trade only one pair first....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    hamain chahiye k ham aik hi pair par trading karain to acha hai aur is sey hamain loss k chances kam ho jatey hain aur ham ko loss kam hota hai aik pair par.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      G JAnab Boaht hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat k JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin HAr NEw trader Ko Jab Wo Experience hasil Kar LE Us kay PLan MAi ye hona Boaht zarurui hai kay jis pair mai uski command hai wo usi pair mai work karaya us kialwa ksii or pair par trade na kray Q kay is se usko nuqsan ho skata hai
      • #1203 Collapse

        ji mein ap sa agree karta ho hamay start mein one pair pa trade karni chye aur ek waqt mein ek he order open karna chye aur best pair pair pa trade karni chye tb he ap eaaily apni trade ko manage kar sakty hai
        • #1204 Collapse

          waalikum assalam, aap ne bilkul theek kaha ke forex ko samajh kar start karna chahiye, ku ke agar hum jald bazi me forex ko bina samjhe ye bina practice ke shru karengy, tou yaqeenan hamein ziada nuqsan hoga, or hamara sara amount west hojaiga, or phi hum forex main fail hojaingy, esi liye hamein demo account pe achi tarah practice kar ke business shru karna chahiye, or starting mein hamein one currency pair he par kaam karna chahiye, or eske ilawa hamein trade volume bhi kam se kam rakhni chahiye. ok
           
          • #1205 Collapse

            oye hoye, main aap ki baat se completly agree karta hun, ke forex bohat bohat he acha business hai, sirf shart ye hai ke humein esky skills bohat achy se malum hony chahiyen, otherwise hamein forex business karny mein maza nhi aaiga, so freinds hum sab ko chahiye ke hum ziada se ziada forex ko samajhne mein time lagain, agar hum ek baar forex ko theek tarah se samajh gaye tou phir hamein koi problume nhi hogi, or ye business hamein bohat acha profit dega, ok
               
            • #1206 Collapse

              yes aap theek keh rahy hein, main aap ki baat se agree hun, ku ke agar hum har pair pe trade lagain ge tou humara mind cunfuse ho jaiga, hum chahen tou ek waqt mein ziada pair pe bhi trading kar sakty hein, lakin esky liye hamein good trading skills or har pair ki markeet analysis malum hona zaruri hai, es he liye main ye kehta hun ke pehly hum ksi ek pair mein expert ho jain usky baad hum dusry pair pe bhi trading kar sakty hein, or hamein seekhny ke liye demo pe bohat achi tarah practice karni chahiye.
               
              • #1207 Collapse

                asalmu alikum bhai g zrori nahi hai k aik hi pair pe trading ki jaye me ap ki bat se zra b agree nahi karta ho q k aik pair pe kabhi news ka time hota to hai to kabhi trend clear nahi hota
                • #1208 Collapse

                  shru ma aap ko aik hi pair sa shuruat krni chahiya q k abhi aap new ho or kuch janty nahi ho to aap ko chahiya i 1pir sa starting kry
                  • #1209 Collapse

                    g han agr ap one pair pe trading kerrn g to apko us pair ki bht ziada moving ka bi pta chll jay ga
                    and is me up down ka guess and acha knowledge bi a jay ga so apko is ki info bi
                    achi mil gi and ap acha profit earn ker skay gy.
                     
                    • #1210 Collapse

                      main khud bhi abhi is business main new hun isliye main bhi abhi is main just one pari par trade karta hun aur i think jese jese hamara experience barhta hey hum apne pairs bhi barha saktey hain.
                       
                      • #1211 Collapse

                        ji han ager ap new ho or ap ko itna pata nae ho trading kay shoro shoro may to ap asa karo kay ap aik he pair sa trading karo or zayda profit ki lalach na karo to ap tekho ga
                        • #1212 Collapse

                          ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex aik risky market hay lakin agar aap is may pehlay earning ka tariqaqar banalay to ye aap ko profit de sakti hay is lye aap ko chahiye kay pehlay earning ka tariqaqar banaye our phir real per trading karay.
                          • #1213 Collapse

                            Yes forex business jitna profitable he utna risky vi he.Forex me starting me 1pair per trade lagao or use study karo ke market kahna par jata he.Or me kahunga ki ap GBP/USD pe trade karo.
                             
                            • #1214 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: smarto پيغام ديکھيے
                              Forex trading is not most popular and risky market of this world,here you have huge profit but you have to know the trading system very well by which you can make forex trading profitable for you...





                              bro ham ko ur new users ko chahiya k shoro ma 1pair sy start karyn ur ur ahista ahista aghy zayad shorokar dy aghar ham ekhatty sary karyn gy to hmary passs koi tajarba nahi hoga ur ulta hamyn lose hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                Hamain start may one pair say trade start karni chaheay. aur jb hamara concept aik pair per perfect hu jay phr kesi dosray pair per trade karain. otherwise risk nai laina. Agar hum zayada profit laina chatay hu to big lot laga kar bhi lay saktya ha. Keu k jetna experience perfect hu ga etna hi zayada earning k chance bar jay gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X