke sab ko samjhe aur phir sabi per trading karen
                        • #177 Collapse

                          trading kerna easy nahi hai.profits se zayada loss ho jata hai.isleye dekhbaal ker trade ke jaye.aur sirf aik do pairs per he trade kerhe.EUR/USD dono apas main takkar ke currencies hai.is main na zayada loss hota hai aur na zayada profits.ye best hai trading ke liye.
                          • #178 Collapse

                            g haan starting par humko chahiye ke aik hi pair par focus karen aur usko achi tarah samajhen ke wo kitna aur kahan tak move karta hai
                             
                            • #179 Collapse

                              ya bat thk hai ke log forex ko profit profior our profit hi samjhte hain lakin asa nai hai ap is na jitna chance profit ke hote hain untne hi risk loss ka hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yes mere khayal se ye behtar hay ke shoro main aap ko aik hi currancy pair main kaam karna chahye ta ke ows currancy ki moving ka aap ko sahi tarike se andaza ho jai ke ye currancy daily kitni moving karti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X