trade only one pair first....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    well mere khial me starting me hme 1 hi pair se start hona chahie is se hmari practice bhi hojae gi or pair trading ko smjhne me asani bhi hogi otherwise start me hi ziada pairs trading ko cover krna boht mushkil ho jata he
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes dear me ap ki bat se agree krta hn k hme 1 pair se he start krna chahie q k shru me 1 pair ko hm asani se control kr skte hn pr ziada pairs ko control krna hmare lie mushkil hoga
       
      • #33 Collapse

        No dear brother forex may pair par jo logo depend kartay hai who aksar losser hotay hai who is liyeh k who usi par loss karwat us time par jub us ko ka moqa hi nahi hota hai k trade ka who trade open karta hai trade open karnay say pehlay sub may deka karo k konsay pair may achi trade hai is waqat our may har trade k sath kitnay time tak sath sath dena yeh sub zaori bateen hoti hai
         
        • #34 Collapse

          g bilku7l teek kaha aap ne mai jub start mai forex mai aya our mai ne iss mai kaam kiya to mujy bhi iss mai tread karna buhat acha laga our mai iss ko ab life time karna chahta ho q ky mere khayaal mai forex ki tarha koi b job yaa business itna asaan nahi hai
          • #35 Collapse

            Forex trading may hamaray pass bhut saray currencies ky pairs hotay hain to ye bhut zarore hy kah agar hum 1 pair par concentrate kare to hamay us pair ko asaani say samj be ate hy kah ye kitny limit tak moment kar sakta hy aur us say hum asaani say faida hasil karna chahye.
            • #36 Collapse

              sure i totally agree with you that you should trade in a single pair . because we know that forex is risky and it is very difficult to understand all pair behavour . so it is better to work in single pair instead of trading all
              • #37 Collapse

                i my opinion For the first year, its best to focus on one pair as its much easier to follow and master. then afterwards you can go ahead and include a few more. Personally i started out with the EUR/USD and have been building on it since then
                --------------------------------------------------------
                -:If you like my posts, click blog this post:-
                --------------------------------------------------------
                • #38 Collapse

                  nahi hume chaiye ke first me hum sare pairs me trade kar ke dekhy jis pair ki hume zada samjh a jy hum us pair ko continue kare to zada best hay.
                  • #39 Collapse

                    trade only one pair first is good Idea and If we do that then we can get huge market knowledge about that pair which is very expensive in the forex market.and I think a new trader should allows trad in one pair first.
                    • #40 Collapse

                      g haan bilkul.agar hum ik time ik he pair main trading karty hain or us kay saath touch main rehty hain to hum zyaada earn kar sakty hian.agar hum zyaada pairs main ik saath trading karty hain to ye confution bhi create kar sakta hai.
                      • #41 Collapse

                        yes aik pair pe trading seekho aur ussi kay expert bano.... ye bohat achi bata ki hay ap ne janab.. eskay bad jab ap expert ho jao tab he kisi aur pe....bhi search shru karo... tabhi ja kay ap expert bano gay
                        • #42 Collapse

                          One pair me trading karna easy hota hai.Or agar hum sirf one pair me trade karen tu hum is me easily earn kar sakty hai.Multiple pairs me trade kar kay humay loss hota hai.One pair ko agar hum focus karen tu hum is say earning kar sakty hai..
                             
                          • #43 Collapse

                            jee janab bilkul is main koi shak nai k is waqat forex aik bhot hi acha aur profitable online business hai, aur risky b hai lakin un logon k liye jin k pass forex ka knowledge nai hai.
                            • #44 Collapse

                              haan bahaai aap ne sai kaha k forex me at the bigenning me agar aap loss se bachnaa chahty hain to aapko chahiye k aap phle aik hi pair me specialization haasil karen jo k aap k liye kaafi madadgaar sabit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                well dear trader ko ye hi chahiye k wo kisi ek currency main perfection gain kary or usi par trade kary kyn agar hum jitny currency par trade karngy hamari hi trade mess ho jaye gi or hum account hold nahi kr paengy so dear better hai k trade kisi one currency k sath hi ever trade kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X